WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » Uncategorized » ATM Location And Cash Hai ya Nahi Check Kaise Kare ?

ATM Location And Cash Hai ya Nahi Check Kaise Kare ?

Ghar Baithe ATM Location And Cash – Doston Paise ki Jarurat To sabko hoti rahti hai, Aur Sab Koi Ghar me Jada paise Rakhte bhi nahi, Paise Ko Safe Rakhne ke liye ham Bank ka Sahara Lete hai, Jisme ham bank me Account Open karke Usme Apna Sara paisa Store kar dete hai.

To yese me yadi aapko Paise ki Jarurat hai, Aur Aap Paisa Apne Se Nikalna Chahte hai, to Bank Aap Bank Ka Sahara kam lete hai kyuki Bank me Paise Nikalne me jada time lag sakta hai, Aise me Bank Ne Apne Customer ke liye Jagah jagah par ATM ki Subidha De rakhkhi hai, Jiske Dwra aap Apne Najdiki Atm Se Apne ATM card ki Help Se paisa Aashani Se Nikal sakte hai.

Aaj ke Digital india me Cashless Prakriya Chal Rahi Jisse jisme Ham Online Digital Payment Karne Lage hai, But Abhi Sabhi Log Online Digital Payment Use Nahi kar raje hai, Jinhe Bar bar ATM par jaane ki Jarurat Padti hai, Digitally Payment ke liye aap Upi App ( Bhim, Tez, Phonepe and Paytm) Jaise App Use kar sakte hai, jisse Use karne ke liye Hamari Website par Iski Puri Jankari Read kar sakte hai.

ATM Location And Cash Hai Ya nahi Kaise Jaane ?

Aaj ham aapko Is Jankari Batane waale hai ki Kaise aap Apne Najdiki Ke Atm Location aur Usme Paisa Hai ya nahi Kaise Pata karen. Doston agar aap Kisi Atm Jana Chate hai Ya kaise Yedi jagah par hai, jaha Aapko Atm Dudne me Mil nahi Raha To Ye Jankari aapke liye Bahut Helpful ho sakti hai.

Najdiki ATM Location and Cash Hai Ya nahi Pata karen ?

Yadi aap Travel karka hai, kisi Anjan Jagah par Jaha par aapko Uski Location ke baare me aapko Jankari nahi hoti hao, aapke Cashless hai aapko Atm ki jarurat hai, jisse ki aap ATM se Paise Nilkal sake, to aapko hamre Steps Follow karke Apne Najdiki bank, ATM Location aur Direction pata kar sakte hai, aur ATM aapse Kitne Distance par hai ye bhi Jaan sakte hai.

Agar aapko Ghar baithe Hi bina ATM Machine Ke pass Gaye Hi Usme Balance (Paisa) hai ya nahi pata Chal jaye to aapka Kitna fayda ho sakta hai, Digitally Aap apne Mobile Se Ye kaam Ghar Baithe kar sakte hai, Jiske liye aapko Niche diye gaye Steps ko Follow karna hoga Ki kaise Online ATM me balance hai ya nahi Check karen.

Step.1 First aapko Apne Mobile Smartphone me Ek App Download Karna hoga Jiska Name hai, Cash on ATM Jiska Link bhi main aap De de raha Click karke aap Sidhe Playstore se Download kar sakte hai.

Check ATM Cash

Step.2 Ab aapko App Install karke Open karna hai, Jaise ho aap Ise Open karte hai, Pin Code Enter karne ko kahega, Yadi Pin code nahi pata hai, Aap Location Icon par Click karen Ye Automatically Aapke Areye ka Pin Code Search kar leta hai.

Note– Location ke liye aapko Apne Mobile ka GPS On rakhna hoga.

Step.3 Pin cod Dalne ke baad ab Search Button par Click kar de, iske baad aap Apne Najdiki ke Sabhi AtM Ki List Dekh sakte hai, Aur Cash hai ya nahi ye Bhi dekh sakte hai.

Step.4 Jo Green Slide Dikh rahi hai iska Matlb ish ATM me Cash hai, Yadi ATM par Red Slide hai to NO CASH ATM me Cash nahi hai.

Aur ab yadi ATM ki Location Dekhna Chahte hai, to Image me Dikh rahe Route Optio par Click karenge to aapko us ATM card ki Location bhi Dekh sakte hai.

Google Map Se ATM Location aur Atm me paisa hai ya nahi Jaane ?

Jaisa ki aap Jante hai Google Map ek Best Map hai jo Pure word ka Map hai, Jisme aap Puri Duniya Baithe baithe Dekh sakte hai. Stellite ke Madhyam se Doston Google map ke bahut Feture Hai jisse batanr me bahut Time lag sakta hai. chaliye ab jan Lete hai, Google map se ATM Najdiki ATM ka Direction and Distance kaise Jaane.

Step.1 Sabse Pahle aapko Google map open karna hai, aur Upar Diye Search Box Me ATM In my Near ATM in My Nearby ya Bank Search karna hai to Apne Bank ka Name Jaise SBI Bank in my Near Type karke Search karna hai.

Step.2 Ab Aapke saamne Najdiki Ki Sabhi ATM Show hone lagegi. Niche Show list par Click karenge To ATM ka Helpline Number bhi Mil jayega jispar Call karke Cash hai ya nahi Pata kar sakte hai.

Step.3 Aur ATM ki Duri Aur Direction Pata karne ke liye Direction option par Click karen jisse aapko ATM ka Pura Route aur Kitne Kilometer par hai aur Pahunchne me kitna Time lagega sab Show hoga.

To agar aapko Hamari ATM Location and Cash hai ya nahi Ye jankari pasand aayi to Comment karke jarur bataye.

#Tags– atm locator app, plus atm locations, atm near my location,atm nearby my location,plus atm locations near me, atm, near me with cash, nearest atm to my location, atm near me now, atm cash available, cash no cash atm location, atm with cash app, atm cash finder app, cash in atm machine, cashnocash atm finder, live atm cash availability, cash no cash atm near me.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

4 thoughts on “ATM Location And Cash Hai ya Nahi Check Kaise Kare ?”

  1. बहुत ही अच्छे से आपने समझाया. बहुत से लोग हैं जो बहुत परेशान रहते हैं कि एटीएम कहां लगा है. उन्हे सहायता मिलेगी.

    Reply

Leave a Comment