Home » सोशल मीडिया » Browser Me WhatsApp Use Kaise Kare ?

Browser Me WhatsApp Use Kaise Kare ?

Hello Friends Whatsapp Aaj Har Ek Mobile Me Use Hone Wala Social Massanging Application hai, Lagbhag Jiske pass bhi Whatsapp Capable Mobile hai Usme aapko Whatsapp Install Jarur mil Jata hoga,  aaj Ham Is Tutorial me jaanenge Ki Mobile ya Computer/Laptop ki Browser me Whatsapp ka Use Kaise karte hai.

Bahut Se log Apne Mobile Me 1 se jada Whatsapp Ka Istemal karte hai, jiake Liye Vo App Cloning Use karke Karte hai uske baare me bhi ham aapko Pichle post me bata chuke hai, Lekin ab Bahut se Smartphone me Dual Apps Use karne ka Feture bhi aane laga hai, jisse aap Koi Bhi Application 1 hi Mobile me 2 app Chala sakte hai.

Aaye Din Whatsapp ke New new Updates Aate Rahte hai, jiame aapko New new Feture Milte rahte hai, Whatsapp ke Kuch aise Tips and Tricks Jinhe Aap Abhi Jante nahi hai Jannne ke liye Niche ke Artical ko Read kar le.

Computer me Whatsapp Download karke Kaise Chalaye ?

Computer me Whatsapp Chalane ke liye Ham aapko pahut pahle bata Chuke hai, jiame 2 Tarika Diya gya hai. Aur Is post Ko Read karne ke baad aap Jan jayenge Ki Browser me Whatsapp Run kaise Karen Bina Kisi Other App ke use kiye, Bahut hi Simple Bas aapko ye Setup karne me 5 Secend Lagta hai.

Read:- (3 Tricks) Laptop/Computer Me Whatsapp Kaise Chalaye ?

Browser Me WhatsApp Chalane Ki Puri Jankari ?

Whatsapp Web Kya hai ?

Whatsapp Web ek Whatsapp ka hi ek Feture hai, Jo bahut hi Achha Feture hai, iski help se User apne Mobile Whatsapp ko Computer ya kisi Browser me Aashani Se Chala sakte hai. Web.whatsapp Se aap Whatsapp ko Web Version me Chalane ki Anumati moil jaati hai.

Browser ya Web Version me Whatsapp Use karne ke liye Kya Chahiye?

Aapne Dekha hoga Whatsapp ke Option par jaane par Whatsapp Web ka Option Dikh raha hoga, Jispar Click karne par Aapko Whatsapp Camera Scaner Open ho jata hai.

  1. Whatsapp ka Web Version Browser me Use Karne ke Liye aapka Pahle Se Whatsapp Account Bana hona Chahiye.
  2. Mobile Whatsapp Up to Date Hona Chahiye agar Update nahi hai to Google Playstore se Pahle Update Kar le.
  3. Browser me Whatsapp Use karne ke liye aapka Mobile Whatsapp Internet se Connected Hona jaruri hai.

Read:- किसी के भी Whatsapp Ka Status Mobile Me Download कैसे करें ?

Mobile Browser Me Whatsapp Chalaye ?

Yadi aapko Mobile Browser Me Whatsapp ka Istemal karna hai to iske Liye aapke Mobile Me Chrome Browser Ka hona Jaruri hai. Basically Chrome Browser Sabhi Smartphone me Diya hota hai. Agar nahi hai to Aap Google Chrome Browser ko Google Playstore se Download kar sakte hai.

  • Sabse Pahle aapko Mobile me Chrome Browser Open kar lena hai. Yadi aapne Apna Gmail Account Chrome Me Login Nahi Kiya hai to pahle apna Gmail Account Chrome me login kar le.
  • Ab Simple Chorme Browser me ek New page Tab Open kare.New tab open karne ke liye Chrome ke Uper Square par Click karen aur phir upar Left Side me + ke Icon par Click kar de jisse New tab Open ho jayrgi.
  • Page tab open Hone ke baad Aapko Search Box me Web.Whatsapp Karke Search Karna hai.
  • Ab aapko Is page ko web Version me Kar lena hai. Jiske liye aapko Chrome ke Uper Right Side Corner me 3Dots par Click karna hai jaga aapko Destop Site ke Option par Click kar dena hai.
  • Ab aapne jo search kiya tha Dekhenge ki ye Bilkul Computer ke Browser ki tarah Dikhega ab Uper Aapko Web.Whatsapp karke First Search Result milega Uspar click karen.
  • Ab Whatsapp ki Web Version Website Khulegi jisme aapko QR Code Show hoga. Aapko Isi QR code ko apne Mobile ke Whatsapp ke Whatsapp Web Scaner Se Scan karna hai.
  • Ab apne Whatsapp ko Khole Aur Whatsapp web Version par jakar QR code ko Scan karen Scan Hote hi aapka Whatsapp Mobile browser me Aa jayega, jaha se aap Kuch Kar Sakte hai.

Dhyan De Ye sab Process Karne ke Liye Aapka Internet Hamesha On rahna Chahiye ?

Read:- Term Insurance क्या है टर्म इंश्योरेंस Plan Detail In Hindi ?

Pc Browser me Whatsapp Chlaye ?

Whatsapp Web ka Use Jadatar Log PC me Kiya jata hai. Jo log Dinbhar Computer me kaam Karte rahte hai, aur Jinko Mobile Use Jada nahi karne ko milta hai, Unke liye Whatsapp ka ye Feture Bahut achha hai. Chaliye ab jaan lete hai whatsapp web ka use Pc me Kaise karen.

  • Sabse pahle aapko Apne Pc me Koi Bhi Internet Browser Open karna hai, jaise Chrome, Firfox etc.
  • Ab Aapko Browser me New tab Open karke Search Box me Web.Whatsapp Search karna hai.
  • Search karte hi First Result Whatsapp ki Website hai Click karke Open karen.
  • Open Karte hi Whatsapp ki Official Website open hogi Jiame aapko saamne QR code Milega.
  • Ab Apne Mobile Ko Le aur Whatsapp Application Ko open karen aur Upar 3Dots Option par jakar Whatsapp Web par click karen aur Pc Browser le QR code Ko Scan karna hai,

Read:-Mobile Top Best Antivirus Security Apps Se Phone Ko Secure Banane ke liye ?

QR code Scan hote hi Aapke Mobile ka Pura Whatsapp aapke Pc ke Browser me Aa jayega, yaha se aap aashani se Apne Whatsapp ko Manage kar sakte hai, Bas aapka Internet On hona Chahiye.

Final word- Thanks For Reading” Aise hi Tech Tips Daily paane ke liye Blig ko Subscribe Jarur kar le apur Facebook Page And Twitter par bhi HindiHelp4u ko Follow kar sakte hai.

Share on:

5 thoughts on “Browser Me WhatsApp Use Kaise Kare ?”

Leave a Comment