Home » Uncategorized » Mobile Phone Fonts Change Kaise karen ?

Mobile Phone Fonts Change Kaise karen ?

Mobile Font change karne ka Hindi Tarika- Hello Android User Android दुनिया का सबसे लोकप्रिय Mobile है। पूरी दुनिया मे Android Operating System User सबसे ज्यादा है। जैसा कि यदि आप एक Android Mobile Use करते है तो आपको उसमे Defult Font दिया जाता है। जो Mobile OS के साथ Inbild रहता है। अपने Mobile के Font को Stylish बनाने के लिए इस जानकारी को ध्यान से पूरा पड़ना होगा।

बहुत से Mobile User चाहते है कि उनका Phone Stylish और सबसे अलग Unquie दिखे जिससे लोग प्रभावित हो ऐसे भी आज हम आपको आपके Mobile का Font Change करने के बारे में बताने वाले है। जिसमे आप Smartphone Android का Font Stylish बना सकते है। Ab To Hamne Bahut Se Phone me Dekha Hai, Font Change Karne Ka Option diya hota hai, Coolpad aur Mi Ke Phone Me Font Change Karne ka Pura Feture Diya gya hai, But Samsung Etc. Mobile Phone me Font Change karne ka Feture nahi Diya gya hai, Yadi aapka Bhi Aisa Koi Mobile hai, Jisme Font Change Karne ka Option Nahi Diya hai To aapke liye Ye jankari Bahut Helpfull hai.

Without Mobile Root Mobile Font Change Kaise Kare ?

Aapko Sabse Pahle Hamare Bataye gaye App Ko Apne Android Phone me Download kar lena hai, Jisme aapko Bahut Se Latest, Stylish Font Avaliable hai.

Ifont Mobile Font Changer App-

ifont Jaisa Ki aap Dekh Sakte hai, Is App Ka Name Ifont hai, Ye Mobile Font Change karne ka Bahut Achcha Application hai, Jise Aap Use kar sakte hai, Agar aap ifont Se apne Mobile ka Font Totally Badlna Chahte hai to Sabse Pahle Niche Diye Gaye link Se Is Download kar lena hai,

Download

FontFix Phone Font Changer app-

Ab baat aati hai Mobile Font Changer 2nd App ko Ye bhi Ek Mobile Phone Font Change karne ka Application hai, Jiske Dwra aap Apne Samsung Ya Phir Anya Mobile ki Font Ko aashani Se Change kar sakte hai, Ishe Download karne ke liye Niche Download Button par Click karke Download kar sakte hai.

Download

Ab aapne Mobile Font Change Karne Waale Apps Ke baare me to Jaan liya ab aage Hum aapko Batane waale hai Is Apps Ko Use karke apne Mobile Ka Font Change Kaise karte hai.

ifont– Agar aap ifont aap Ko Download karte hai to aapko ifont app Open karna hai, Open karte hi Aapke samne ifont app ka Dashboard open ho jata hai Jisme aapko Aage Hi Bahut Stylish Font Show Hone Lagte hai,

  1. Aapko Jo bhi Font Pasand Aaye Uspar Click karen ab aage Niche Download Button milega Uspar Click karke Font Ko Download kar lena hai.
  2. Jaise hi Font Download ho jata hai Waha Set Ka Button Show Hone lagta hai, Just aapko Set Par Click kar Dena hai.
  3. Set par Click Karte hai Aapke Phone Me Font Install ho jata hai,

Fontfix– Aur yadi aap Fontfix App ko Download kake Install karte hai to Simply aapko ifont app Open karna hai.

  1. Font fix App Open karte hi Aapko Samne Font Ki List Mil jaati hai, Aur aapko Jo Bhi Font achcha Lage choose kar sakte hai.
  2. Font Choose karne ke baad Simply Uspar Click karna hai, jaise hi aap Uspar Click karte hai, Font Open ho jata hai aur Right side Niche Download ka Button Mil jata hai, aapko Just Uspar Click kar dena hai,
  3. Font Download par Click karte hi Install ka Option aata hai, Uspar Click karen Jusse Font Install hone lagega, Aur Device Reboot hogi Aur aapke Mobile ka Font Change ho jata hai.

Note- Ye apps Kuch Mobile Me Support nahi Karta Ishilye aapko Ghabraane ki Jarurat nahi hai, agar Isse aapke Mobile ka Font Change Nahi hota hai to aapko Apna Phone Root karna hoga, Mobile Root karne ki Jankari Niche Di gayi hai.

Rooted Mobile Ka Font Change Kaise Kare ?

Hame aapko Upar 2 Mobile Font Changer aap Ke baare me bataya Jisko Use karke aap Apne Mobile ka Font Change kar sakte hai, But Ye Tarika Kuch Mobile me kaam Nahi karta hai, Jiske liye aapko Phone Root karna Hoga, but aap tention na Le kyuki Hum aapke liye Mobile phone Root Karne ka bhi Tarika Bata De rahe hai. Bas aapko Niche Diye gaye link par Jana hai, Jisko Follow karna hai, aur apne Phone ko Succesfully Root kar lena hai, Root Hone ke baad Phir Se Is Post par aana hai, Aur 2no Me Se Kisi 1 App ko Download kar lena hai, Aur Is Baar aap Dekhenge ki Aapke Mobile ka Font Succesfully Change Ho jayega.

Share on:

Leave a Comment