Home » Uncategorized » IRCTC Se Online Railway Ticket Booking kaise kare ?

IRCTC Se Online Railway Ticket Booking kaise kare ?

Hello…doston Aajkal ghar baidhe sab online kam ho raha hai, Aise me railway online ticket booking bhi aap online ghar baidhe kar sakte hai. Ji hann doston aaj kal har ko pata hona chahiye. Online ticket booking kaise ki jati hai. Aaj me aapko is post me ticket book karne ki puri jankari yaha is post me batane ja raha hu. Aap step by step is kar sakte hai.

Bahut se log aise hote hai, Jinhe online ticket booking ke bare me jante hai. Par karne me darte hai, ki kahi koi galti na ho jaye, Jisse hamre bank se paise kat jaye aur ticket bhi book na ho. Basically ye problem hoti hai, ki kahi koi galti na ho jaye.

Hindi latest shayari

IRCTC Online Ticket booking karne ke liye hame kya chahiye

  • Koi bhi device jaise smartphone ya computer
  • Onilne Karne ke liye Internet
  • Paisa pay karne ke liye DEBIT CARD ya koi bhi ATM card, Net banking.
Onilne karne ke liye Browser ya  IRCT Ke application Se kar sakte hai.

IRCT kya hai ?

IRCT ek Indian Website hai jisko India me ticket booking ke liye lanch kiya gya hai. iski sahayta se India me online ticket book kiya jata hai.

IRCT app Se Ticket book kare.

Doston Irct ek India ki sastha hai. Jiske app ya website se online ticket book kar sakte hai.
Chaliye ab step by step ticket book kaise karte hai.

Step.1 Sabse pahle aapko IRCTC ki Website IRCTC Official website per jaye ya app download kar le .isko aap niche diye gaye link ya phir Google play store se download kar sakte hai. Ya phir Website me jaye.

Step.2 App download karne ke baad usko installed karke Open karne ke baad Registration kare.

Step.3 Register me aapko Ek username and Id Bana lena hai. Jisse IRCTC Website ya app me login karke railway ticket booking kar sakte hai.

Registration karne ke baad New Booking Option me train serch kare. Aapko jis train se Kaha se kaha tak jana hai, jaise- Aapko Delhi se Mumbai jana bai to First me Delhi To Mumbai Search karna hai.

Step.5 Train serch karene ke baad Date Select kar le jisi Date ko Ticket Book karna hai.

Step.6 Ab Jis train se yatra karna ho usper click kar de aur kon sa ticket Book karan hai, General ya  AC select kar le.

Step.7 Ab Add Passenger per click karna hai jisme aapko side me Add child ka Option bhi hai, Agar Child 5 year old hai to usper Aapko discount bhi mil jayega. .

Step.8 Add passenger ke baad usme passenger Name, Age, Gender, Region and Berth me Kon sa seet Like as Upper an lower.

Step.9 End me Done per click karna hoga.

Step.10 Ab aapka last step hoga payment karna hai, aapko ticket ke paise dena hoga. Credit card,Debit card,Net banking, koi bhi option chun sakte hai.

Iske baad aapka ticket booking sms aa jayega. Apka ticket book ho gya hai.

Read Now- 

Train status check kaise karen ?

Yadi aap train me yatra karne wale hai ya train me Baithe hue hai, aur apne train ka status check katna chahte hai, Kabhi kabhi train Late rahti hai aur hame Train ka pata nhi rahta kaha per hai, in sab ko check karne liye aap Where is my train app Google playstore se Download kar lena chahiye, jo aapki train ki puri details time by time batayega.

Final words– Ticket Booking karne me koi problem ho to Comment karke hame jarur bataye. Jisse ham aapki help kar sake. Hindihelp4u se judne ke liye Facebook Page ya Twtter per bhi Jud sakte hai.

Share on:

5 thoughts on “IRCTC Se Online Railway Ticket Booking kaise kare ?”

Leave a Comment