WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » Uncategorized » Windows Pc me Vidmate Use Kaise Kare ?

Windows Pc me Vidmate Use Kaise Kare ?

Howdy Friends Aaj ham Is post me janenge Pc me Vidmate App Install Kaise karen, Jaisa ki aap log jankte hai, Vidmate Downloading ke liye Best Application hai, But ye Only Android version matlb Mobile Devices ke liye Developed kiya gya hai. But aaj ham jan jayenge ki Is ham apne Computer and Laptop me Kaise Chalaye.

Bahut Log Ke man me ye aaya hoga ya jo log Videos, Movies Online Dekhne Ya Downloading karne ke liye Computer ya Laptop ka use jada karte hai, to Unhe pce Vidmate chalane ke baare me, but aaj unka problem fix ho jayega.

ReadJaane Android Oreo Me Kya kya hai ?

Windows Pc me Vidmate USE kaise karen ?

Pc me Vidmate Download Kaise kare ?

Aapko bata de Vidmate Ek Thirtparty Application hai, jo aapko Google Playstore Me Nahi Mil payegi, Vidmate app Download karne ke liye aapko Vidmate ki Official Website par jana hoga. Ya phir aap HindiHelp4u ki Pichli Post ko Read kar sakte hai, jisme Official Vidmate Download karne ka Full Setup Bataya gya hai.

Method 1. Laptop PC me Vidmate by BlueStacks Method-

Agar aapko Apne Computer ya Laptop me Vidmate ko Chalana Hai to aapko BlueStacks Software ki madat leni padegi,

  • To sabse pahle aap apne Pc me BlueStacks Software Download karke Install kar lena hai.
  • BlueStacks successful Install hone ke baad ab aapko Usme  official Vidmate apk Download Kar lena hai.
  • Ab Already Install BlueStacks Application ko Open karen aur Add App Option par Click Karke Vidmate apk Load kar Sakte Hai.
  • Ab jo Vidmate app ko Aapne Apne pc me Download karke rakha hai, use location par jakar select karle BlueStacks me Load kar dena hai.

Bas ye ab Automatically BlueStacks me succesfully Install ho jayega. Than ab aap dekhenge Vidmate app aapke Pc me Run karne lagega.

Method 2. Pc me Vidmate install By NOX player software-

Is method se bhi aap Computer/Laptop  pc me Vidmate Chala sakte hai.bas iskee liyeliye a karna hoga Nox player Ko apne pc me Download.

  • First aapko aapne Pc me NoX player apne Computer/Laptop me Download karke install kar lena hai.
  • Ab Vidmate app ko Apne Pc me Download karke Rakh lena hai.
  • Next Ab NOX player Software ko Open karen.Open karne ke baad Right Side Corner me aapko Add apk ka option milega uspar click kar de.
  • Ab Downloaded Vidmate apk ko Found and Select karke Save it par Click kar dena hai.
  • Ab next NOX player Vidmate Install Karne Ka Location Puchega, Later Option par click karke Install kar le.

That’s done Ab Pc me Vidmate ko Aashani se Use karen. Ab aap koi bhi videos and tv channel dekh and download kar sakte hai.

ReadPhonePe Se Bijli Bill Jama kaise karte hai ?

Vidmate Me Movie Whatch and Download kaise karen ?

Vidmate se Movies whatch and Download karna Ek Best Option hai, Kyuki Aapne Internet par Bahut Si Website Par Visit kiye honge jisme aapko Virus ka issue aa jata hoga. But Aap Vidmate se Koi bhi Movies aashani Se Safelly Whatch and Apne Storage me Download bhi kar sakte hai. Aapko bata de Vidmate ek Video Player ki tarah bho bho work karta hai, just like mx player, show aapko Video Streaming karne me bahut aashani ho jati hai. Yadi aapko Koi bhi Movies Download karni hai, to aapko search box me Movie ka Name Dalna hai, aur Tab me Movie Option par click kar dena hai, aapke saamne Us Keyword se Sabhi Movies ka list Aa jayega, jise aap Download option par click karke Download kar sakte hai.

Viddmate use karne ke Fayde ?

Yadi Aap Vidmate Use kiye hai to aapko pata hi hoga, Vidmate ke Alternetive Koi bhi App Nahi hai. Jisse New Releases movie Whatch abd Download karna, Videos Download karna, Image, Android apps and Social media Ke kisi bhi Video ko Download karne ke liye Vidmate Best app hai.

  • Videmte me aap All Type Movies and Videos Songs Whatch and Download karne ka option mil jata hai.
  • Aur Videos Download karne ke Kati Quality bhi mil jati hai.
  • Vidmate se aap Meme, Image, aud Audio Songs bhi Aashani Se Download kar sakte hai.
  • Vidmate me aapko 130 plus TV channel Dekhne ko mil jaate hai vo bhi Free me.
  • Vidmate me aap News, Fashion, sport, Music tv channel aur bhi bahut ko Streaming kar sakte hai.

Final word– HindiHelp4u ki Is Jankari ko Padne ke Liye Dhanyavad Ham aapke liye aise hi Interesting Jankari Share Karte rahenge, Bas aapko Hame Support karna hoga, agar aapke pas bhi Koi Idea ho to hame jarur Share karen.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

Leave a Comment