Home » सोशल मीडिया » Whatsapp Se Original (Full-size) Photo Send Kaise Karen ?

Whatsapp Se Original (Full-size) Photo Send Kaise Karen ?

Whatsapp Se Original Size Photos Send– Hello Friends Whatsapp Me Jaise Jaise Logo ki Choice Bad Rahi hai, Aajkal Waise hi Update Whatsapp ke Dwra Kiye ja rahe hai, Ji hann Aaj ham Baat karne Waale hai, Word ke Sabse Populer Social Massanging Application WhatsApp ke baare me, jaisa ki aap jante hai, agar aap Whatsapp Se Kisi ko Image Share karte hai to Uska Size Kam Ho jata hai, Yadi aap Kisi Ko 100kb ka Image Send karte hai to Wo image Us person ko 80kb Me Mil raha hai baaki 20kb Reduce ho jata hai,

To Aise me Yadi aapko Kisi ko Original Size me Image Send karna hai to Kya krana hoga, Es Jankari ko ham aaj aap Logo ke sath Share karne ja rahe hai. Whatsapp ke Tips and Tricks ko janne ke liye hamare Recently post ko Read kar sakte hai.

Read:- Term Insurance क्या है टर्म इंश्योरेंस Plan Detail In Hindi ?

Whatsapp Se Original Quality Photos Send kaise Kare ?

Whatsapp Se Send photos ke Size me Original Size Se Bahut Different Aata hai, Jisse agar aap 500kb ka Koi Image Kisi ko Send karte hai to Send photo ki Size me Kuchh na kuchh Different ho jata hai.Aise me Yadi aap Koi Full Good Size ki Image ko Jaruri Kaam ke liye Kisi ko Send karna chahte hai to Ue Tricks ko Follow jarur kar le. Is Method se aapke send kiye gaye photo ki Original Size milegi. Photo ki Size me koi Losing Nahi hogi.

Method 1. Whatsapp se Original (Without Loss Quality) Size Photo Send karen ?

  • First Simply Aapko Whatsapp Open karna hai,
  • Open karne ke baad Jis Person ko Image Send karna hai, Uska Chat section open karne Aur Simply Jaha se Aap Photos,Videos Send karte hai, Uspar Click karen.
  • Ab Aapko Photo ke option par na jakar Document ke Option par Click karna hai.
  • Ab yaha par Upa hi aapko Brows Other Document ka Option Milega Uspar Click karen.

Just ab Aap jo Bhi Image/photos Yaha Se Select karke Send karte hai, Vo Apne Original Size me Send hoga.

Read:-किसी ने Whatsapp Par Block कर दिया है तो Unblock कैसे करें ?

Method 2. Photo PDF Rename Karke Send karen ?

Ye method Bahut hi simple hai, Iske liye Sabse Pahle aapko Image Pdf file me Rename kar lena hai, to aayiye Jan lete hai, Image ko Pdfe Rename kaise karte hai.

  • First aapko Jis Image ko Pdf me karna hai, uspar Click karke Rename Option par click karke aapko Rename karna hai.
  • Jaisa ki aap Image me Dekh sakte hai, Rename karne Ke Baad Save kar de, Aap dekhenge ki Wo image Pdf me Ho jayega.
  • Ab Ese aap Whatsapp se ya Kisi bhi Tarah se Send karen Original Size hi Send hoga.

To aapne dekha Ye method kitna Simple hai but bahut se phone me IMAGE PDF me Rename nahi hota To aapko Niche Diye gaye Steps ko Follow kar lena hai.

Read:- Whatsapp Account Permanently Delete Kaise karte hai.?

Method 3. Image ko Pdf me Convert Karke Whatsapp par Send karen ?

Ye method Bahut hi Mind-blowing hai, Isme aapko Ek Photo ko pahle Zip File me Bana lena hai, uske baad Send karna hoga. Yadi Janna Chahte hai ki jpg Image ko pdf me kaise banate hai to Chaliye jaan lete hai, Photos ko Zip me Convert kaise karte hai.

Image Ko Pdf me Conver karen:- Agar aapko Pata nahi hai Ki Image ko Pdf me Convert Kaise karte hai, Aur is Method se aap Bahut Se Image ka Group jise aap PDF file me Bana Sakte hai. Zip me Create kiye gaye Kisi bhi File ka Size Reduce nahi hota Wo apne Original Size me Bana rahta hai.

  1. Kisi bhi Image ko pdf me banane ke liye Sabse l pahle Playstore me jakar (Image to pdf )  Application Search karke Download karke Install karna hai.
  2. Install karne ke baad App ko Simply Open karen. Jisme aapko Images Select karke Pdf me Convert kar lena hai.
  3. Ab Whatsapp On karen aur Simple Document Option ko Select karna hai, jisse Storage se Wahi File Select kar le aur Share kar de.

Ye bhi method bahut simple hai but iske liye aapko ek Alag Se App Download karna hota hai, Esse ye fayda hai ki agar aapkk Bahut Se Photo ko Ek hi bar me Pdf me Send karna hai to Ye Method Sahi rahega.

Read:- Mobile Root Karne ke Fayde aur Nuksan kya hai ?

Tips:- Whatsapp Group Me Discription Add Kaise karen ?

Whatsapp ke New New Update me New Mew Feture Aate Rahte hai, Early Aaye Naye Update me Whatsapp Ke Group me Aap Description Bhi Add kar Sakte hai, jiski jankari ke liye niche Steps Follow karen.

  1. First Open Your Whatsapp Application Ab Jis Group me Description add karna hai, Ushe Open karen.
  2. Group open karne ke Baad Group ke More Option par jaye jaha se Aap Group ka image and Name Edit karte hai,
  3. Ab aap niche Dekhenge ki Description likha Dikh raha hai, ab uspar Click karke Group Description Edit kar sakte hai.

Final Word– Thanks For Reading” Aise hi Interesting Jankari Ham aapke liye Share Karte rahenge, Iake liye aapko Agar Hamari post Pasand Aayi ho to Comment karke Apna Feedback Jarur Share karen.

Share on:

Leave a Comment