Hike and Whatsapp Me different kya hai ?

Hey Friends welcome Hindi Help 4U Hike vs whatsapp. Hike messenger and Whatsapp messenger me kya diffrent hai. Whatsapp and hike aajkal maximum sabhi log karte hai. But Whatsapp hike se jada use kiya jata hai. Jabki Whatsapp se jada feature hike me hai.

To aaj ham Janenge hike vs Whatsapp me kya diffrent hai. Finally agar aap whatsapp aur hike use karte honge to aapko pata hoga ki kon achha hai. Aaj kal Hike , Whatsapp , Skype , WeChat, Viber , Telegram jaise messenger top social messenger app me hai. Aaj ham Hike vs Whatsapp ke bare me baat karenge. Baki next post me aapko bataunga.

About Hike messenger

  • Hike messenger app ye indian social best app hai. Ye instant messaging app hai
  • Hike launched 12 December 2012 ko hua tha. Hike messenger ke
  • Founder and CEO- Kavin bharti mittal hai.
  • Ye 9 language me launch hai. Hindi, English, Kannada, Tamil , Marathi, Gujarati, Telgu, Malyalam, Bengali

About Whatsapp messenger

  • Whatsapp America ke Headquarter – California , united states banaya gya hai.
  • Whatsapp january 2009 me release kiya gya tha. Ye Global instant messaging app hai, ye sabhi language me diya gya hai.
  • Whatsapp ko  -24 February 2009 me founded kiya gya tha.
  • Whatsapp ke Founder- Jan kaum and Brain acton hai.
  • CEO-Jan kaum.

Hike and Whatsapp me Differences kya hai.

Download– Dono Apps Ki Downloding Ki baat ki Baat Kare to Dono Messenger Aapko free Me download karne ko Mil jaati hai.

Features– Yadi hum Feature ki Baat kare to Hike app me Whatsapp Se Jada Pro Feature Milenge. Jo aapko Whatsapp me nahi milta hai.

Easy to use– Easy to Use Me Whatsapp Hike se Jada Friendly Using Experience Deta hai.

Security– Security ke mamle me Whatsapp Hike se Jada Secure application hai, jisme End-to-end Exception diya gya hai. jisse aapke message ko koi aur Read nahi kar sakta hai.

hike vs whatsapp Feature Compair ?

Aagar hame Hike vs Whatsapp ke different ke baare me janna hai to pahle inke feature ke bare me janna hoga.

Whatsapp messenger me jo feature hai wo hike me bhi hai but Hike messenger me kuch aise advance features hai jo aapko Whatsapp me abbi nahi aaya hai. Niche hike ke advance features ke bare me bataunga. Baki feature Whatsapp and hike ke same hi hai.

Hike Advance Unquie feature-

Hike ke kuch advance feature hai jo aapko Whatsapp me nhi milega.

1-Offline chat– Hike messenger ka best unquie feature offline chat. Is se aap apne friends ko bina internet ke messenger send kar sakte hai. Offline chat kar sakte hai.

2-Hidden mode– Hidden mode hike ka best feature jo aapko WhatsApp me nhi milega. Is feature ka use aapko tab karte hai jab koi personal contact ho jisko aap chahte hai koi dusra dekh na paye , aap usko hidden karke security laga sakte hai

3-Sticker– Hike most amazing sticker jo aapko Whatsapp me nahi milega. All type sticker hike me aapko milta hai.jo aap apne dosto ko free me share kar sakte hai.

4-Sms facilities- Hike messengers me aapko free sms send karne ko milta hai. Chahe aapka friends Hike user ho ya non-hike user sms free me kar sakte hai. Ye features bhi whatsapp me nahi diya gya hai.

5-Content sharing– Hike me aap large content share kar sakte hai. You can easily share photos, music, videos Aur Pdf, Apk, Zip , Doc, Ppt etc file share kar sakte hai. Jo abhi Whatsapp me nhi share hota hai.

6-Routine update- Hike me aapko routine update provide hota hai. Hike team monthly getting update new feature. Ise aap aasani se routine update kar sakte hai.

Without data Media Sharing- Hike To hike bina internet ke Data share kar sakte within 100m.

6.-Hike run-

7- News-

8.-Cricket

9.- Bae buddy bro –

10. Just for Laughs

11. Game of the day-

12. Hike daily

13. Email conversation

14. Timeline

15. Hike direct

16. Natasha ( personal assistant )

17. Wallet ( mobile recharge, Send mony )-

18. Blue packet-

19. Change language

20. Custom feed

21. Auto Suggestions Sticker

22. Custom Themes

23. Share hike id

24. Create Username

25. Share Story

26. Send and Accept Friend Request

Whatsapp Unquie Features

Only hike me hi nahi Whatsapp me bhi bahut se Unquie feture Update kiye ja rahe hai, jo main Niche Mention kar de raha hu.

1. Group video calling

2. Whatsapp payment

3. Group admin control

4. Suspicious link indicate

5. Share Live location

6. Download all data

7. Add and Share status

8. 2 factor Authentication

9. Change mobile no. Keep data

10. Tag person in group chat

11. Search and send gif

12. Quote message for reply

HIke vs Whatsapp kon achha hai.

Basically ye to aap jan chuke honge hike vs whatsapp me kon achha hai. Ji hann hike hai. But problem ye hai world instent messenger nahi hai. Ye only india wale hi use karte haj. Ye Only india ke 9 language me hi update hai, jissse ise anya desh wale use nahi kar kar pa rahe.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

1 thought on “Hike and Whatsapp Me different kya hai ?”

Leave a Comment