• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / Ucnews Me Post Likhkar Submit kaise kare ?

Ucnews Me Post Likhkar Submit kaise kare ?

December 8, 2017 by इंद्रजीत राज

Hello dosto yadi aapne ucnews me account bana liya hai to aapko pata hona chahiye ucnews me post kaise likhe ,to friends aaj ham isi topic par baat karenge. Aage aapko uc news me post likhne ki puri detail janenge.Jaise ki maine pichle post me bataya tha.

विषय सूची देखे
1 Ucnews me post kaise likhkar submit kaise kare
1.1 UcNews me post Articles likhne ke fayde aur nuksan ?
1.2 Uc news me post kaise likhe.-
1.3 How to write a post in ucnews-
1.4 Uc news me Income Report check kaise karen ?
1.4.1 शेयर करें

Ucnews me post kaise likhkar submit kaise kare

uc news me apna account kaise banaye 
Yadi aapne account bana liya hai aur wo activate ho gya hai to aap usme post bhi likh sakte hai jisse aapke post ko lakho log padege aur janege. Aur aapko follow bhi karenge.

Read more-

  • Uc news me Apna Account kaise banaye ?
  • YouTube se Mony Earning kaise karte hai ?

UcNews me post Articles likhne ke fayde aur nuksan ?

Ucmews har version me hai jaise ipad , Android, window phone, pc ,laptop, computer, iphone sabhi me mil jayega.

Actually yadi aap ek blogger hai to aapko is se bahut Benifits hoga.

Fayde

Ucnews me million log use karte hai, aapke post lagbhag million log dekhenge.

Post ke last me veiw source per click karne par Direct visitors aapke blog me aa jayenge. Jisse aapke blog ko bahut se log janenge.

Is se aapke Adsense account par koi bad effects nahi hoga. Aur appke ads bhi ucnews me show honge.

Post ke uper aapke followers link bhi show hoga jiske dwra log aapko follow bhi kar sakte hai.

Aapke kitne followers hai Post title ke nichhe show hoga.

Nuksan –

Uc news me aapke blog post show hone se koi nuksan nahi hai. Fayde hi fayde hai.

Ucnews me post likhne se aapke post kisi serch engine me jaise google, bing etc me index nahi hoti wo keval ucnews me hi aayegi. Jis se aapke blog per koi effects nahi padega. Jaise ham post uc me dal diye hai to wo aapke blog me pahle hi jasa index rahega,

Uc news me post kaise likhe.-

Agar aap sirf UC News me post share karna chahate ho or use blog par dikhana nahi chahate to aap bilkul aesa akr sakte ho. Kuch post jo ki bahut short me hoti hai jis se hame apne blog me post karne per kuvh fayda nahi hota use aap uc news me likkar published karke apna pahchan aur followers, support bada sakte hai.

How to write a post in ucnews-

UCnews ka post write karne ka feature same WordPress blog ke feature ki tarah hai. Jis tarah aap WordPress per apna blog post likhte hai bilkul usi tarah aap uc news me post likh sakte hai. New post likhne ke liye niche diye gaye step ko follow kare.

Write-post-in-ucnews
  1. Post par click kare.
  2. Ab New Post par click kare.
  3. Yaha per apne post title likhe.
  4. Aur yaha post contant likhe.
  5. Yaha se aap apne post ke liye categories chose kare ki post kis categories me hai.
  6. Post likhne ke bad aap uska preview dekh sakte ho, use draft me save kar sakte ho.
  7. Previous option ke left side me hai published option finally jab post likhna complete ho jaye to yaha se apne post ko uc news me published kar sakte hai

Uc news me Income Report check kaise karen ?

Uc news me Apni Earnings Check karne ke liye simply aapko Uper image me dekh sakte hai, section me Income Ka option diya hai. Income option per click karna hai, Ab niche aapki jitni bhi Earnings huyi hogi Show hogi.

I hope ye post aapko pasand aayi ho, Hindi help 4u se social media Twitter Facebook,YouTube se jude. Aur ísh jankari ko doston ko social media par share karna na bhule taki aapke dost bhi ise jane…thank u…

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. vivek says

    May 24, 2017 at 3:54 pm

    Bhut acchi Jankari hai

    • indrajeetraj says

      May 25, 2017 at 7:20 am

      Thaks..

  2. sanju says

    February 17, 2018 at 4:18 pm

    bhai muje bi post karna sikaou

    • Hindihelp4u says

      February 17, 2018 at 4:52 pm

      Mr. sanju Pahle 1st aapko Uc News par Account Create karna hoga, than post Any Article.

  3. ravivraj says

    March 10, 2018 at 7:29 am

    Android phone main post ka option nahi h

    • Hindihelp4u says

      March 10, 2018 at 8:12 am

      Desktop mode on karo.

  4. Mahima says

    September 23, 2018 at 2:40 pm

    Sir mere mera ye UC news account Ko delete kar do…..
    Kyoki ye Google+ account se Bana hai ……
    JIS me pan card maine pahle hi dal diya hai …
    JIS wajah se mera Gmail pe nahi ban Raha ….

    Please help me sir…..

    • Indrajeet raj says

      September 28, 2018 at 8:17 am

      Aap UC Account me gmail id Register kar dijiye. Dusri Account banaane ki koi jarurat nahi

  5. arun roy says

    July 29, 2019 at 2:29 pm

    dear sir, uc news me jo news ka read source link kaise banay yiani news post jahase lia jaay uska link kaise banay plesse sir samadhan batay

    • Hindihelp4u says

      July 31, 2019 at 11:41 pm

      Level Cross karo

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Google plus Account Delete Kaise Karte hai ?

Flight/Airplane Mode क्या है, Mobile Or Laptop Main Use कब किया जाता है

Google New Adsense Ads Unit kaise banaye ?

4K, 8K, HD, Ultra HD क्या है HD Full Form क्या होता है ?

Yoast SEO Friendly Post कैसे लिखे Publish से पहले ये जरूर करें ?

Axis Bank ATM Card Pin Change Kaise Kare ?

PhonePe Full KYC Update कैसे करे How to Complete Kyc of Phonepe ?

Stock ROM Kya hai Mobile Stock Rom Download Kaise Kare ?

Aadhaar Virtual Id क्या है Virtual Id Generate कैसे बनाये ?

Google Chromecast क्या साधारण टीवी को स्मार्ट टीवी कैसे बनाये ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition