Home » Uncategorized » 4 Traike Se Live Train Ka Status and Location Check Karne ?

4 Traike Se Live Train Ka Status and Location Check Karne ?

Hello Frends onliOn Live train Ka Status Check Karne Me Yadi Aapko problem Ho rahi Hai, ya phir aap Online Train ka Status Janna Chahte hai, wo bhi Ghar baithe Apne Mobile, Computer ya Laptop par To aap Sahi Jagah Par aaye hai, Iske liye ham aapki Puri Tarah Se Help Karenge, Bas Aapko HindiHelp4u ki Is Puri Post Ko Padna hai.

Kya aapko pata hai, Aap Whatsapp ke Dwra Se Bhi Kisi Bhi Train Ka Status Bahut Aasani Se Jan Sakte hai, Bus aapko Apne Whatsapp par Ek Number Save Karna hoga aur apne train ka Number Send karna hoga, To chailiye aaj Iske baare me bhi Jaane lete hai, aur Bhi 3 Tarike ham aapko Is post me batayenge aap koi bhi Tarika Use Kar sakte hai, chahe Jis platform par aap ho.

Online Live Train Ka Status Check Karne Ka 3 Traika ?

 

1. Whatsapp Se live Train ka Status Check Kare ?

Doston Whatsapp तो सभी लोग Use करते ही है। पर क्या आपको पता है कि आप अपने Whatsapp से ही किसी भी Train ka Status देख सकते है। जी हाँ ये बिल्कुल सही है बस इसके लिए आपको हमारे कुछ Steps को Follow करना होगा। तो चलिए जानते है कि यह कैसे संभव होगा। इसके लिए आपको हमारे साथ अंत तक बने रहना होगा।

Sabse pahle Agar aap Whatsapp Use Karte hai to Make My Trip ने अपना एक Number 7349389104 Provide किया है। जिसको आपको अपने Mobile Phone me Save करना hai। क्योंकि इस Phone Number ke Use से हम किसी भी live Train Ka Status आसानी से देख सकते है।

  • Number Save Karne Ke Baad Apna Whatsapp Open Karen aur aur apne Whatsapp ko ek bar Refresh kar Le,
  • Aur ab Aapko Ushi Number par Apne Train Ka Number Likhkar Send Karna hai,
  • Ab 30 Secend Ke Andar aapko Train Ka Status Reply me Prapt Ho Jayega. Jaisa ki aap Image dekh Sakte hai.

2. Call Karke Live Train Status Jaane ?

Aaj kal Mobile to Har Kisi Ke pass Hota Chahe Wo Simple Keypad Phone kyu na ho, Ji Hann Yadi aapke pass hai, Simple Sa Keypad Mobile To aap Bhi Jaan Sakte hai, Apne Train Ka Live Status Wo Bhi Bas aapko Karna Hoga 139 Par Call Aur batana Hoga Apne Train Ka Number

3. Mobile App Se Live Train ka Status Check ?

Google Playstore Me Bahut Se Mobile Application Available Hai, Jiske Dwra Aap Online Kisi Bhi Train Ka Status Check Kar Sakte Hai, But Bahut Se Aise App Hai, Jo Sabhi Train Ka Status Bata Nahi Paate, Main Aapko Niche Train Ka Status Live Check Karne Wale app Ka link De De raha hu, Aap Yaha Se Download Kar Le.

  • Sabse pahle aapko Download Whare Is My Train App apne Mobile Me Download kar lena hai, Aap Google Playstore Me search Kar Sakte hai.

DOWNLOAD App

  • Download karne ke Baad Install kar le, aur Simply Open kar le, Aur ab Apna Train Name Ya Train Number Dalkar Search karen.
  • Upar Image me aap Dekh Sakte hai, Selection Area me Apne Train ka Number Dalna Hai, Jis Train ka Live Location Aapko Janna hai.

Train numbr Dalne Ke Baad ab Get Status Par Click Kar Dena hai, Bas aapko Train ki Puri Jankari Mil jayegi. For Any Problem Comment karke Hamse Puch sakte hai.

4. Web Browser Website Se Online Train Live Status Check ?

Yadi aap Online Train Ka Status Check karna Chahte hai, Lekin Koi App Install Nahi Karna Chahte to Koi Baat nahi Bas Aapko Browser Use karna Hai. Koi Sa bhi Browser Ka Use Kar Sakte Hai.

  • First Niche diye link Par Jaye, Jisse Aapka Browser Open Open Hoga.

Live Train Status

  • Ab Niche Image Me Dekh Sakte Hai, Pahle aapko Train Ka Number Enter Karna Hai, Jis Train Ka Status Aapko Dekhna hai. Aur Niche Date Select Karna hai, jis Date ko Yatra Karna hai.
  • Aur Niche Get Status Button par Click Kar Dena hai. Bas aapko Train ka Status Pata chal Jayega. Jaisa ki App Niche Image Me Dekh Sakte hai.
  • Isme aap dekh sajte hai, Train SAKTI Station Se Nikal Chuki hai aur Uska Next Station BILASPUR JS hai. Jo 17:51 Tak Pahuch Jayega, aur Read Color Me Train Delay ( Late) ka Status Dikha Raha Hai, jo 16m Train Late hai.

To aapne Train ka Status Check Karne Ke 4 Tarike Ke Baare me , Jo Bahut Hi simple hai.

Final word– Agar aapko Hamri ye Indian Hindi Jankari Pasand aayi ho to Share Jarur karne, Is Post Se Related Koi Problem to Niche Comment karke Hamse Puch Sakte hai.

Share on:

3 thoughts on “4 Traike Se Live Train Ka Status and Location Check Karne ?”

  1. Hello,
    Aapne Train ka live stauts janne ke bare me kafi vistar se bataya hai, main isme thora aur add krna chahuga kyu ki aaj ke time me hamare paas train live location janne ke kafi sare option hai. Ham NTES aur Railyatri se live location jan skte hai.
    thanks

    Reply

Leave a Reply to Satpal Cancel reply