Home » Uncategorized » Band Ho raha Reliance Sim Port Kaise Kare ?

Band Ho raha Reliance Sim Port Kaise Kare ?

Hi Welcome To HindiHelp4u Website Aaj Ham Baat Karne Wale hai, Reliance Sim port Karne Ke Baare Me, kyuki Reliance Apni 2G Service Band Karne Wali Hai,

Reliance Sim Band Hone Ke Karan Reliance Communications Ke User Ko Sim Port Karna Hoga, Rcom Apne User Ki 2G Sava Band Kar degi Aur sayad aage 3G Service bhi Band Ho Sake , But Isse pahle aapko Sim port kar lena chahiye.

Reliance Sim Port Karne Ka Process ?

Reliance 2G Sim Band Hone Se pahle Aapko Ushe Sim ko Port Jarur kar Lena Chahiye, Reliance Sim Port karne Ke liye Company  User Ko MNP porting Karni Hogi. Reliance Communications User Ko Porting Ke Liye.

RCom apne Customer ko Karna chahti hai Upgrade Jiske liye 2G seva ko Band jar degi aur Aap port karke Sim Upgrade kar le 4G me.

Read: Ct Scan kya jai, Kyu kiya jata hai.

Reliance Sim port By SmS method –

Yadi Aap Finally Karna Chahte Hai Apne Rcom Sim Port to sabse pahle aapko Ye Jaan Lena Chhaiye Ki Number Port ke Liye Available Hai ya nahi, Agar Aapka Reliance Sim 3 Month Old hai to Aapka Sim Port ke liye Avaliable Hai. Bas Niche Diye Gaye Steps Ko Follow karke Apna Sim Card Port Kar le.

  • Sabse Pahle aapko Apne Reliance Sim Se Ek Massage karna hoga. Apme mobile ka Massage app Khole aur Create New Massage par click laren.
  • Massage me aapko Capital Me PORT<space>Reliance mobile number ( Jis sim ko port karna Chahte hai) Aur Ab 1900 Par Send kar Dena hai.
  • Ab Next Kuch Secend me aapke 8 digit ka Upc Code Prpt hoga.bas aapka kaam ho gya.

Upc code 5-7 Days ke liye hota hai, tab tak aapko Sim Port kar lena hai.

  • Ab Next aapko Jana hai, Sim Store par Jis Bhi New Operator Me Jana Chahate hai.
  • Yaha par Aapko Apna Aadhar Card Dena hoga, aur Fingerprint. Jisse aapko Mil jayega ek Naya Sim Card. Ushe apne mobile lagaye aur Jab Network aajye to To ushe kar le Activate. Thats okk

Reliance Sim Port By Call 1900 -:

Call ke dwea Yadi aap karna chahate hai, Sim ko port to Karna hoga, aapko 1900 par call Aur Select karna hai, Upc code ka Option.

Band Ho Gaye Reliance Sim Port Kaise Karen ?

Agar Ho Aapka Reliance ka Sim Ho Chuka hai Band To aapko Najdiki Jio Store par Sampark karna hoga, aur Port Karwna hoga. Aur RCom Par Email karke Bhi UPC ki jankari prpt par sakte hai. customercare@relianceada.com Reliance Toll-free Number- 18001003333 par Call karke Jankari Le sakte hai.

Share on:

8 thoughts on “Band Ho raha Reliance Sim Port Kaise Kare ?”

Leave a Reply to Amit Cancel reply