Home » Uncategorized » Up Scholarship Status Check कैसे करें ?

Up Scholarship Status Check कैसे करें ?

Welcome back Hindihelp4u Up Scholarship Status Check kaise karte hai, Maine apne pichli post me aapko bataya tha Scholarship ke liye Online APPLY kaiss karen. Jisme aapko Online karne ki Puri janakri details me di gyi hai, yadi aapne Online kar liya hai, to aap Scholarship ka status check karna chahte honge. Bahut logo ne Comments karke pucha ki Scholarship ka status check kaise karen. Ishiliye maine aaplogon ko jayda problem Is post ko likhna pada.

For you-

Up Scholarship Status Check kaise kare ?

Scholarship Status check karne ke liye kya kya Chahiye ?

Up Scholarship Status Check karne ke liye aapke pass Registration Number jarur hona chahiye.

Aur Ush student ka Date of birth bhi pata hona chahiye, jo Scholarship Online me dala hua ho.

Scholarship status check karen ?

Scholarship status check karne ke liye Ek official government Website hai, jisper ham apne Scholarship ke liye Matric, pre-matric, post-matric apply Kar sakte hai, aur Renual bhi kar sakte hai. Aur Apne Scholarship ki status Jankari bhi pata kar sakte hai.

1.-Pahle aapko Scholarship ki official website upscholarship.nic.in per jana hai.

2.-Ab Home page per aapko Right side me Ek menu bar dikhega. Jisper aapko tap karna hai.

3.-Menu bar per aap jaise hi tab karnenge bahut sare option mil jayenge.

4.-Option me aapko Status ka option per Click karna hai, jisme Status check karne ka year bhi diya hoga, jaise aap Image me dekh sakte hai.

5.-Ab aapko Usper click karna hai, click karne per New page open ho jayega, jisme 2 Blank Tab milega.

6.-1st wale tab me Scholarship ka Registration number dale aur 2nd wale tab me Student ka Date of birth dalkar submit kar de.

Yadi aapko Jankari sahi se enter ki hai to Aapke Scholarship ka pura Status show hone lagega.

Final words– Thanks u for reading this article , Scholarship Status Check karne main koi problem ho to comment karke puch sakte hai. Jisme aapki puri tarah se help ki jayegi.

Share on:

13 thoughts on “Up Scholarship Status Check कैसे करें ?”

  1. Sir me polytechnic 1st year ka student hoo aur sir meri scholarship abhi tak nhi ayi sir mane apna scholarship status check kiya hai to wo pending show kar rha hai sir iske bare me kuch batoo

    Reply

Leave a Reply to MOZZAM ALI Cancel reply