WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » Uncategorized » Top Best English Newspaper in India ?

Top Best English Newspaper in India ?

Hello Everyone Top Best English Newspaper Ki Is Post Me Hum Aapko batane Waale hai India Me Sabse Jada Read Hone Waali Online English Website Jo Bhart me logo Ki pahli Pasand hai Jinhe log Padkar hamesha Khabro Se Updated Rahte hai.

Hi Yadi Aap Dudh Rahe hai English Newspaper Read karne ke Liye Jo Har pal Aapko News Khabron Se Update Rakhe to Hum aaj Indian Ke Best Top English Newspaper Ke Bare Me Batane Waale hai Jo Aapko Hamesha Chatpati Khabro Se Update Rakhti hai Aur Wo Indian Aur Worldwide Kitne Rank Par Hai Iske baare me bhi Batayenge.

Yadi aap Top Indian Newspaper Ki List Search Kar rahe hai To Hum aapko English Newspaper ki Kuch History Ke baare me Bata De Bharat Me English Newspapers 1780 me Jemes Augustus Hicky Ne Kiya Tha Aur India Ka Pahla English Newspaper Bombe Times and Jurnal Of Commerce tha Jise Rao Bahadur Narayan Dinanath Velkar Ne 3 November 1838 Me Launched kiya tha.

Indian Top Best English Newspaper List

1. Times of India

Times of India Indian English Newspaper hai Jo India Ke 1st Rank Par aata hai, Online English Newspaper padne Waalon ke Liye Bahut Hi Update website hai Times of indIn nahi Balki Ye worldwide Newspaper hai Jo Pure Word Me Read Kiya jata hai, India Times India, United states, United Kingdom, United Arab Emirates, aur Pakistan Me Pada Jane Wala Newspaper hai.

  • Headquarter– Mumbai
  • Founded– 3 November 1838
  • Editor– Jaideep Boss
  • Publisher– Bennett, Coleman and Co. Ltd.
Visit Now IndiaTimes

2. Hindustan Times

Hindustan times India ka Ek Top Sabse Jada Read Kiya jaane Waala Newspaper Me Se Ek hai, Servey Ke Anushar Ye India Ka Dusre Number Par Aane Waala News Paper hai, The Times Of India Ke baad Dusra Number Hindustan times ka hai.

  • Headquarter– Kasturba Gandhi marg New Delhi, India
  • Editor– Sukumar Ranganathan
Hindustan Times

3. TheHindu News

The Hindu Me India Ka Top Dainik Newspaper hai, jiska Headquarter Chennai Me hai, Indian Newspaper Reader Ke Anushar 2014 Me Yeh India ka 3 Number Par hai.

  • Headquarter– Chennai
  • Editor– Mukund Padmanabhan
  • Founder– G.Subramania lyr
  • Publisher– N.Ram
Vist Now TheHindu 

4. News18

India Daily Update English Newspaper Me News18 Top Newspaper me se ek hai, News18 India Ke Kayi Language me Update hai, Jisme Aap English, Hindi, Marathi, Urdu, Gujarat Jaise Language Me aap Online Free Newspaper Read kar sakte hai.

  • Headquarter– Noida Gautam Buddha nagar, Uttar Pradesh
  • Founded– 18 December 2005
Visit Now News18

5. Indian Express

English Newspaper Ki Top List Me Indian Express Bhi Jada Pada Jaayne Waale Newspaper me Se ek hai, 1931 me Indian Express Start Kiya gya tha Ek Ayurvedic Doctor P.Varadarajulu Naidu Ke Dwra, Jo Chennai me Pahle Tamil Me Press Chalaya gya tha.

  • Headquarter– Noida Uttar Pradesh India
  • Founded– 1931
  • Editor– Raj Kamal Jha
  • Publisher– Indian Express Group
Visit Indian Express
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

Leave a Comment