Welcome to Hindihelp4u bhim app me Forgot UPI pin Reset karna chahte hai. To is post me main aapko UPIÂ pin Reset karne ki aapko puri jankari hindi me simple steps me Batayenge. Jisse aap apne Upi pin kl regenerate kar sakte hai. Uske pahle ham upi pin ke baare me jaan lete hai.
Ab to Mobile banking karne ke liye sabhi upi app jaise Bhim app, Phonepe app and Tez app Use karne ke liye Upi pin ki jarurat padti hai, bina upi pin se aap paise transfer nahi kar sakte hai.
Aaj kal Internet per mobile ke bahut se Mony Paymet apps aa gaye hai, jaise Paytm , Mobiwiki, FreeCharge, jiase apps hai.
Bhim app Forget UPI Pin Change ya Reset kaise karen ?
UPI apps kya hai ?
UPI ka full-form hai Unified payment Interface hai, jiska banya hai (NPCI) National Payment Corporation of India dwra banà ya gya hai, Jisse aap apne mobile me UPI apps ki madat se Paisa apne friends ya Relationship ya kisi ko bhi mobile ke dwra badi aashani se uske bank account me Bhej sakte hai. Jiske liye aapko Bhim app , Phonepe app ya phir Tez app Apne mobile phone me Install karna hoga.
For you– Bhimapp kya hai,Bhim app use kaise kare ?
UPI pin kya hai ?
Upi pin ka matlb hai, Unified Paymet Interface, jo mobile se upi app dwra paisa transfer karne ka apana ek Pin password hota hai, Bina upi pin ke aap mobile upi app dwra paisa transfer nahi kar sakte hai.
UPI Pin change kaise karen ?
Kya aap apna UPI pin change karna chahte hai, to bahut simple language me hum aapko step by step Batayenge,
1.-Pahle aapna bhim app open karen, Bh app ek Upi official Paymet Application hai.
2.-Apna passcode dal kar, Ab Bank Account ke options per jaye.
3.- Ab aapko UPI Pin change ka option mil jayega, UPI change option per click karen.
UPI Pin change karne ke liye aapko apna pahle Banaye gye UPI Pin pata hona chahiye.
4.-Uper pahle apna pahle wala UPI pin Enter karna hai.
5.-Niche aapko New UPI pin Enter kare aur phir Next karen phir se Ek bar new wala pin dalkar conferm kar le.
Bas Submit kar dena hai, aapka UPI Pin successful change ho jayega.
Yadi aap apna UPI pin bhul gye hai to Reset karke New UPI pin Generate kar sakte hai,uske liye Niche ke Steps follow karna hoga
UPI Pin Reset kaise kare ?
Hame password Pin Reset jarur kar lena chahiye, jisse hamata Account secure rahta hai. Apna pin Reset karne ke liye.niche diye gye step follow kare.
1.- First aapko apne upi app open karna hai, aur Bank account options per jana hai.
2.-Ab aapko Reset pin ka option mil jayega jisper click kare.
3.- Ab aapko 2 blank space milega jisme 1st me Aapke ATM ka last 6 digit dalna hoga. Aur 2nd me Apne ATMÂ ka valid Date dalna hai. Bas okk kar dena hai.
4.-Ab Enter kar dena hai, Uske baad Account confirmation ke liye Aapke mobile number per OTP bheja jayega. Jise aapko Dalna hai.
5.-Aur ab Niche apna NEw jo bhi UPI pin Banana chahte hai dal dijiye. Ek baar phir pin confermation ke liye dalan hoga.
Bas submit kar ddne per aapka successful New UPI pin Generate ho jayega.
Final words– Agar aapko hamari jankari achhi lagi to share karna na bhule aur UpI pin Reset ya change karne me koi problem ho to comment karke puch sakte hai. Thanks for reading continue visit..
Ho gyao sir
thank my friend
Dhanyavad Mr.Red Hamari jankari aapko Achchi lagi Aise hi support karte rah3.
M Apna upi pin bhul Gyi hu to kya kare
Aap Reset ke Option par jakar Apne Atm ka Details fill karke New Upi pin Generate Kar sakti hai. (Steps ko Follow karke)
Upi pin bhul geya huu ..kripya bataye keise reset karu
Manik Kripya जानकारी को ध्यान से पड़े पूरा Step बताया गया है।
Upi pin bhul geya huu ..kripya bataye keise reset karu.rest ka option bhi nehi mil paa raha
आप किस App का Use कर रहे है
Reset ki option keise milega . Process bataye
Mera maestro card h. Or usme expire date nahi hoti. Ab kaise karna chahiye. Please help.
Maestro Card Cvv Number Defult hota hai jisme Aapke Pin ka Last 3 number aur Atm ka Last 3 number ho sakta hai. Aur Expire Date Online bank ki Website ATM e-service se nikal sakte hai.
Mera maestro card h. Or usme expire date nahi hoti. Ab kaise karna chahiye. Please help. M apna Upi pin bhool gya hu
Aapko ye post Read karna chahiye isme uski puri jankari di gyi hai. Maestro ATM Card Expiry Date and CVV Number Find In Hindi ?
Mai apna upi number bhul gya Hu or Maine reset b Kiya lekin hua nhi .
Kya Aap 1 bar Phir se batayenge Upi Id ya Login Password ?
Mai apna upi pin bhul gaya hun aur phir se upi reset kar raha parantu reset nahi ho raha hai
Hi Kamlesh Error Kya aa raha hai, Agar aap Upi pin Reset karnge to ATM Details ki Jarurat hogi
Agar pehele ka upi bhul gayi to kya karna padega
Reset:- Jo aashani Se ATM Details Dalkar New Upi Code Generate kar sakte hai