• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / UPI Pin kya hai, UPI pin Generate kaise Karen ?

UPI Pin kya hai, UPI pin Generate kaise Karen ?

January 21, 2018 by इंद्रजीत राज

Hello friends Upi pin kya hai aur upi pin Generate kaise karen. Bhim app भारत का mony ट्रांसफर एप्प है  I जिसको रजिस्टर करने के लिए हमें Upi pin की जरुरत होती हीै। जीसे आप बड़ी आसानी से create कर सकते हैै।

विषय सूची देखे
1 UPI Pin Generate Kaise karte hai, puri Jankari ?
1.1 Upi pin kya hai.
1.1.1 Upi pin use kaha hota hai.
1.2 Upi pin kaise banaye, Generate bhim upi pin.
1.2.1 शेयर करें

Upi pin Generate kaise karte hai

Pichle kuch dino se 500 aur 1000 ke note band hone se logo ko kafi dikkaton ka samna karna pada . Modi ji ne cashless ki jo prkiriya suru ki hai usi ko dekhte hue ,bhim app ko banaya gya hai. Cashless ka matlb hai ki ham hathon se len den karna band kar de ab online payment kare jisse aap secure apne paise kisi aur account me bhej sake.

U must read..

  • Bhim app kya hai,Bhim app use kaise kare ?
  • Paytm kya hai, account kaise banaye, ( full detail )

Online paymet se bahut fayde hai. Hame bank me baar baar nahi jana padega. Bank me Line nahi lagana padeka. Ghar paidhe ya kahi bhi ho . Aap paise kisi ko bhi pay kar sakenge.

Diston UPI Pin Generate karna Bahut Simple hai. Agar aap Digitally Paymet karte hai, to Aapke Pahle UPI Pin Generate jarur karna hoga. Kyuki Paymet ko Secure Banane ke liye Government ke dwra Digital Paymet main UPI pin Aapka Passcode hoga, Jisko Enter karne per hi aap Apne Bank Se Digitally Transfer kar Sakenge.

UPI pin Kahi se bhi bana Sakte hai. Jaise Bhim app, Google Tez app, Phonepe app, SBI pay, Axis pay, eMpower by Canera Bank, Aur Bouns app PNB upi.

UPI Pin Generate Kaise karte hai, puri Jankari ?

Bhim app Yeh Modi Dwra launch kiya gaya Government app UPI app hao, jo jiaka Full-form Bharat Interface of Money hai, bhim app Specialy India ko Cashless banane ke liye Develop kiya gya hai. Bhim apl se UPI pin Generate kar sakte hai.

Doston upi pin generate karna bahut hi aasan hai. Is article me aap janenge ki bhm app use karne ke liye upi pin kaise banaye. Upi pin Generate kaise kare. Very easy and simple step. Upi pin aapko kud se banana hota hai.

Upi pin kya hai.

Upi pin Ek payment Security Code Hota hai, UPI ka full form hai ( UNIFIED PAYMENT INTERFACE) .Iski madat se aap kahi se bhi online kisi bhi bank me paise transfer kar sakte hai. Aur online kharidari bhi kar sakte hai.

Upi pin use kaha hota hai.

Jab ham online kisi ko paise Upi app jaise Bhim app, Tez app ya phir  Phonepe app ke dwra paisa transfer ya bhi online shopping karenge to hame upi pin ki jarurat hogi.

Upi pin kaise banaye, Generate bhim upi pin.

Upi pin banane ke liye aapko bas kuch step follow karna padega.

Step.1– Sabse pahle aap bhim app install karke open kare. Bhim app ki jankari

Step.2- Ab aapko  apna bank accounts choose karna hai. Aapka account kis bank me hai.

Step.3- Bank select karne ke baad , Set up upi pin per click kar de.

Step.4 Ab aapko ab aapke number per otp massage aayega. Jise aapko daal kar upi pin create kar sakte hai. Bas aapne bhim app me upi pin create kar liya hai. Aur kisi bhi tarah ki sahayta ke liye comment kar ke hamse puch sakte hai.

Final word– Thanks for Read Artical Yadi aapko Upi pin ya Upi app se Related Kuch Puchna hai to Comment karke hamse Puch Sakte hai, aur Hindi help 4u Ki Post Ko Apne Email Par paane ke Liye Subscribe kar le,

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. Surya says

    December 25, 2017 at 8:16 pm

    Phonpe me a/c balance janane ke liye upi pin mangta hai kaise prapt kare

    • Hindihelp4u says

      December 25, 2017 at 8:20 pm

      First aapko Upi pin Generate karna hoga, uske baad bank Account balance check kar sakte hai.

  2. Neeraj singh says

    January 21, 2018 at 4:31 pm

    UPI pin hota kya he aur kaese banate he

    • Hindihelp4u says

      January 21, 2018 at 8:58 pm

      Mr.Neeraj Read full post,

    • Santosh Kumar pandit says

      July 4, 2018 at 7:55 pm

      UPI set pin kya Dale.

      • Hindihelp4u says

        July 4, 2018 at 8:01 pm

        Upi pin Aapke Liye Ek Password ka Kaam karega Jo aapko Khud dalna hai

  3. Vijay says

    January 24, 2018 at 9:09 am

    Bahut achchi jankarithanks

    • Hindihelp4u says

      January 24, 2018 at 9:26 am

      थैंक्स For your Feedback

  4. Jyoti says

    February 17, 2018 at 4:04 pm

    Bahut helpful inform thanks Mr. Raj

    • Hindihelp4u says

      February 17, 2018 at 4:53 pm

      Thanka for your Feedback ?

  5. Anil kumar says

    April 1, 2018 at 12:43 am

    Maine upi code kya set kiya hai ye kaise pata chalega

    • Hindihelp4u says

      April 1, 2018 at 8:35 am

      Mr.Anil Aap Kon Sa Upi App use kare Rahe hai,Aur 1 Upi Pin Hota hai Jise ham Password bhi kah sakte hai, aur ek UPI ID hoti hai, jise Dwra ham Kahi se Upi payment dwra Paisa Magwa sakte hai.

  6. Faiz says

    June 3, 2018 at 1:12 pm

    Mera UPI pic set n ho rha h…main set kr rha hu bt unable bta rha h…main kya kru??

    • Hindihelp4u says

      June 4, 2018 at 11:44 am

      Aap Kis App Ka use Kar rahe hai, ek bar Details Sahi Se Check kar le, Kahi Kuch Wrong Fill to nahi hua hai.

  7. Muhd. Husain says

    June 11, 2018 at 10:42 am

    Sir me tez app par UPI pin set karna chata hu lekin muzhe nahi pata ki mera UPI pin kya hai jab me set UPI par click karta hu to waha par “oops something went wrong”. Aata hai sir me kya karu
    Please help

    • Hindihelp4u says

      June 11, 2018 at 11:38 am

      First aap Bhim app Ko Download karke Upi Pin Create kare, uske baad Tez ka Use kare.

  8. Arjun kumar says

    August 27, 2018 at 8:58 pm

    Sir mera account Vijaya bank main hai bhim app main upi pin barta hu to likh kar ata hai ki debit card ki details galt hai sir app bta skte hai

    • Indrajeet raj says

      August 28, 2018 at 6:12 pm

      Aap ek baar Thik se Details Check karle, Generally Application To Galt batayega nahi.

  9. Ayesha A Tigala says

    September 2, 2018 at 11:45 pm

    Kya upi code hum apne Khud ke pasand ke number se banana h

    • Indrajeet raj says

      September 3, 2018 at 8:42 am

      Yes aap Apni Pasand ka Upi pin Generate kar sakte hai,

  10. Ruhankumar says

    January 27, 2019 at 10:05 am

    Great article helpful

    • Hindihelp4u says

      February 7, 2019 at 2:11 pm

      Thanks For Your Feedback

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Mobile Internet Data Saving Datally App क्या है Features और कैसे इस्तेमाल करें ?

Axis Bank ATM Card Pin Change Kaise Kare ?

Samy Smart LED TV 32 inch सबसे सस्ता सिर्फ 4,999 में

Text Word Count कैसे करें, WordCount करने की 4 तरीके ?

Email Hacker Se Kaise Bachaye UltimateTips ?

Lock Keypad Mobile Unlock kaise kare ?

Latest New Bhojpuri Movie Download (List Of New Bhojpuri Film) ?

Fuel Diseal Petrol Price Check कैसे करे ?

Swipe Machine Se Cash Deposit and Withdrawl कैसे करते है ?

Samsung Stock Rom Firmware Flash कैसे करें ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition