Indiabulls Dhani app Kya hai, Dhani App Se Loan Kaise Lete hai ?

Dhani app kya hai, Dhani app se Loan kaise Le- Hi Friends Aaj ham baat karne wale hai, Android ke new Loan Dene Wale App ke Baare me Jiska Name hai dhani app, Doston Dekhte dekhte India Kitna Aage Ho ja raha hai, Ab aap Apne Mobile Ke dwra hi Online Loan Le sakte hai, Wo bhi Online 3 minutes me.

Ji hann Aapne TV me Mahendra Singh Dhoni Ke Ad ( Prachar) Ko to Dekha hi Hoga, Jisme Unhone Is IndiaBulls Dhani app Ke Loan ke baare me batate hai. To chaliye jan lete hai, Aakhir Ye Dhai App kya hai, aur Iske Dwra ham loan Kaise prpt kar sakte hai.

For your

  1. Made in indian Android application list ?
  2. 100% Free) Online Internet से पैसा कमाये ?
  3. Computer ke Fayde और नुकसान क्या क्या है

Dhani App ki Puri Information in Hindi ?

Indiabulls Dhani App Kya hai ?

Indian Me Internet ka Use Jitne Teji Se Bad raha hai, Log Utne hi Jada Advanced Hote ja rahe hai, Dhani app ek Mobile App hai, jiske dwra Aap Online Ghar baithe Loan Le sakte hai. Abhi Kuch Din pahle Modi ji Ne Bhim UPI app Launch kiya tha Jisme aap Apne Bank Account ko Ghat baithe Puri tarah se Manage Kar sakte hai.

Dhani App Kisne banaye ?

IndiaBulls Dhani Bharat ka First Mobile App hai, Jo Online Mobile app ke dwra Aapko Loan provide karta hai. Yeh app Public Type Company hai, Jisko January 2000 me Found Kiya gya tha, iska Headqurter Gurgaon India me Hai.

Dhani app Download kaise Kare ?

IndiaBulls Dhani app Download karne ke liye, Aapko Niche Download Button par Click karna hoga, ya phir aap Google Playstore me Jakar IndiaBulls Dhani Search Karke Download kar sakte hai.

Download Dhani app

IndiaBulls Dhani app Work kaise karta hai ?

Dhani app se loan lena bahut Easy hai. Dhani app Se aap Anytime Anywhere Bas Kuch Step ko Follow karke Loan le sakte hai. Isme first aapko is app Ko Download kar lena hoga, Iske baad Apna Account bana lena hoga, phir apna Aadhar Card Submit karna hai, Aur Apne Intrest ke Hisab se Loan Amount dalkar Submit kar dena hai, bas kuch hi Minutes me hi aapke Bank Account me Loan Mil jayega.

Dhani App ke Fetures Kya hai ?

Ye IndiaBulls dhani 7MB ka Ka Android app hai, jo aap Aashani se apne Phone me Download karke Install Kar sakte hai.

  • Dhani Application se aap End-to-end Turat hi Loan apne Account me Prapt kar sakte hai.
  • Iske Dwra Lene ke liye aapko Koi Documents Upload Nahi karna hoaga, bus Aadhar Card se Hi aapko Loan Mil Jayega.
  • Iske dwra Aap Direct Loan Apne Mobile App me Manage kar Sakte hai Simply and Easy.

Dhani App se Loan kaise Lete hai ?

Yadi aapko Dhani app se Loan Lena hai to aapko Niche Kuch Steps Follow karan hoga, jisse aap dhyan se Padkar follow karen ?

Step.1- Sabse Pahle aapko Dhani app Download kar lena hoga, aur Simply Open kar lena hai.

Download Dhani app

Step.2- Ab nest Aapko Apna Mobile Number Enter Karke Variffication karna hai.

Step.3- Enter Your Mobile Number me apna Number Dalkar Login/sign Up par Click kar de.

Step.-4– Mobile Number Enter karne ke baad ab Aapke Number par ek Variffication Code sms ke dwra milega, us Code ko Ender karke Varify Button par click kar Dena hai.

Step.5- Mobile Variffication Process ho jaane ke baad ab aapko Bahut saare Options milega jo aap Image me dekh sakte hai.

  • I Need a loan for– iska Matlb hai, aap kitna loan Lena Chahte hai, yaha par Amount Select kar lena hai.
  • For a Period of in– Ab isme Loan Kitne Month Tak lena hai, yaha par tick kar de.
  • I am Currently– Agar aap Koi Job kar rahe hai to aapko salaried Option par Tick karna chahiye agar aapke pass koi Income nahi hai to Non-Salaried par Tick karna hai.
  • Working in- Ab Is waale option me agar Salary Milti hai to kaha se Matlb Kon sa job aap Kar rahe hai, select kar lena hai.

Step.6- Ab aapko Apne Bare me kuch Details fill karna hoga, jaisa ki aap Niche Image me dekh sakte hai. Pahle to aapko Apne Name ke aage ka Surname Select kar le.

  • 1/2- Ab next me Name enter karen aur 2nd me Name ka last name Enter kar de.
  • 3.- Ab yadi aapki Koi Income hai to Monthly Kitna Income hota hai, ushe Fill kar de.
  • 4.- Isme apna Personal Email Id dalna hoga,meri maane to aap apna personal Email hi dale kyuki Loan sambandhit jankari aapke Email par aati rahegi.
  • 5.- Ab is waale option me Apne Area ka pin code dalna hoga,
  • 6/7.- Ab 6th option me apne Pan card ka numbar Enter karke Last me Submit Button Button par click kar dena hai.

Step.7- Submit karne ke baad ab next Step me aapke mobile number par ek OTP aayega jise enter karke Next option par click kar dena hai.

Sabhi Process Sahi hone par aapka Loan few minutes pass ho jayega, aur loan ka paisa Aapke bank account me aajaega.

 

Share on:

About Inder

9 thoughts on “Indiabulls Dhani app Kya hai, Dhani App Se Loan Kaise Lete hai ?”

  1. Thank you for sharing your thoughts. I truly appreciate your efforts and I will be waiting for your next post thank you once again.|

  2. Mujhe 150000ka loan lena h to iska bayaj aur monthly kist 4 years m ka padega kase chukana h pure details bato o

  3. My brotһer recommended I might like this web site.
    Hе was totally rigһt. This post truⅼy made my day.
    You can not imagine simply һow much time I һad ѕpent for this info!

    Thanks!

Comments are closed.