Agar aap apne Facebook me Color comments aur post font aur Name style me kaise likhe in sab ki jankari ham aapko pahle hi de chuke hai,, Facebook banana bahut aasan hai.
Facbook kya hai-
Facebook ek aocial site hai.
Founder– Mark Zuckerberg, Dustin moskovitz, Eduard Saverin, Andrew Mccollum, chris Hughes, Ne 4-February- 2004 me Cambridge, Massachusetts, United States me hua tha.
Headquarters- Menlo park , California, United States me hai.
For you-Facebook me Color Comment, Post, Page, Group Bold Text kaise likhe ?
Facebook me kya kya kar sakte hai-
Facebook account banane ke liye kya chahiye.
- Name jiska id banana hai
- Email ya phone number
- Date of birth ( janm tithi )
Facebook account Banaye ?
Doston Facebook per apna Account banana bahut simple hai, bas aapke pas Internet wala Mobile ho aur ek mobile number jisse aap apna Account bana dakte hai, bas niche ke step follow karte rahe.
- Facebook account banana bahut hi aasan hai, aap ise 1 minute me bana sakte hai.
- Sabse pahle Facebook.com par jaye.Create new account par click karne.
- Ab aapko ek form milega jisko fill karna hai.
1- first name me apna name dale, surname me second name jase Indrajeet ho gya first name aur raj ho gya surname.
2- option me yadi email hai to email dale nahi hai to phone number dale.
3- iame dobara email ya number dale.
4- me apna naya password dale.
5- yaha apna janmtithi dale.
6- yaha apko 2 option hai yadi aap male hai to male par mark kar de.
7- ye last step hai Create new account par click kare.
Aagevaur bhi kuch option aayenge jaise photo lagane ka use lagaye ya phir skeep karte rahe.
Bas aapne apna account bana liya hai.Note-Yadi aapne Email dalkar banaya hai to aapke email per confirmation massage aayega use kholkar confirm karna hoga.