Home » Uncategorized » Insurance Kya hai, Bima Ke Prakar in Hindi ?

Insurance Kya hai, Bima Ke Prakar in Hindi ?

Read More

Insuranse jise Hindi main bima kahte hai, Kya aapko pata hai Insurance kya hai. Bima ka Name aapne to suna hi hoga, bahut Se Insurance company ke Agent Bima karne ke liye Aapke pass bhi aaye honge.

Insurance hamre liye bahut achchi Pariyojna hai, Jo hamre Life ek Tarh Se Cover karta hai, Agar aap Kisi ka Bhi Insurance Karwa dete hai To aapko Insurance police ke Hisab Se uska Ek life cover ho jata hai, Jiska labh aapko jarur milta hai.

  • डिक्लेम क्या है Medical Insurance Policy Term Condition जानकारी ?

Insurance kya hai, कितने Type का होता है ?

India me Insurance Bahut Type ke hai but yahan Hum Insurance ke Kuch Importent Type aapko Batane waale hai.

Insurance kya hai  ( जीवन बीमा क्या है )-

Bima (Insurance) ek Aisi Aggrement (व्यवस्था) hai jisme hame Apne kisi bhi Nuksan (दुर्घटना) ka Intrest (ब्याज़, मुआवजा) Milta hai. Insurance Hame jarur karwana chahiye ? Kyuki Isme Hame ek policy Milti hai Terms and conditions ke aadhar per hame Intrest diya jata hai.

Insurance ke fayde ( जीवन बीमा के फायदे ) –

Insurance ke bahut adhik fayde hai. Asp jisi kisi ka bhi Insurance kiye hote hai, aapko uski Nuksan hone per Intrest (मुआवजा) diya jata hai. जैसे- aapne apne Vahan ka Insurance larwa lakha hai, aur kisi दुर्घटना se Aapka वाहन टुट jata hai to Aapko vahan Repair ya New Vahan diya jata hai. Aise hi aapka Jivan bima bhi hai, Koi accident hone per Aapka free me Medical kiya jata hai. Aur Death hone per Muawje me paisa diya jata hai.

Insuranse Life cover ki tarah hota hai, jo aapke family ko save rakhti hai. Insuranse ham Apne House, Pet Animal, Vehicles ka bhi kara sakte hai. Jisme aapko Bahut fayde hote hai.

बीमा के

Insurance ke bahut se Type hai. Jismse Se ham aapko kuch Important Insurance ke baare me bata de raha hu, Jise aap pura details se jan sakte hai. Bima Bahut se type ka hota hai. But ham aapko bima ki kuch important type aapko simple aur easy Language me bata de rahe hai.

2.- Life Insurance ( जीवन बीमा )

Ye ek prakar ka likhit Aggrement (samajhauta) hai, Jo bima dhaarak aur bima company ke dwra kiya jaata hai. Bima dhaarak Term and conditions ke anusaar company ko Premium bharata hai aur bima Company bima lene wale ko Achaanak Aane wali Death ya Accidentally se Save Rakhti hai. Bima company Terma and Conditions policy ke paise Family ke Nominee ko deti hai.

2.-Accident Insurance (दुर्घटना बीमा)

Accidentally Insurance bahut hi Important hai, aaj ke life me daily Bahut se accident hote rahte hai, Ishe jarur karwa lena chahiye, Life me kya kab ho jaye kuch pata nahi. Iske liye aapko policy ke kuch paise bima Company ko deni hogi, jisse Company aapko Accident Insurance deti hai, jisme aap accident hone per bima Company aapka pura kharcha deti hai.

3.- Health insurance ( स्वस्थ्य बीमा )

Aaj kal har koi Bar bar Bimariyon se Pareshan hota rahta hai, Aise me Helath Insurance hone per aapo aap apne body ka check-up free me karwa sakte hai, aur Policy ke diye gaye Date ke Term and Conditions ke aadhar per Kisi bhi bimari ka Medical Treatment Free me karwa sakte hai, aapka tottal Kharcha Insurance Company degi.

Other Insurance

Kuch aur bhi Insurance ke type hai  jo aapko Post ke Aage update me miti raheni. Home insurance ( घर बीमा ) Vehicle Insurance ( वाहन बीमा )Travel Insurance , former Insurance. Aage bhi update paane ke liye, hamare blog ko Subscribe kar le.taki new update aapke Email tak pahuchti rahe.

No tags for this post.
Share on:

Leave a Comment