Hello Gys aaj ham baat karne waale hai, keypad mobile unlock, phone pin, password bhul jaane per Unlock kaise karte hai, Is trick mo maine khud apne ek Samsung mobile phone me try karke lock ko khola hai. Jo aaj main aapko log ke beech me ye share karne ja raha hu.
Aajkal sab smartphone use karne lage but bahut se log hai,jo Abhi keypad wala phone, Samsung,Nokia chala rahe hai, jo smartphone use nahi kar sakte hai, but agar aapke koi keypad phone hai aur aap ushe lock karke password bhul gye hai to, Tention lene ki jarurat nahi hai, aap Aashani se Lock ko kh sakte hai, bas kuch Steps follow karke
- Also read-Lock Smartphone ko Unlock kaise kare (2 tarika ) ?
- Also read-YouTube se paisa kaise kamaye Hindi me jane ( full guide)
Keypad mobile unlock kaise karen ?
Aaj kal keypad phone me log Samsung ya Nokia ka phone achha mante bai, jise Jada log use bhi mar rahe hai, aise me Galti se bhi agar aapka mobile lock ho gya hai to, simply aap ushe unlock kar sakte hai. Ye ek full reset method hai, keypad mobile unlock karne ka.
Keypad Samsung mobile full Reset-lock keypad mobile unlock ?
Doaton maine is trick ko Samsung guru phone me Use kiya kisme ye Trick work kar raha hai. Agar aapka ka Samsung pbone hai to ye jarur aapke phone me work karega. Chaliye ab Trick ko jaan lete hai.
- Sabse pahle aap ap e mobile ko puri tarah se 10 sec. Tak Switch off kar de.
- Ab phone ka switch on kar de, mobile puri tarah se on kar le.
- Switch on hone per Emergency call per tap karen. Emergency call dial pad open hoga, nisme Aapko niche wale code try karna hai.
- 3 code diya gya hai, jisko try karke mobile unlock kar sakte hai, *2767*2878# ya *2767*3855# ya *2767*3588#
- Code enter karne per mobile Automatically full reset hokar unlock hojayegi.
Final words- Agar aapko hamari post achhi lagi to share karna na bhule, yadi post me Related kuch puchna hai to comment karke puch sakte hai. Hindihelp4u se Social media Jaise Facebook,Twtter etc per bhi join kar sakte hai, jissse hari New post aap tak pahuchti rahe ! Thank for Read continue visit
Mere phone ko jab switch on karte hae tuo bhh tbii password maangta hai kya krru?
Kon sa phone use kar rahe hai aap Name bataye.
bhai Nokia 216 ka kse todu
Pc se lock ko Remove kar sakte hai.
Uski jankari yaha hai
Lemon Mobile Ka Btaiye
Ok Next post me Thoda wait kare
Sir mera phone nahi khul raha karban ka hai.
Thanks sir it working for me,,,