Mobile Phone Memory Formet /Delete Kaise Karen ?

Hello Friends Welcome To HindiHelp4u yadi aapko Apna Memory Card Formet karna hai, To aapko Kahi jaane ki Jarurat nahi Aapko is Jankari me Memory/SD card Formet karne ki All Type Puri Jankari Batayi jayegi,

Kya aapko Pata hai, aap Apne SD card ya Kisi bhi Memory ko Formet Mobile ke Dwra Bhi Formet kar sakte hai Aajkal Sabhi Mobile Smartphone me Memory ko Formet Karne ka Option Diya rahata hai. Jisse aap Simply Aashani se Formet kar sakte hai.

  • MNarega Kya hai, Kab Lagu Kiya gya tha ?

Memory Formet Kyu karen ?

Aapke Mann me Agar ye Saval aa raha hai Ki Ham Memory Card ko Formet Kyu aur Kab karen To Iske Kayi Reason ho sakte hai. Waise to Memory Time Time Par ek Bar Formet Jarur kar lena chahiye Jisse SD card Jaldi Kharab (Dead) Nahi hoti.

Sabse Bada Reason hai Yadi Memory me Virus Aa Jata hai, Kyuki agar Memory Me Virus hai to ushe Formet karke Pura Delete kar De Kyuki Virus Aapki Memory ko Dheere dheere Bekar kar Deti hai.

Agar aapke Sd Card me Koi File Paste karne par Bahut Slow Hoti hai, ya Memory bahut Slow Work kar rahi hai to iske liye aap ek Bar apni Storage Memory jarur Saf (Formet) kar le.

Bahut jada Days Hone par Memory me Kuch Caches Hidden File ban jaate hai jisse Memory me Kuch Extra Space Ho jata hai jo Hidden Hone ke karan hame Pata nahi Chalata Iske liye bhi Memory Formet karke isse Chhutkara Pa sakte hai.

Android Phone Memory Formet Kare ?

Android Phone Duniya ka Sabse Jada use hone waala Smartphone hai, Aur Iske Dwra aap Kisi Bhi Memory ko Formet kar sakte hai.

Jis Bhi Memory Card ko Formet karna hai Ushe Android Mobile me laga de, Mobile me Memory lagane ke baad aap Ishe File manager and Setting Storage jakar dekh sakte hai.

Step.1

Ab Sd Card/Memory ko Formet karne ke liye Sabse pahle Mobile Setting Open karen.

Step.2

Settings me Aapko Storage Options par Jana hai, jaha Memory Ka Status Show hota hai, Jisme aap Niche Formet Memory Ka Option Mil jata hai.

Step.3

Just Formet Par Click Karen, Jiske Baat Erase Everything ka Option Aa jata hai, uspar Click karen Finally Sd Card Formet ho jata hai.

Aise hi aap Apne Kisi Bhi Memory ko Aashani Se Formet kar sakte hai, agar aap Window Phone ya Apple phone Use karte hai to Niche diye gaye Steps ko Follow karen.

Window Phone Formet Kaise Kare ?

Window Phone Word ki Sabse Badi Software Company Microsoft hai, Aur Microsoft ka Develop Kiya gya Phone Windows Os Microsoft Lunia hai Yadi aap Koi Window phone Use karte hai to Apne Phone Memory lagaye Jis Memory ko Formet karna ho.

Step.1

Window Phone Setting me jaye Setting me Storage Ke Option par jaye, Jaha aapka Memory Show ho raha hoga, Ab Memory par Click karen jisme Formet Likha Hua Option dikh jata hai.

Step.2

Sabse Niche Formet ke Button Par Click Karen jisse Aapke Window Phone me Laga Memory Formet Ho jayega.

PC me Memory Formet Kaise karen ?

Kya aapko Pata Without Mobile bhi Memory card Formet kar sakte hai, But iske liye aapke pas Pc Aur ek Card Reader hona jaruri hai, Juski Help Se aap Apne Sd card ko Computer/Laptop ke dwra Formet/Delete kar sakte hai.

Step.1

Uske liye Aapko Pahle apne Sd card ko Pc se Connect karna hoga, Connect karne ke liye Card Reader Hona Chahiye,

Step.2

Pc ke dwra Memory card Formet karne ke liye pahle Card reader me Memory Lagaye, Ab ushe Pc me lagaye, Pc me Sd card lagate hi Puri Memory Show Hone lagta hai, Ab Mouse Se Memory Par Right Button dabakar Click karen.

Step.3

Click karte hi Memory Ki Sabhi Option Show hone lagta hai, jisme Fornet Ka Option Bhi Mil jata hai. Just Formet par Click karne Uske baad Formet your Storage Par Check out Karke Formet Button par Click kar de.Thodi si Process Hone ke Baad hone ke baad Memory card Formet Ho jata hai,

So Aise aap apne Sd card ko aashani Se Formet kar sakte hai, Agar isse Related Koi Problom ho to hame Comments karke Jarur bataye

1 thought on “Mobile Phone Memory Formet /Delete Kaise Karen ?”

  1. Hello Sir maine apne mobile ko format kar diya hai lakin ab vo google verify account mang raha hai kya karu koi solution

    Reply

Leave a Comment