- Youtube se paisa kaise kamaye
Youtube.com
YouTube channel banan bahut aasan hai.aap apne Mobile me bas 1 minute main YouTube account channel bana sakte hai. Bas aapke pas ek Gmail id hona jaruri hai.
YouTube account channel kaise banaye puri jankari
YouTube America ki website hai, jisko found 14 February 2005 me CHaD HURLeY, Steve chen ,javed karim ne San Matio California , united States me kiya tha
- YouTube Google ki hi site
- Jisper hai online video,Movie comedy etc.Dekhte hai
- Yeh video dekne ki sabse badi site hai.
Jisper ham video like aur subscribe, ,comment,Share,aur video dal bhi sakte hai.YouTube per account(Channel) banane ke liye hamare pas Gmail account hona chahiye
YouTube account Channel kaise banaye ?
Step.1 Pahle to aap YouTube.com per jaye.Youtube khul jayega.
STEP.2-Niche dikhaye anusar apna username me gmail account aur password me uska password dal kar sing in kare.
Sign in by gmail |
STEP 3-Gmail aur password dalne ke bad sing in kare.Bas aapka account ban gya, aap apna channel name Left side kone me jo icon per click kare ,apna channel name dekh sakte hai apke Gmail ke name se automatically ban jata hai.
YouTube channel name |
Ab aapko us per videos dalna video aap ki banayi hue kud ki honi chahiye kisi ki copy nhi.
Ummed hai ki aap YouTube account channel banana seekh gye honge.Is post ko apne dosto ko whatsapp , Facebook jaise social media per send kar ke unhe bhi bata sakte hai.thank u
My YouTube channel kaise banaye
What’s up, after reading this remarkable paragraph i am also delighted to share my know-how here with
friends.
Thanks