• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / डिजिटल इंडिया / 4 तरीके से आधार स्टेटस चेक करें How To check aadhar Status Online ?

4 तरीके से आधार स्टेटस चेक करें How To check aadhar Status Online ?

October 30, 2020 by इंद्रजीत राज

Aadhar Status check कैसे करें. Bas niche diye gaye step follow kare, apne आधार card ka details check kar sakte hai. Is method se aap Apne Aadhar se Linked Mobile number, Address Date of Birth. Sab kuch jan Sakte hai.

विषय सूची देखे
1 Aadhar EID क्या है What is Aadhar EID ?
2 Aadhar Status check कैसे करें 4 Type ?
2.1 Aadhar status karne ke liye kya kya chahiye.
2.2 1. Aadhar Card status check by URN Number
2.3 2.-Aadhar status check by Enrollment Id-
2.4 3.-Aadhar Status check By Mobile SMS-
2.5 4.Aadhar Card Status check by Tollfree Number-
2.5.1 शेयर करें

आधार Status Check Karna Bahut Aashan hai, ise aap Ghar Baithe Kar sakte hai, But Iske liye aapko Upadte EID pata hona chahiye.

Aadhar EID क्या है What is Aadhar EID ?

EID yaani ki Enrollment Id ek 14 Digit Number hota hai, Jab bhi aap आधार ko Update karwane jaate hai, Aadhar Correction Update hone ke baad Aapko ek Slip Milti hai, Jisme aapko Aapne आधार Update ka 14 digit EID aur Date and Time Upar Diya hua mil jata hai, Jiski Help se aap ghar baithe Aadhar Status Aashani Se Check kar payenge.

Aadhar Status check कैसे करें  4 Type ?

Yadi aap apne Adhar ka status check karna chahte hai to, simply niche step ko follow kar ke check kar sakte hai.

Aadhar status karne ke liye kya kya chahiye.

आधार card status check karne ke liye, aapke paas आधार number hona chahiye. Ya aagar aap aadhar me koi update karwate hai to URN number bhi hona chahiye, update status check karne ke liye.

Or

आधार enrollment id , date and time se bhi status check kar sakte hai

1. Aadhar Card status check by URN Number

Is Step Se आधार status Correction Update karwane per Check karte hai. Jisme Updated aadhar card ka Information milta hai. Jisme URN आधार Correction karne per Milta hai. Aadhar Urn number kya hai. Maine aapko Apne pichle post me hi bata diya tha.अपने आधार का Satus Check karne के लिए पहले आपको नीचे दिए गए link पर जाना होगा।

Check By URN

Aadhar-status-check-kare-by-urn

अब आधार कार्ड Status Check करने का page खुलेगा। जिसमे आपको अपने आधार का कुछ Details Fill करना है।

1- First Option me Aapko Apne Aadhar ka Number Fill karna hai.

2- Is wale option me Urn number Fill karen, Urn Number kya hai, Puri details janne ke liye, Hamare Recent Post ko Read kar sakte hai.

3.- Ab Niche Image Main diye Gaye Code fill karke Get Status per Click kar Dena hai. Bas ab aap Apne aadhar ka Pura details Dekh sakte hai.

2.-Aadhar status check by Enrollment Id-

Yadi aapke pass URN number Nahi hai, To aapko Ye option se Apne aadhar ka status Check karna chahiye. Is tarah se jab bhi aap Apne Aadhar me Koi Correction Karwate hai to aapke Ek Upade Slip milti hai jisme Status Check karne ke liye Enrollment Id Diya rahta hai, Jisse aap apne aadhar ka Status check kar sakte hai.

Pahle to aapko Niche diye gaye Link per click karen.

Check By Enrollment id

Aadhar-status-check-by-Enrollment-id

Ab aapke samne Image jaisa Page open ho jayega. jisme aapko Apne Aadhar ka Details fill karna hai.

1.- First Option me aapko Aadhar ka Enrollment id Fill karna hai.

2- Enrollment Slip me Date and Time diya gya hoga, Ushe 2nd option me fill karen.

3.- Ab Is option me Picture me diya gya codeko Enter karke Get Status per Click kar dena hai.

Bas Ab aapke Aadhar ka pura details aapke samne aa jayega.

3.-Aadhar Status check By Mobile SMS-

Ji han Aap Apne aadhar ka Status Mobile SMS ke Dwara bhi Check kar Sakte hai. Bahut Se log Aise hai, Jinke pass Computer, Laptop ya Koi smartphone Device nahi hai. To aise main Aapko Ek SMS ke jariye Apne aadhar ka status Jan sakte hain.

Isme first aapko apna Mobile lena hai. Aur Jo Number aapne apne Aadhar main Link Feed karwaye hai. Ushi Register Number Se ek SmS karke UIDAI main Massage Send karna hai.

Check Aadhar Status By SMS–

First Type A Massage UID STATUS< 14 Digit Enrollment Id>

And Send To 51969

4.Aadhar Card Status check by Tollfree Number-

Ab baat Aati hai Toll-free Number Se apne Aadhar ke baare me Kaise jane .To isme aapko Ek Toolfree Number Niche diya gya hai. jise aapko Apne Register Mobile number Se SMS karna hai. Apne aadhar card ka status, pata kar lena hai.

Type a Massage- UID STATUS 10011516101426

And Send to- 51969

  • Processor क्या है Types और काम कैसे करता है ?
  • Jio Gigafiber क्या है Giga Fiber Price, Plans, Speed in hindi ?

Final word– Aadhar Card Status -To Doaton Kaisa laga Ham aapko Apne Hindi language main Samjhane ki puri kosis kar rahe hai, aur karte rahenge, Comment karke Apna feedback jarur De.

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. Umesh says

    July 9, 2018 at 9:32 am

    Boht badhiya jankari sir, aur aapne 4 tarike bataye hai jo ki usefull hai aur boht hi aasan tarike hai thanks for sharing

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Without Internet Offline GoogleMap Me Location Kaise Dekhe ?

Indiabulls Dhani app Kya hai, Dhani App Se Loan Kaise Lete hai ?

Website Loading Time Performance Check करने की 3 Best Tools

Blogger sabhi post ke niche about us (author box) kaise lagaye ?

Google Tez App kya hai, Tez app offer se paisa kamaye ?

Paytm Mobile Number, Name, Email and Profile Change कैसे करे ?

आधार कार्ड में सुधार के लिए जरूरी दस्तावेज क्या क्या है।

Apne Sim Ka Number Nikalne Ke USSD Code ?

SBI ATM PIN change कैसे करें (How change Sbi Debit card pin Number) ?

Up Scholarship Status Check कैसे करें ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition