WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » Uncategorized » Adsense Link Ads Customize Kaise Kare ?

Adsense Link Ads Customize Kaise Kare ?

Adsense Link ads Customize –Yadi aap apne Blog me Link ads Use karte hai, Aur aap Link ads Customize ( Size and Color) karna Chahte hai to aapko Ye jankari jarur padna chahiye, jisme aap AdSense Link Ads ko Aashani Se Customize karna sikh sakte hai.

Yadi aap Adsense Link Ad nahi banaya hai aur Banana nahi jante to chaliye Pahle hum aapko Link ads Banane ke baare me batay Dete hai.

Link Ads Kaise Banaye ?

Google Adsense link ads Banana Bahut aashan hai, bas aapko hamare di gyi Steps ko Follow karna hai.

Step.1 Sabse pahle aapki Google Adsense par Apan id Login kar lena hai.

Go to AdSense

Step.2 Login hone par Adsense ka Dashboard open hi jata hai, jisme Aapko My ads par jana hai,

Step.3 My Ads me Link ad Banane ke liye New Ad Unit par Click karna hai.m, jisse ab Aapke saamne New ad Unit Create karne ka Pura Option milega.

  1. Yaha aapko Ad unit ka Name Likhna hai, aap Koi sa bhi Name apne Ad unit ka Likh sakte hai.
  2. Ab Niche aapko Type waale Option par Click karna hai, jisme aapko Link Ad Select kar lena hai.

Step.4 Aur Niche Save Button par Click kar dena hai, Aapka By Default Adsense Link ads Unit Create ho gya hai.

Aapne Successfully Adsense Link ads Unit bana liya hai ab aap ishe apne blog me uSe kar sakte hai, iske baad ham baat karne waale hai, link Ads unit Customize karne ke baare me to chaliye jaan lete hai.

Link ads Customize Kare ?

Adsense Link ads Customize Color Change ?

Yes aap Google Adsense ke Link ads ko Apni Choice ke Jaisa Customize kar sakte hai, Jisme Kou bhi Text Color, aur Background color aur Link Ad Color Use kar sakte hai.

  • Sabse Pahle Ads Unit Section me jana hai, jisme Aapke Sabhi ads ki Unit Shiw hogi.
  • Ab jis Bhi Link ads ko Ka Color Change karna hai. Uspar Click karna hai, jiske baas Us link ad ka Pura Section open ho jata hai,
  • Isme aapko Text and Style ka Option mil jata hai, just aaoko Usi par Click karna hai.
  • Text and Style par click karte hi, kuch Adsense ke Dwra diya gya Default Color bhi Use kar sakte hai, yadi aapko Kuch alag apne Tarike se Link ads ke Color ko change karna hai to, Color Section ko Scroll Down karen jisme aapko niche Custom Color ka Option milega, uspar click karen.
  • Ab isme aap Link ads ke liye apne Tarike se Text Color, Background Color and Links color ko Choose kar sakte hai.

Sab kuch succesfully Change karne ke baad ab Niche Save Button par Click kar dena hai, ab Kuch Samay ke baad aap apne Hisab se Banaye gaye link ads ko Dekh sakte hai.

Link Ads Customize Size ( Hiegh and Widths) Change  ?

Yadi aa0 Chahte hai Link ads ki size ko Change karna to Aap Aisa kar sakte hai, isme aapko Koi Problom nahi hogi, jaisa ki aap Hamare blog ke link ads ko Dekh sakte hai, jisme aapko Link ads ki Size Thida Jada hai, jisme hamne sirf Link ads ki Hieght ko hi Change kiya hai Width Responsive hai. But aap apne link ad ko Koi bhi size De sakte hai.

  • Iske liye aapko Link ads ki Code Edit karna hai, jiske liye pahle aap Link ads code Open karen Jaha use kar rahe hai.
  • Code me aapko Style Section me Block ke aage Niche Diye Code ko Enter karna hai.
After - style="display:block"

Add code before- style="display:block;hieght:250px;width:600px;"

Agar aapko Only Hieght ko Badana hai to Width Cide ko Remove kar sakte hai.

  • Ye Code add karne ke baad Code Save kar dena hai, Ab Sometimes ke baad aap Ads ko open karke dekh sakte hai, ads size me badl gya hai.

Internet Me Photo Kaise Daale (Google+, Twitter, Instagram, and Pinterest) Se?

To aapko Jankari kaisi lagi Agar aapko is jankari se kuch fayda ho to Comment karke apna Feedback jarur de.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

2 thoughts on “Adsense Link Ads Customize Kaise Kare ?”

  1. Sir abhi 2020 me link ads kaise banaye kyu ki adsense me link ads ka option nahi aaraha hai. Aur maine youtube par video dekh kar link add banaya hu par sir us par click hone ke baad bhi earning nahi ho rahi hai sir please help me.

    Reply

Leave a Comment