• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / Jio IPL Offer-Mobile Me Jio Se Cricket IPL Match Dekhe ?

Jio IPL Offer-Mobile Me Jio Se Cricket IPL Match Dekhe ?

April 28, 2018 by इंद्रजीत राज

Jio IPL Pack- Jio Se Cricket IPL Match – Hello Friends Reliance jio Aapko pata hi hoga, India ki No.1 Network Company ho gyi, Jio apne User ko Kabhi bhi Nirash nagi kiya, ye har sab Apne User ki Kuch na kuch Offers Deta raha hai,

विषय सूची देखे
1 Jio 251 IPL Offer kya hai Jio Se Cricket Dekhne ka Tarika ?
1.1 Jio 251 Offer Details-
1.2 Jio IPL 251 Pack Offer Activate Kaise Karne ?
1.2.1 My jio App Download
1.3 Jio TV Se Cricket IPL Live Kaise Dekhe ?
1.3.1 Jio TV Download
1.3.2 शेयर करें

Jio se Cricket Live ipl dekhe

Doston Hamne Kuch Time pahle ek Post daali thi Ghar Baithe Online Jio sim Recharge Kaise karen Jisme aapko Ghar baithe Jio ke kisi bhi Plan ko Recharge karni ki Puri janjari Di gyi thi, india me  Cricket ke Bahut Fans hai, Lagbhag 5 me se 3 log Cricket dekhna Jarur pasand karte hai.

Jio 251 IPL Offer kya hai Jio Se Cricket Dekhne ka Tarika ?

Reliance Jio Sim Card User Ko IPL Match dekhne ke liye Apna New Offer Launch Kiya hai jo IPL ka Special Offer hai, Jisse aap IPL Cricket ka Pura ananad le sakte hai bina kisi Rukavat ke. Yadi aap Bhi IPL Cricket match dekhne ke Fan hai to Tyaar Ho jayio Jio ke Sath Kyuki Jio Ne Launch kar diya hai apna New Ipl Offer

Jio 251 Offer Details-

  1. 251 Rupaye
  2. 51 Days Validity
  3. 102 GB 4G Data
  4. 2GB/day
  5. Data High Speed At 64kb/sec.

251 Rupay Prepaid Recharge me apko milga 102 gb 4G Data 51 day ke liye aiye is Offer ke bare me details me jante hai jaise ki ap sabhi ko pata IPL T20 Season 11 IPL 2018 saru ho gaya hai or india  me cricket lovers bhut jyada hai or sabhi log ipl season 11 ko apne mobile TV App me dekh sake isi bat ko dhyan me rakhe hue sabhi Telecom Company ne new Recharge Offer ko Launch kiya hai.

  • Phonepe App Offer se 1000 कैसे कमाये ?

Jio IPL 251 Pack Offer Activate Kaise Karne ?

Jio IPL Cricket offer Yadi aap APne Jio Card Par Activate karna Chahte hai to Simply aap Usko Ghar par Baithe Bahut aashani Se kar sakte hai. Iske liye aap Jio Ki Official Website ya My jio Apo Download karke Plan Activate kar sakte hai, Chaliye ab jaan lete hai, Reliance Jio 251 Plan Activate kaise kare Ghar baithe.

  • File me Virus Check Kaise karen ?

Step.1 Sabse pahle Yadi aap My Jio apo ka Use karke Plan Recharge karna Chahte hai to My Jio app open karen.

My jio App Download

Step.2 App Ko open Karte hi App Ke Front Dashboard Me Recharge ka Option milta hai, Recharge Option par Click karna hai.

Jio Offer Recharge karna hai

Step.3 Ab New Page me Jio Recharge ke Sabhi Packs Dekhne ko Milta hai, Jisme CRICKET PACK ka Option milta hai Uspar Click karna hai.

Jio-251 ipl pack offer live dekhe

Step.4 Jiske Baad Cricket pack me aapko 251 Cricket Offer Plan Show hone lagta hai, just abhi pack Activate karne ke liye Niche Diye BUY Option par Click karna hai.

Jio offer Payment kaise kare

Step.5 BUY Par Click karte hi, Sidhe Payment Ka Section Open ho jata hai, Ab yahan par aapko Payment karna hoga.

Payment karne ke Bahut se Option hai, UPI Bhim app, UPI Phonepe app, Jio Money, Paytm app, Credit Card, Debit Card aur Net banking Jaise Payment karne Ka Option Milta hai isme se aap Koi bhi Option Choose Karke Reliance Jio 251 Cricket offer pack Activate kar sakte hai.

Jio TV Se Cricket IPL Live Kaise Dekhe ?

Jio TV Download

Ab aapko Jio TV app Apne Mobile me Download kar lena hai, aur Ushe Install kar lena hai. install hone ke baad Open karen Ab aapko Live IPL jio se Cricket par Jana hai, jispar Click karke Online Dekh Sakte hai.

Read–

  • Whatsapp Se Automatically Massage send kaise karen ?
  • Gf/Bf Mobile Live Location Pata Kaise Kare- GPS Tracker Followmee ?
शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Bank Account Band karne ke liye Hindi Application kaise likhe ?

Vigo Video Se Paisa Kaise Kamaye ?

ATM Location And Cash Hai ya Nahi Check Kaise Kare ?

Computer/Laptop की Details Specifications System Information कैसे निकाले

Windows Pc me Vidmate Use Kaise Kare ?

Vaahan Owner Details by SMS Check Kaise kare ?

IFSC क्या है Bank IFSC Code Check कैसे करें ?

10 Best Room Heater-सबसे अच्छा रूम हीटर कौन सा है ?

Money Transfer करने के 5 Best Mobile Payment Apps ?

Jio 4G Sim Barcode कैसे बनाये ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition