Welcome friends aaj me apko AirDroid app ke bare me puri jankari bataunga, ye app aap sab ke liye bahut useful hai, jin logo ko computer par Jada work karna hota hai,. Phone ko jada use nahi kar paate unke liye ye bahut hi achha app hai. Jaise aap apne phone ko ghar bhul gaye ho, to aap apne office se phone ka sara data access kar sakte hai.aage me aapko iske bare me puri details se bataunga.
Airdroid app mobile ke liye bahut hi upyogi application hai. Jiske dwara ham apne mobile ko Kisi Anya mobile device laptop yah computer desktop dwara aasani se control kar sakte hain.Yah application hamen apne mobile ko Puri tarah se remote control karne ki anumati deta hai. Jo ham kahin se bhi internet connectivity ke dwara kar sakte hain.
AirDroid app kya hai, AirDroid app use kaise kare ?
aage chalkar ham jaane Wale Hain Airdroid App kya hai aur iska istemal kaise kiya jata hai.
AirDroid app kya hai.
AirDroid app bahut hi helpful app hai. Jo apke phone aur Computer ko wirless connect karta hai. Bina usb cable ke, ye app ek web server ki tarah kam karta hai. Jo aapke phone ka pura details web me dikhata hai,
AirDroid app se kya kya kar sakte hai.
Airdroid app ek useful Application hai, jo aap apne mobile ya pc Laptop me Use kar sakte hai. Jisme aap apne ek phone se Dusre phone pc se connect karke Usko puri tarah se Acsess kar sakte.
- Aap door baidhe apne phone call udha sakte ya reject kar sakte hai
- Phone camera bhi on kar sakte hai.
- Apnephone ka data kisi bhi Computer ya device me transfer kar sakte hai.
- Aapapne phone data ko kahi se bhi Acsess kar sakte hai
AirDroid app setup kaise kare step by step
Step.1 Sabse pahle aap niche ki link se AirDroid app ko download kar le.
Step.2 Download karne ke bad,app installed karke open kare.
Step.3 Open karne par apko sing in aur sing up ka button dikhega yadi aapka pahle se account hai to sing in par click kare yadi aapka account nahi hai to sing up par click kare.
Step.4 Yadi Aap singn up par Click karenge to ek form khulega jisme apna mail aur password 2 bar dalna hoga.
(Note- Mail password note kar le baad me iski jarurat padegi.)
Step.5 Ab aapke Samne Singnu Form Fill karke baad sing up button par click kare de.
Step.6 Singup karne ke baad ek process koga khulne ke baad Enable ka button dikhae dega.usko Enable kar de.
Step.7 Enable button par click karne par apke phone ka notification settings khulega jime AirDroid ke samne apko mark kar dena hai.
Ab apka successfully AirDroid app ko setup kar diya hai.ab baat aati hai phone ko Access kaise kare.
Phone ko Pc Se Connect kaise kare.
Step.1 Jaise ki app office me ho, aur apna phone ghar bhul gaye ho, to aapko ko bas niche diye gaye step ko follow kare.
Step.2 Sabse pahle aapko niche diye gaye link par jana hai.
Step.3 Link open karne par aapke browser me, to aapke samne niche image me diye jaisa form khulega jimse 2 option hoga.
Step.3 Mail wala option me apna wahi mail aur password dale jo aapne phone ke AirDroid app me dala tha.
Step.4 EMail word dalne ke baad sing in kar de.
Step.5 Bas Doston aapka kam ho gya aapne step ko successfully acsess kar liya hai. Kaihi se bhi apne phone ka sab details whatsapp chat, sms, call, apps ko acsess kar sakte hai.
dhyan de apka phone tabhi acsess hoga jab apke phone me Internet on rahe
Airdroid app ke Features
File Transfer-Airdroid application ke sath aap aasani se file transfer kar sakte hain iske liye aap Ko Kisi USB drive ki avashyakta nahin hogi, is application se connect hone ke bad aap Keval network ke dwara file ko Apne doston ke sath Saja kar sakte hain.
Remote Control– yadi aap apne device ko Puri tarah se Apne computer desktop dwara control karna chahte hain to ise aap aasani se Airtel app ke dwara kar sakte hain.
Find phone– yadi aapane device mein Android application install ki hue hain to aap apne computer mein uski location ko aasani se pata kar sakte hain Jo aapke phone kho Jane par yah feature jarur kam aaega.
Camera Control– Android app ke dwara apne mobile ki camere Ko bhi Apne desktop laptop Dwara control kar sakte hain. Ya phir aap Kisi Anya mobile main bhi e Signin karke control kar sakte hain.
Airdroid Premium Package (Plans)
Yadi aap Airdroid Ka Premium Package Use karna chahate hai, To aapko Uske liye Payment Karna hoga, jiske liye aap Agar aap 1 Month Ka Airdroid Package Lete hai To uske liye 2.99 Doller Pay karna hoga. Aur 1 Year Airdroid Package ke liye 24.99 Doller Payment karna hoga.
Final words-asha Karta Hun ki aapko hamari jankari Airdroid kya hai diet app kaise istemal karen Airdroid App se mobile ko mobile se connect kaise karen.
Agar aapko hamari post achhi lagi to share karna na bhule, yadi post me Related kuch puchna hai to comment karke puch sakte hai. Hindihelp4u se Social media Jaise Facebook Twitter etc per bhi join kar sakte hai, jissse hari New post aap tak pahuchti rahe ! Thank for Read continue visit
aap hmko bataye airdroid active karne ke baad kya computer ki jaruri ya fhone to fhone karega bataiye hmko
Phone ko accses karne ke liye AirDroid app ko pahle phone me activate kar le.
Sir mai airdroid ko install kiya Lekin data on hone pr connect nahi hota hai lekin jab mai apne phone ke wifi se connect kr deta hu dusra mobile to connect ho jata hai. Aisa A ho raha hai sir plz help me
Kisi system me use kar rahe ho,
Airdroid app ko pahle singup kare.
Aur Internet on rakhna hai tabhi phone ko access kar sakte hai.
Bhai kya app firi kaam karta h
Airdroid ke Kuch feature paid hai.
To Bhai kya app fire kaam nahe karega
Karega
Sir mujhey is app me jab bhi me camera open kar raha hu to open ni hota purchase k liye kahta ???????
Kuch feture ko use karne ke liye purchase karna padta hai.
Pls sir mujhey camera future k bare btayiyejaldi btayiye air
Mujhey btayiye camera open karne k liye mujhey kounsa app download Karna padega jo unpaid app ho
Spy app use karo
Sir mujhe isme ye samajh nahi aa raha hai ki me isme wts app and other social networking app kese kholu plz help me sir
Vivek airdroid ke sabhi feture free nahi hai.
Sir jab mai net off kr k fir cnocet krta hu to nhi hota ..Apne ap conect kese hoga
Without internet connect phone access nahi hota.
Sir jab mobile off krke on kare to reconnect kese hoga..Net to hai..But apne ap connect kese hoga
Apne aap connect nahi hota, aapko apna email Passport dalna padega, automatic hone per aapka email Password se koi bhi chala sakta hai. Tabhi bà ar baar dalne ko bolta hai.
Sir jese mine apni bhai k fon ko hank kra hai..Wo kai bar net off kr deta hai..Tab to ye kaam nhi karega..But jab wo net on krega to .dubra conect nhi hota fr uska fon leke airdrod app kholu tab ye kam krta hai ..Plz hlp
Ye hack karne ke liye nahi hai. Jab tak background me run karta rahega connected rahega .aapke bhai ka kon sa phone hai.
Vivo y21 L
Mtlb k agr net off kr k net on karega to .Uska fon pakr k fr se wo sab karna parega
No keval ek baar setting kar do…
Then aap jab caho uske pone me access kar sakte ho..
Sir ….computer jaruri hai kya
Nahi phone se bhi kar sakte request Destop site per karke.
Sir plz .Btao agr net off krke on hoga to conect kyu nhi hota
Gmail , password dalna per ho jayega, automatic nahi hoga
Sar callrecorder ke bare me bataye
Konsa app remote control callrecorder hai life time ke liye free ho usme sare facture ho
Use thetruthspy app
My friend install this app in my mobile phone,I want to deactivate it without uninstalling the app
Dear Sonia 1st logout mail id from the app and Go to app settings running app section & tap Stop working thats ok..
Kya airdroid se call kar sakte hain?
Yes aap Airdroid App se Make Call, Call Reject aur Tex Sms bhi Bhej sakte hai.
Ha maine SMS ko try kiya achhe se work kr raha hai…. Par jab calling ko try kiya to ho ni raha hai
Aap Computer ya Laptop kya use kar rahe hai.
computer
Computer ke liye” First aapko computer ko Bluetooth se Connect karna hoga, than make call.
Mere bade bhaiya mere phone ka data access kar liye hai yeh Air droid se Bhaiya Se Kuch Puche Bina is Kaise Sahi kare
Airdroid me Jis email id se sign in kiye the Woh email id aur password nahi pata hai Ishq Bina Kaise Sahi kare please mujhe jaldi Bataye
Mobile Settings / Security / Device administrator, me jaye aur AirDroid ko uncheck and Deactivate kar de
Mobile ke recovery mode on Kiye Bina pattern lock tod sakte hai kya
I was able to find good information from your blog posts.|
Thanks For Your Feedback
airdroid se phone ki bate computer me sun sakte h ya nhi
इसके लिए चार्ज कितने लगते है मेरा मतलब महीने या साल का पैकेज लेना पड़ता है क्या
Airdroid premium 1 Month 2.99 Doller and 1 Year के लिए 24.99 Doller Pay करना होगा
India me kitna ka padega premium version
1 year ke liye Rs.2300
Monthly subscription ke liye Rs.250
Sir mo se call krne or call received krne ke liye kya kru
Premium membership lena hoga.
Hello sir
Jab bhi main apne dusre phone ka internat on karta hu to camera access nahi hota hai lekin jab bhi main apna wifi on karta hu to camera access ho jata hai kya karu main isse to jab tak dusra phone mere wifi ke redar mein hai tab tak he kaam karega use main apne office se kaise operate kar sakta hu
Im obliged for the blog.Much thanks again. Keep writing.
Sir isme ye btana sir ki isme tooks me jayege or usme sir lock device ka opsn aata hai sir uska kya system hota hai sir btana sir plz plz sir
Sorry niche tools opsn hai sir usme jake dekhte tb aata hai sir lock device sir
Lock Device Jisse Phone ko Lock kar sakte hai.
Sar Net on he fir bhi upgrade bol raha hai wifi meho raha hai to sar kya karna padega pls sar
Sar Net on hai fir bhi nahi ho raha hai your remont data quuta is about to use up. Please upgrade to premium to get unlimited data
I really like and appreciate your article.Thanks Again.
2.99 doller kitna paisa hota hai
₹227.14 hoga.