Home » Uncategorized » Airtel-idea-Vodafone-BSNL All SIM Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare

Airtel-idea-Vodafone-BSNL All SIM Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare

Ek Sim Se Dusre Sim Me Balance (Talktime) Send Kaise Kare, Kya Aapne Kabhi Sim Balance Transfer kiya hai, apne kisi Other Sim Card me, Doston Yesa aapko Emergency Case me Karna hota hai, Jaruri nahi hai Ki Emergency me hi karna Pade But Agar aapko Yesa karna hai, To aap Bilkul kar sakte hai,

To aaj hum aapko Batane waale hai, Sim To Sim Balance Transfer Kaise Kiya jata hai. Agar aapke Kisi Ek Sim Me Balance hai, aur aap Chahte hai, Us Balance ko Apne Dusre Sim Card me To Aapko Niche Network Telecom Company Dwra Diye gaye, Ussd Code ka Use karna hoga, Jiske baad aap Apne Kisi Ek Sim Talktime Balance ko Kisi Dusre ke sim Card me Bhej sakenge.

Yadi aapke pas Kisi Ek Sim Jaise Ki Airtel Sim Card hai, aur Usme Balance 10 Rupay Se Jada aur Aur aapke pass ya Aapke Kisi Dost, Family Member ya Kisi Ke Airtel Me aapko Apne Airtel ke paise Ko Bhejna hai, To aapko Uske Liye apne Phone Se Ek USSD Code Dial Karna hoga, Jiske Dwra aapke Ek Airtel Sim Balance Dusre Airtel Sim Me Send Ho jata hai.

Sim Balance Transfer USSD Code

Airtel To Airtel Balance Transfer Kaise Kare (USSD Code)

Yadi aapke Pass hai, Airtel Sim aur aap Chahate hai, Apne Kisi Friends ya Family Airtel Sim Me Talktime ko Bhejna To aapko Niche diye gaye Steps Follow karne honge.

Step.1 Sabse pahle apne Airtel Sim Se *141# USSD Code Dial karna hai.

Step.2 Ab Next Aapko Number 1 Par Share Talktime Ka option milega, Jiske liye aapko 1 Enter karna hai.

Step.3 Ab Next aapko Amount Enter karna hai. ( Kitna Rupaya aap Send karna chahate hai) Amount Dalne ke Baad Send kar Dena hai.

Step.4 Ab Next Aapko Jis Airtel Number Par Talktime Bhejna hai, Us Number Ko Enter karna hai

Step.5 Number Enter Karne ke Baad Aapko Send Option par Click kar Dena hai, aapka Balance 5 Minutes ke Under Me Dusre Airtel Number Par Send ho jayega.

Idea To Idea Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare (USSD Code)

Yadi aapke Pass hai Idea Mobile Number, aur aap Chahte hai, Kisi Other Idea Mobile Number par Balance Transfer karna to Iske liye 2 Tarike hai, Jise aap Follow kar sakte hai.

Method-1

Apne Idea Mobile Number Se *151*Amount*Mobile Number# Dial Kare.

Example- Dial *151*10*9876543210# 

Method-2

Ye Method Se Idea To Idea Mobile Number Par paisa Send Karne ke liye aapko apne Number Se Massage karna hoga, Niche Diye gaye Instructions Follow kare.

Step.1 Apne Mobile la Massage Send App open kare, Massage me aapko GIVE Type kare Space Dekar jis Mobile Number par Balance Talktime Send karna hai Us Number ko Enter kare Phir Space Uake baad Amount daale.

Step.2 Ye Massage 55567 Par Send kar drna hai.

ExampleGIVE 9876543210 10 Send To 55567

Vodafone To Vodafone Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare (USSD Code)

Yadi Aapke pass hai, Vodafone Sim Card aur aap Chahte hai, Apne Vidafone Mobile Number Se Kisi other Vodafone Number Par Balance Transfer karna to Niche Diye gaye Step Follow kare.

Step.1 Apne Vodafone Mobile Number Se Dial kare *131*Amount*Mobile Number# ye Ussd Code Dial karne ke baad aap Voda To Voda sim Me Paisa Bhej sakte hai.

Example*131*10*9876543210#

BSNL To BSNL Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare (USSD Code)

Yadi aapke pas hai Bsnl ka Mobile Number aur aap Chahte hai, apne Bsnl mobile Number Talktime Ko Kisi Other Bsnl Mobile Numbere Transfer karna to aapko Apne Bsnl Number Se Massage Send karna hoga, Jo Niche Diya gaya hai.

Step.1 Apne Bsnl Number Se Massage Likhe, Jisme Type kare GIFT<Space>Mobile Number<Space>Amount

Step.2 Massage Type karne me baad Use 53733 ya 53738 Par Send kar dena hai.

Example– GIFT 9876543210 30 send To 53733

Share on:

3 thoughts on “Airtel-idea-Vodafone-BSNL All SIM Mobile Number Balance Transfer Kaise Kare”

  1. Thank you for the auspicious writeup. It in truth used to be a enjoyment account it. Glance advanced to more delivered agreeable from you! By the way, how could we communicate?

    Reply

Leave a Comment