![]() |
Written a blog post |
You must read…
-
Sitemap kya hai blog ke liye sitemap kyu jaruru hai, blogger jarur pade.
3 way Quickedit icon blogger blogg se kaise hataye
तो आज हम इस Post में बताएंगे New Blog Post कैसे लिखते है. और post कैसे लिखा जाता है । Koi tension lene ki jarurat nahi hai. Jab aapne apna blog bana hi liya hai. To aap post bhi likhna jan jayenge. Bas hamare steps ko blog ko follow karte rahe ham aapko blog ki puri jankari. Aapke sath share karte rahenge.
Blogger पर new blog post लिखने की पूरी जानकारी ?
Its beginner
- सबसे पहले blogger.com और अपना Blogger E-mail Id डालकर ब्लोग Open करें
Go to blogger.com
- नीचे Section में post option per जाए और आपको अपने blog पर New Post लिखना है और submit करना है, नीचे दिए गए Steps follow करते रहे।
- Ab apko new post ka option mil raha hoga us per click kare. Click karte hi aapko aage bahut sare function milenge jaha se aap apne blog post ko customize kar sakte hai
Yaha se aage main aapko step by step 4 step bataunga. Jisme ek ek point ki puri jankari aaj me aapko bataunga.
STEP-A
Jaisa ki step 1 hai aap image me dekh sakte hai. Isme 1 se lekar 6 Arrow hai.
4.-Yaha B ka icon dikh raha hai iska matlb hai blold sabdo ko mota me kar dena.
Isme se aap Colors use karke post likh sakte hai.
STEP-B
7. F type ka icon dikh raha hoga jaha se ham alag alag type ke typing font ko chose  karke post likh sakte hai
Ex-Hindihelp4u.com
8.Yaha se typing font ko chota ya bada kar sakte hai
Ex- Hindihelp4u.com
9. Ye bahut important point hai har post me aapko iski jarurat padegi. Yaha se aap post me kisi bhi website ke url internal ya extarnal link ko aad kar sakte hai
10. Yaha se font ko teda aakar de sakte hai.
Ex- Hindihelp4u.com
11. Yaha se sabdo ko underline karte hai.
Ex-Hindihelp4u.com
12. Is point se text background color use karte hai
Ex-Hindihelp4u.com
STEP-C-Â
19.- yaha se aapne apne blog ka lebel ko chose kar ya new level create kar sakte hai
Ex- kis bare me post likh rahe hai.
20.- yaha se post time and date ko set kar sakte hai ki aap kis date time ko post ko published kar rahe hai isme 2 option hai Automatic and Manually . Manually per karke apne post ke published date time ko change kar sakte hai
21.- ye important point hai ek blogger ke liye , yaha se apne post ke url ko customized kar sakte hai. Url chhota ho tab badiya hota hai.
22.- Search description yaha aapko apne post ke contant ko shorts me likhna hai. Post ka description.
23.- yaha se post ka location me set kar ke published kar sakte hai. Is se yah pata chalta hai ki post kaha par kis jagah se likha gya hai.
STEP-D-
Post jab pur likh le tab use published karna hota hai , tabhi aapka post logo tak pahuche ga ya internet me aayega.
24.- Is option par click karke jitna post likha hua hai vo save ho jayega, matlab stop /resume , yese to ye Automatic hota rahta hai.
25.- ये preview का option है इस पर click करके अपने लिखे गए new Blog post की Demo देख सकते है।
26.- Ye post writing ka last point hai. Isper click karne per apki post website ya blog par published ho jayegi.
Post publish karne se pahle Dhyan se pahle ek bar apne post ko pad jarur le taki koi galti na ho uske baad published kar de
Final Word– Aapko hamari jankari kaisi lagi comment box me comment अपना Feedback जरूर दे
Wow …… Thanks For Sharing