Home » Uncategorized » Chat Sim Kya hai Buy and Activate Kaise Kare ?

Chat Sim Kya hai Buy and Activate Kaise Kare ?

Ab aa Gya Hai Social Massanger par Chat Karne Wala Sim Card Jiska Name Hai Chat sim Jiske Dwra aap Kar Sakenge Whatsapp, Hike , Jaise Massanger par Chating wo bhi Bina Kisi Internet Ke. Chaliye Aage Chat sim Ke bAare Me Jaan Lete hai.

Jaise Hi aap Other Sim Card Apne Mobile Smartphone me Use Karte Hai, waise Hi aap Chat sim Ka Istemal kar sakte hai,

Chat Sim Kya hai ?

Jaisa Ki Name Se Hi Pata Chal Raha hai, Chatt sim Only Chating Ke liye Banaya gya ek Prepaid Sim Card hai, But ye India Ka Banya Hua sim Card Nahi hai, But ishe aap India me bhi Use kar sakte hai, India me hi nahi Balki Ye ek International sim Card hai. Jisko aap Kabhi bhi Kahi bhi Use kar sakte hai.

Chat sim Se Kya kya Use Kar Sakte Hai ?

Is International Chat waale is Sim ko Aap Keval social Massanger ka Use karke chating, Video Calling ya Voice Calling Kar sajte hai, jisme Whatsapp Massanger, Hike Massanger, Facebook Massanger, BBM, Telegram, Line massMassa, WeChat, Kakao and QQI jaise Social Massanger use kar sakte hai.

Chat sim Work Kaise Karte Hai ?

Jaise ki Hamne aapko Pahle bhi Bataya hai, Chat sim Ek International Sim Card hai, Sabse Pahle To aapko Ise Online Buy Karna Hoga, Buy Karne ke Baad Online hi Chat sim ki Website se Activate karna Hoga. Kahridne aur Active Karne Ke liye Ham aapko Niche Step Bata De rahe hai,  aur ishe Use Karne liye aapko Roming Data Ko Hamesha On Rakhna Hoga. Aur apne Area Ke Kisi Network Jaise, Aircel Se Connect Network Se Connect karna Hoga.

Chat Sim Buy Kaise Kare ?

Chat ke sim Agar aapko Buy Jarna hai to Buy karne ka Link Main aapko Niche De de Raha hua, Jispar Click karke Buy kar sakte hai.

CHAT SIM BUY

  • Link par Jaane ke baad Next aapko Buy Now Ka Option mil jata hai. Aapko Buy Now par Click Kar Dena Hai.
  • Ab Next Yadi Aapne Amazone par Login kar Raha hai to Apna Address Select karna Hai, jis Address par Deliver karna Chahate hai, Yadi Login Nahi Kiye hai to First Amazone Username Password dalkar Login Kar lena Hai.
  • Ab Next Paymet ka Option Milega, Credit Card , Debit Card ya UPI Se Paymet kar sakte hai.

Buy karne ke baare me Jaan Liye ab jaan lete hai, Chat sim Activate karne ke Baare me.

Chat Sim Card Activate Kaise Karne ?

International Chat sim Ko Activate karna Bahut Simple Hai, Sabse Pahle Aapko ChatSim Ki official Website par Jana hai.

ChatSim.com

Than Aapko Activate Option par Click karna hai, ab aapko 3 Step Follow Karna hoga.

Step#1 SIM DATA

  • 1st step me Chat sim ka Number And Niche barcode ke jo 19 ya 20 digit ka Number Hota hai ishe Enter karen.
  • Ab Niche Dikh Rahe Next Button par Click kar De.

 Step#2 YOUR DATA

  • Your data matlb aapke baare me puri jankari Enter karni hai, Name ,Email, Mobile Number, apni information Dalne ke baad Niche Apne Aadhar ki Scan ki gayi Ek photo Upload karna hai.
  • Sab sahi se FILL karne ke baad aapki ek Login id Ban jayegi. Aur Next Option par Click kar Dena hai. Ab last step milega Finish Data ka.

Step#3 FINISH DATA

  • 3rd step me aapko Successful Gift You Chat sim aur Niche PHONE STEP AND BUY A RECHARGE Ka Option milega, phone Step par click kar de.
  • Ab aapke Chat sim me 24 Hours me Network Aane lagega. Network aa Jaane par Apne Mobile Me Chatt sim ko Activate karna hai.
  • Sim Card Network Settings me Koi bhi Network Select kar le.
  • Aur Sim Roming ko Enable kar rakhe Tabhi Work karega, kyuki ye International sim Card hai.

Successfully Sim Activate Hone ke baad Aap Whatsapp, Facebook, Hike and Telegram jaise Chat Massanger app ka use Kar sakte hai.

Share on:

2 thoughts on “Chat Sim Kya hai Buy and Activate Kaise Kare ?”

Leave a Comment