Hi Blogger aaj me aap logo ke liye behtarin post laya hu social share button widget ,jo ki blogger ke blogg ko prmote karne ka simple aur, bahut hi achcha tarika hai. jiski madat se ham apne blog ko jald hi achhe rank me la sakte hai.
Also like..
- Seo kya hai,blogging ke liye kyu jaruri hai,search engine optimize ki puri jankari
- YouTube se paisa kaise kamaye Hindi me jane ( full guide)
Aap to jante hi honge ki whatsapp social ka sabse jada use karne wala social app hai. Aaj kal har koi whatsapp ko use karta hai.chaliye main sidhe topic per chalta hu.
Addthis social share button blog me kaise lagaye ?
Blogger ke Liye Addthis Share Button Use karna Bahut Usefull hai. Kyuki isme Aapko All Type Whatsapp, Facebook, jaise Sabhi Share Button Aapko Mil jaate hai. Addthis Ek Responsible Share Button add karne ki Website hai. Jisko Add karna bahut hi simplSand easy hai. Add karne ke liye Niche Diye gaye Steps Ko Follow karen.
Step.1 Addthis Share Button Blog Post me Use karne ke Liye pahle aapko Addthis ki Website parpjakar Ek Account banana hoga.
Step.2 Jisme aapko apna email And new Password Enter karke LetsGo par Click karna hai jisse aapka Account Ban jata hai.
Step.3 Addthis me aapko Bahut se Feture milte hai jisme kuch Paid Feture bhi hai. 3Free Type ke Share Button hai. Jo aap apne blog me aashani Se Use kar sakte hai.
Type 1 Inline Me Social share Button lagaye ?
Step 1-
Sabse pahle aap addthis.com per jaye.singup karke naya acount banaye.
Step 2-
Login karne ke baad add tool pe jakar share tool ko select kare ,Ab usme share button ko select kar ke save kar de.
Step 3-
Step 4-
Yaha paste kare…..
Type.2 Post Sidebare Me Social Share Button Lagaye ?
- Endoscopy Technic क्या है, Endoscopy Test कैसे और क्यों किया जाता है ?
very nice tips..thanks
ek account se 2 website me alag alag share button kaise lagaye
Dono Website Ko add karna hai aur alag apag Share Button Code Theme me add karna hai.
This post help me a lot …Dil se se aapka bahut bahut dhanyabad ….
Dil se thanks Mr.Sonjoy Lama apna Feedback Dene ke liye ?