WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Do-Follow Backlink Kaise Banaye ?

Hello Blogger Aaj ke Is Post Me hum aapko Batayenge Do-Follow Backlink Kya hai, Do Follow Backlink Blog ke liye Kyu Jaruri hai Do-Follow Backlink Kaise Banate hai, Old Blogger jo hai Unhe Backlink Ke baare me pata hoga, But New Blogger Ko abhi Backlink Kya Hota hai Kaise banaye Nahi pata hoga.

Internet Par Aapko Backlink Banane ke Bahut Se Tarike hai, But Kuch Aise Tarike hai Jo aapke Blog ke liye Hanikarak bhi Hi sakte hai, Kuch Social Site Jaise Facebook, Yahan Hum Baat karne Waale hai Do-follow Backlink Ke Baare me, Jo aapke Blog Ke Liye Bahut Faydemand ho sakti hai.

  • Read– भारतीय रेल इतिहास- भारत में पहली रेलगाड़ी और रेल में बैठने वाला पहला व्यक्ति कौन है ?

Do-follow Backlink Kya hai ?

Agar aap ek Blogger hai To aapko Bahut achche Se pata hoga Hamre Blog ki Rank Ko Increase karne ke Liye Do Follow Backlink Kitna Jaruri hai,

Backlink ka Matlb hota hai Kisi Blog Ya Website Me Apne Blog ka Link Add karna, Agar aapke Blog ya Website Ka Link Kisi Other Blog ya Website Me Submit ho jaati hai To Ushe Backlink Kahte hai, Backlink Do-follow and No-follow 2 Type ke hoti hai, Agar, Agar aapko Kisi Website Se Do-follow Backlink Milta hai to Aapke Blog Ke liye Jada Achcha Rahta hai, Kyuki Do follow Backlink ko Google Jada Importance Deta hai Jiske karna Aapke Blog ki Rank Badti hai.

Do-follow Backlink Kyu Jaruri hai ?

Do Follow Backlink Ishliye Jaruri hai Kyuki Isse Aapke Blog Ya Website Ki Rank Increase hoti hai, Aur jab Aapke Blog Ki Rank Increase hogi to aapka Blog Bhi Increase hoga.

Aagar aap Janna Chahte hai Backlink Blog ke liye Kyu Jaruri hai, To hum aapko bata De Google Ush Blog jo Jada Importance Deta hai jo Ki Kisi Site Backlink Aata hai Kyuki Aisa hota ki Agar Koi aapke Blog ki Link Ko apne Blog me Add karta hai to Log Waha Se aakar aapke Blog par Visit karte hai, Iska Matlb Ye hota hai Ki aapka Blog Bahut Populer hai aur Ushme Bahut Helpfull Information hai ishliye Aapko Other Site Ya blog Se Backlink Mil raha hai.

Do-follow Backlink Kaise Banaye ?

Agar aap Apne Blog ke Liye Do-follow Backlink Create karna Chahte hai to Uske liye Bahut Se Tarike hai But Kuch Aise Simple Tarike Jo Main aapko Is Jankari me Share karne Wala hu.

Comment karke Backlink banaye.

Backlink Banane ka Sabse Aashan Aur Simple Tarika hai Comment karke Backlink Create karna, Jo Sabse Jasa Use Hone wala Tarika hai, Generally Aapko Comment me Jadatar No-Follow Backlink hi Milta hai, But No-folllow Backlink bhi aapke Blog ke Liye Jaruri hota hai.

Comment Se Backlink banane Ke liye Aapko Other Blog Ya Website me Comment karna hai, Comment me Apne Blog ka Link Add karna hai Aur Submit kar dena hai, But Comment aapki Is Tarah ho Jo Approve Kiya ja Sake, But Kuch Aise Website hai Jisme aapko No-Follow Backlink dete hai.

Gust Post Se Backlink Banaye.

Gust posting Backlink Banane ka Sabse Strong Tarika hai, agar aap Bahut kam Samay Me Apne Blog Ko Succesfully banana Chahate hai To aap Other Blog Par Gust post Karen Jisse Aapke Blog ke Liye Ek SEO Strong Backlink milega Jisse Google Aapke Blog Ko Rank Krata hai Search Me Improve karta hai.

Aajkal Gust Posting Backlink Ek Populer Tarika hai, gust post Se Backlink Banane ka Matlb hai Populer Blog ya Website par Gust Post (Article ) Submit Karna, Apne Blog ko Dusre Blog par Promoting karna Jiske Liye aapko Post likhkar Dusre blog me Submit karna hai.

Agar aap HindiHelp4u Se Do-follow Backlink paana Chahte hai To Is Jankari Ko Dhyan Se Pade, Gust Post Kya hai ?

Exchange Backlink Blog to blog.

Agar aap Ek Blogger hai To kisi Other blog Se Backlink Exchange kar sakte hai, Matlb Aapko ek Dusre Blogger Se Contact karke Backlink Exchange karna, Ek Dusre ke Blog Post Blog ka Link Post Jaise Read More Ya Related Post Article Add karna hai.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

6 thoughts on “Do-Follow Backlink Kaise Banaye ?”

  1. very informative post
    aapke post ko read karne ke baad mujhe ek idea aaya hai kyu na yaha jitne bhi blogger hai sab ko e dusre se connect rahna chahiye jisse ki blog ko graw karne me kaafi madad milnegi hum sab ko ek dusre ke blog se back links creat karna chaiye jisse ki hmare blog ki trafic bhi increase hogi. agr aap meri baat se sahamat hai to reply kare thank you.

    Reply

Leave a Comment