Home » Uncategorized » Godaddy Domain Ko Hostgator Par Transfer kare?

Godaddy Domain Ko Hostgator Par Transfer kare?

Godaddy Domain Hostgator Hostgator par Point kare- Hello Friends Blogging Ki Dunia Me Aapka Swagat hai, Yadi aap Apne Godaddy Par Domain Purchase kiya hai, aur aap Ushe Hostgator par Transfer karna chahte hai, to Koi Problem Nahi aaj main aapko Godaddy Domain Hostgator Par Domain Point Out karne ki Puri Process Aapko Bataunga.

Hosting Provide karne Wali bahut Company hai, but Sabhi Company Utna achha Hosting Provide nahi kar pati hai, Bloging me Kahi na kahi Problem Hota hi rahta hai, aur sahi bhi hai, jab Problem aati tabhi Hame Uske Fix karne ka Idea Milta hai, agar aap ek New Blogger hai, abhi Aapko Blogging me Kuch bhi Knowledge nahi to, agar aap ye Soch rahe Hai ki Main Kar nahi paunga to aap Ye Bilkul wrong Soch Rahe hai, Kyuki Blogging ki Dunia Itni badi hai, ki aap Jitna Bhi Iske baare me Lern Karenge Utna Hi Aage Badte Rahenge aur Kamyabi Ko hasil Karte Rahenge.

Godaddy Domain Hostgator Par Transfer karne ki Jankari ?

Jaisa ki aapko Pata hoga Domain and Hosting Dene waali Bahut Di Company hai, jisme Kuch aise Company hai, jo aapko Free try karne ke liye Bhi Deti hai, but Jo famous Hai, Jaise Hostgator, bluehost, Godaddy ye sab Bharosemand Companiya hai. Jinhone Apne Bharose Par Sabse Jada Customer Bana Liye hai. Aaiye Thoda Godaddy and Hostgator Ke Bare me jan Lete hai.

Hostgator Hosting ke baare me ?

Doston Hostgator India ki Top Hosting me se Ek hai, jo apne Customer ko Achhi Speed ke Sath Hosting Provide Karta hai,aur Achha Customer Support bhi Milta hai. Jisme aapko Cloud Hosting, Linex Shared hosting, windows shared Hosting, Linex Reseller Hosting and Windows Reseller Hosting mil jati hai.

Godaddy Hosting ke Baare me ?

Godaddy India me Chepest Price me Hosting Ke liye Famous hai, isme aapko Easy Way saste me aapko Hosting Mil jati hai, isme bhi Hostgator ki tarah sabhi Hosting aapko mi jayengi, aur Dedicated Server and vps hosting bhi hai.

Doston Starting Me Main Pahle Sabhi Company par Price Check kiya Karta tha Mujhe Sabse Saste me Domain And Hosting Provide karne Wali Company Godaddy hi Mili, Isaliye Maine Apna Blog Godaddy par Sabse Pahle Host kiya. but agar aap bhi Starting kam Paise me karna chahate hai, to Godaddy Par Domain And Hosting Le sakte hai.

Godaddy Domain Hostgator par Domain Transfer kaise Kare ?

Yadi aapne Godaddy par Hosting Nahi Liya hai, aur Godaddy se New Domain Kharidna Chahte hai to aapko Ye Niche Wali post padni chahiye, jisme Godaddy domain Buy karne ka Step bataya gya hai.

Read:Godaddy Se New Domain buy karne ka Process ?

Step.1 Sabse Pahle aapko Apna Godaddy Account  me Username and Password dalkar Login kar lena hai.

Godaddy Login

Step.2– Login karne ke Baad ab My Products Option manage Domain par jana hoga.jisme aapko jo Domain Godaddy par aapne purchase kar rakha hai ya jo domain aapko Hostgator par Pointout karna hai.

Step.3- Ab Aapko Domain Name Ke Saame DNS ka Option milega, DNS per Click karen. Jaisa ki aap Image me Dekh sakte hai.

Step.4– Ab ek Nameservers Name se Option Milega, yahi par aapko Thoda dhyan dena hai. Nameservers me hi aapko Hostgator ke Name Server ko add karna hai.

Step.5- Yaha aapko Ek Change ka Option Mil raha hoga, Uspar Click karen Jo pahle hoga wo Default Par hoga, aapko Custom Par Click karke Add Nameservers par click kar dena hai.ab Yaha yese rahne de.

Step.6- Ab aapko Apna Hostgator Account ko Login kar lena hai. Login karne ke baad aapko Managed Order par click karen.

Hostgator Login

Step.7- Managed Order par Aapko kayi option mil rahe honge. Jisme aapko List/search order par Click karna hai.

Step.8- Ab New page me aapko Hostgator par Purchase Kiya hua Domain Show ho raha hoga, Just aapko Domain par Click karna hai.

Step.-9 Domain par click karte hi, aapko Domain ka details milega, jisme ek Nameservers ka bhi option hoga, usper Click karen

Step.10– Nameservers me aapko 2 code prpt hoga, jo Hostgator Domain ka nameservers hai. Ab yaha se Pahle Uperwala Nameservers Copy karke Godaddy ke uper wale Blank Me Paste karna hai. Jiske liye aapko Godaddy par phir se jana hai.

Step.11- Aur aise hi Niche wala Nameservers ko copy karke Godaddy ke Custom nameservers list me paste karke OK kar dena hai.

Bas aapne Successful Apne Godaddy Domain Hostgator par Transfer kar liya hai. Yadi aapko Hamri Tutorial pasand aayi ho to apna Feedback jarur de aur isse Related kuch puchna ho to Comments karke jaru bataye.

Share on: