WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Mobile Internet Data Saving Datally App क्या है Features और कैसे इस्तेमाल करें ?

Google internet data saving Datally app– Duniya ki sabse badi Company Google Ne Smartphone user ke liye New app Launch kiya hai, jiska Name hai Datally app, jo aap ki mobile data ko save hi nahi Aapke data ko control bhi Karega.  Indian internet ke liye Khaskar Banaya gya hai, Kyuki Indian logo ki Shikayat jada aa rahi thi ki unka Data jaldi khatam ho jata hai.

Yadi aapko bhi Aisa lagta hai, ku aapke Internet data use na karne per bhi bahut jald gmhi Khatm ho hai,to Google ki ye app aapke liye bahut hi achha Hoga, kyuki ye aapki data ko chori hone se bachayeg, aur Internet data ko Control karega.

Google Internet Data Saving Datally App kya hai ?

Google internet data saving Datally app, Specialy data control karne ke liye Develop kiya gya hai, jisse Mobile internet data Ko save karega, mobile user me kuch Application Aise hote hai jo Closed karne per bhi, Background me Chalte rahte hai. Jissme Internet data bho Spend hota rahta hai.

Google internet data saving Datally App ke Feture kya hai ?

Waise tho Google internet data saving Datally data bachane ke liye bahut achi app hai aur ye app kaafi ache features ke sath aati hai.

1.Data Bubble :Iske jariye aap kisi bhi app ka data usage ko block kar sakte hai. Isme do parts hote hai front & back. Inki madad se aap real time data usages dekh sakte hai. Aur agar app jyada data use karti hue dekhe tho aap uska data usage block kar sakte hai.

2.Data Saver :Iske jariye aap 30% tak data bacha sakte hai. Aap har app par data ke usage ki limit laga sakte hai.

Eg: Agar aap kisi app par data usage ki limit rakhna chahate hai aur chahate hai ki wo app us tay ki gayi limit se jyada data use na kare tho aap Data Saver ka use karke data limit us app par laga sakte hai. Aur wo app us limit se jyada data use nahi kar payegi. Aur aap apni pasand ki apps ko use kar sakte hai.

3.Data Usage Metrics :Iske jariye aap apni dwara kiye gaye data usage ki poori jankari paa sakte hai. Jaise ki aapne data kaha, kis app me kitna istamal kiya hai. Data usage ki history aur har app kitna data use kiya gaya hai jaan sakte hai.

4.Wi-Fi Finder :Google internet data saving Datally app ka ek sabse anokha feature hai Wi-Fi Finder. Wi-Fi Finder ka use karke aap apne aas-pas moujood free Wi-Fi network ki jankari paa sakte hai. Wi-Fi network se aap kitna door hai aur Wi-Fi network se judne se pehle dusre Google Datally user ne kitni rating di hai wo jan sakte hai. Jitni jyada rating hogi network utna hi acha hoga. Aap khud bhi kisi Wi-Fi network ko use karne ke baad us network ko rating de sakte hai.

Google Datally dene ke liye sirf itne hi features nahi hai. Iske alawa app me kayi aur naye features judne wale hai.

  • Karwa Chauth 2019 | करवा चौथ उपाय 2019

Google Datally App Kam kaise karta hai ?

Jab ham koi app use karte hai tab background me bahut saari apps chalti rehti hai. Jiske baare me user ko koi khabar nahi hoti hai aur unke data packs se data katam hote rehta hai. Isi tarah ke muskil ko hal karne ke liye Google Datally kaam aata hai.

Iski madad se background me chal rahe saare unnecessary apps ko band kar deta hai. Jisse hamhara Data Save hota hai. Iske sath ye app data usages ki jankari bhi deta hai. Jisase ki hamhe pata chal sake ki konsa app kitna data use kiya hai.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

Leave a Comment