Home » Uncategorized » Ok Google kya hai, Mobile phone Setup kaise kare ?

Ok Google kya hai, Mobile phone Setup kaise kare ?

Ok Google kya hai, apne mobile phone me ok gogle use kaise kare. Personal Assistant kya hai. Yadi aapko apne mobile ko ek voice personal assistant ki tarah use karna hai to aapko hamari puri post ko dhyan se padna hoga. Jisme aapko puri setup batayi jayegi.

Yadi aapka Mobile Smartphone Aapke Bolne Par Work Kare To Kitna Achcha hoga, But Aisa Ho sakta hai, aapka Mobile Aapke Voice Commond Se Work karega, Yadi aapko Abhi Ok Google Ke baare me Pata Nahi hai to Koi Baat nahi aaj ham aapko Ok Google Ke baare me Batayenge Jo Aapke Esharo par Kaam Karega.

Ye Only Google Me Hi nahi Bali Windows Phone Aur Apple Phone me Bhi Ek Voice Command Personal Assistant Develop Kiya Gya hai, Apple me Shri Jo Kafi Advanced hai, Windows phone me Microsoft ka Cortona Jiske baare Hum aapko Pahle hi Bata Chuke hai, Ab Baat aati hai Google ki Jisme Aapko Sabhi Android Phone Me Google ne Apna Voice Assistant Ok Google Feture De Diya hai, bas aapko Apne Mobile me Uska Setup karna hoga.

Ok Google kya hai, Phone me Setup kaise kare?

Kya aap chahte hai, apne phone ko ek voice personal assistant ki tarah use karna, jisme aapko apne phone ko jayda touch karne ki jarurat nahi hogi, bas voice command se aapka phone work karega, but iske liye aapko apne smartphone me puri tarah se setup karna hoga.

Ok Google kya hai ?

Ok Google assistant, Google ke dwra Developer kiya gya hai. Jisme aapko bas voice command ( Bolne se hi) work karega. Ok Google assistant hindi language me aane me abhi time lagega, but aap abhi English abhi use kar sakte hai.

Ok Google setup kaise kare ?

Step.1

First yadi aapke smartphone me Google app nahi hai to download karke install kar le agar hai to latest version update kar le.

Download Ok Google
Step.2

Ab aapko Google app open karna hai, aur left side me 3 line dot per tap karen.

Step.3

Ab Settings ka option hoga usper click kare, jisme aapko voice ka option milega , us per click kare.

Step.4

Isme aapko language and ‘Ok Google’ detection ka language me aapko English (US) select kar le.

Step.5

Aur Ok Google detection per click kare. Jisme aapko Ok Google kayi baar bolkar apne voice ko set karna hoga. Jisse Google aapke voice ko pahchan sake.

Step.6

Voice recognition ko turn on kar dena hai,

Say “Ok Google” Any time feture ko bhi on kar dena hai. Jisse aap kabhi bhi ok Google bolne par voice command de sakte hai.Trusted voice ko bhi on kar dena hai.

Ok Google voice commands-

Ok Google voice command seekhne ke liye What can you Do ? Per click karen jisme apko Google ke voice commands diye gaye hai, try kar sakte hai.

Share on:

2 thoughts on “Ok Google kya hai, Mobile phone Setup kaise kare ?”

Leave a Comment