Google me Sitemap Submit karne Ki jankari– Yadi aap Ek Blogger Banna Chahte hai to aapko Apna Blog ka 1bar Pura Setup karna hota hai, Jaise Hi aap Website ya Blog bana lete hai to Aapko Ushe Webmaster Search Console Google me sitemap Submit karna hota hai, Ye bilkul Google ki Free Service hai, jisme aap apne blog je sabhi Post Submit karke Ushe Google Search Me La sakte hai.
Yadi aapne Blog Bana Liye hai aur Ushe Google Search me Rank karna Chahte hai, To aapko Website ya Blog ko Google ke Search me Submit karna hoga, Google Search ki Langume hi jiska Name hai, Site map To aapko Apne Website ya blog Ke liye Ek Sitemap Generate karna hai. Aur ushe Google Search Console me Submit karma hai.
Google Search Console Kya hai Blog sitmap Submit Kaise Karen ?
Agar aapne abhi tak apne Blog URl ko Google Webmaster Tool ke Search Console Me Submit jarur kar le Kyuki Agar Aapne Apne blog Ko Search Console me Submit nahi kiya to wo Search me Nahi aayega.
Google Search Console kya hai ?
Google Search Console Google Ki Service hai jise Google Webmaster Tool bhi kaha jata hai, Ye Isliye Hota hai ki Aap Jo Website ya blog Create kar lete hai, ushe Google me Submit karen Aur Google ushe Crewl karke Search me Pahuchata hai aur Jise Log jab bhi Search Engine me Post keyword Search karte hai To Google ishe Dikhata hai.
(A.) Create a Sitemap
Yadi aapne abhi tak Sitemap Nahi banaya hai To Blog ya Website ke liye Sitemap Bana chahte hai to Aapke liye pahle hi Post me Sitemap Generate karna bata Chuke hai. Ushe Read karke Sabse Pahle Sitemap Generate kar lena hai. Uske baad Google Search Console me Submit karna hai.
(2.) Webmaster Search Console Google me Sitemap Submit Tutorial ?
Sitemap Bana Lene ke baad ab Ushe Google Me Submit karna hai.uske liye Niche diye gaye Steps Follow karen.
Step.1 Sabse Pahle aapko Google Search Console me jana hai.jo ki Google ki Free Service hai. Jisme aap apne Blog ko Search ke liye Pura Control bhi kar sakte hai.
Go to Google Search Console
Step.2 Ab aapke saame Google Search Console Open Ho jata hai. Jaisa ki aap Image me dekh sakte hai, Jaisa ki mere pass 2 Website haihGoogle Webmaster Tool me Add hai, Main apne Dusre Blog me Sitemap Add karna hai, To just ush Blog par Click karena hai, jisme sitemap add karna hai.
Jis Bhi Blog me Add karna hai, uspar Click karna hoga. Jisse Us Blog ka Pura Search Console Dashboard Open ho jayega.
Step.3 Ab ye aapke Blog ya Website ka Search Console Dashboard Open ho jata hai. Jisme aapko Aapke site ka Pura Webmaster tool diya hai.
- Crwl Section par Click kare Jiske baad Sitemap ka option mil jata hai.
- Sitemap option par Click Karne par aapko Sitemap ka Pura Section open hoga.
- Ap aap Upar Right side me Sitemalike Option par Click karna hai. Juspar click karke aap apna Sitemap add kar sakte hai.
Step.4 Add/Test Sitemap par Click karma hai jiske baad Sitemap Add karne ka Section aa jata hai
- Sitemap me sitemap.xml type karke Add karna hai.
- Ab Niche Diye submit Button par click kar dena hai.
Step.5 Sitemap Submit karne ke baad ek bar page ko Refresh kar de jiske baad aapka Add kiya gya Sitemap Kuch is Tarah Dikhayi Dega.
- Sitemap add hone se Turant Post Submit nahi hota Isme kuch time lagta hai, Jisse Ye abhi Pending Show hoga.
- 2nd Point me aapke blog ki post hai, jisse Sitemap ke dwra Crewl Kiya gya hai.
- Yaha jab aapka post Google Search Console me Submit hone lagega, Red color me show hoga.
Doston Aapne apne Blog ka Sitemap Google Search Console me Submit kar liya hai, jisse Kuch Time (1 hour) me aapka Post Dheere dheere Google search me Submit hone lagega.
Final word- Agar aapko hamari di Gayi jankari Se aapne Sitemap Submit kar liye hai to aapko Koi Problom nahi hogi, agar aapko sitemap ke Baare me kuch bhi Puchna ho to Comment karke Puch sakte hai.