WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Google plus Account Delete Kaise Karte hai?

Google plus Account Delete- Google+ Google ki service hai, Google+ Account Without Gmail Account ke Nahi Create Hoti hai, yadi aapko Google plus account Create karna hai to pahle Google mail Id (Gmail) banana hota hai, But aaj main aapko Is post me Google plus account Delete karne ke bare me bataunga, wo bhi bina Gmail Account Delete kiye,

how to delete Google plus account delete kare 1
how to delete Google plus account delete kare

Yadi aap Chahte hai, Google plus account Delete karne ke bare me Without Delete Your Gmail Account, To aapko Niche diye gaye steps ko Follow karna hoga, aapne Internet per Bahut se Steps Dekhe honge Jisme Google plus account Delete karne ke liye aapko apne Gmail Id Delete karni padti hai.

Also Read-Free android app kaise banaye , create a free apps (full guide)

Google plus account Delete Karen Without Gmail Delete Kiye ?

Google plus account Delete Se Kya kya Loss hoga

Google plus account Delete karne Se pahle main aapko bata doon kya kya aapke Google account Se aap kuch Chije Delete ho jayenge.

  • All Circles you have created
  • All +1 you have made/done
  • All published posts, comments and collections
  • All chat content in Hangouts, Google Talk, and Gmail

Ek baat aur Agar aap Apne GMail Account se Google plus account Ko delete kar dete hai, to aap Kisi bhi Website Se Google+ Share button ka use nahi kar payenge.

Delete Google+ Account Without Deleting Google Id ?

To Chaliye Start karte hai, Google plus account Delete karne ke steps.

  • Sabse pahle aapko Apne Google+ Account Open karna hai. Aur Settings option per Click karna hai,
  • Direct Settings page per jane ke liye yaha Click kare.
  • Settings per Click karne ke baad Ab Scroll Down Karke Niche Jana hai, niche aapko Delete Your Google plus profile ka Option Mil jayega.
how to delete Google plus account delete 1
how to delete Google plus account delete
  • Delete Your Google plus Profile per Click karne per, ab ek bar aapse Gmail Ka password karna hoga. Aur Delete button par click kar dena hai.
  • Ab aapne Google+ Delete karne ka Reason Puch jayega. Aap kuch bhi Reason Select karke Delete par Click kar dena hai.
how to delete Google plus account delete setting 1
how to delete Google plus account delete setting

Thats all Ab aapne Successful Google plus Account Delete kar liya hai, yadi aap Phir Se apne Google plus Profile Recover karna chahte hai to plus button par click karke Recovery kar sakte hai.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

2 thoughts on “Google plus Account Delete Kaise Karte hai?”

Leave a Comment