WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Home » टेक्नोलॉजी » Jio 4G Sim Barcode कैसे बनाये ?

Jio 4G Sim Barcode कैसे बनाये ?

Hi dosto swagat hai aaj ke hamare is blog me Ham apko daily nayi nayi jankari update karte rahte hai. Jio sim Barcode nikal kar jio sim kaise kharide.Jaisa ki aap log jante hai.Ki Reliance jio 4G me Welcome offee chal raha hai.Jisme FREe Data,Sms Voice call ka offer hai.Jiski wajah se jio 4G ko sab log apne smartphone me use karna chahte hai.

jio sim barcode
jiobarcode

Jio 4G sim use karne ke liye Sabse pahle hame barcode ko banakar nikalna padta hai.Bahut se log barcode ko nikal nahi pate . Aaj is post me step by step barcode nikalna jan jayenge.

Jio Sim barcode Kaise banaye.

Step 1-

Sabse pahle aap jio sim ka app MyJIO APP ka latest version download kare.Aur instal kar le

Step2-

Install karne ke bad app ko open kare, aur apne राज्य aur शहर का नाम डाले iske baad apna name aur mobile number dale..

Aur GENERATE OTP per select kare.

Step 3-

Generate otp karne par aapke nuber per otp code ka massage aayega, Apne otp ka istemal kar ke Apne Number ko verify kare,

Step 4-

Jaise hi aap ka number verify hoga..aapka barcode aa jayega. Phir uska screen shot le le,

Step 5-

Ab aap apne pas ke Reliance jio store per jaye. Barcode dikha kar aur document dekar,Jio 4G sim ki le le.

Step 5-

Jio 4G apne phone lagaye aur jab activate hoga. My jio aap ko khole ,Khole par Welcome offer ka massage aayega. Uske baad jio ke baki aur bhi aaps ko install kar ke submit kare. Ab aapka jio sim chalne lagega .

For you-

Yadi aapko mera post pasand aaya ho to comment jarur kare . Facbook per judne ke liye join kare Hindihelp4u

Naye post ko email per pane ke liye niche email dalkar subscribe lare. Hamara naya post aapke email par automatic pahuch jayega ……Dhanywad……

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Share on:

Leave a Comment