Hell Mi Mobile user Aaj ham Redmi Mobile Forget Screen mi mobile lock Unlock kaise karen. Yadi aap Redmi ka phone use kar Rahe hai to, Aapko ye janna bahut jaruri hai, agar Kabhi bhi aapka Mi Mobile lock Screen password bhul jate hai, To ushe easily Kaise Unlock Karen. Bas aapko hamari ye Article ko pura padna hoga, Aur diye gaye steps ko follow karna hoga.
Redmi Mi Mobile China ki Company hai, India me Apne Product Kam Budget me jada Feture dekar Apna Ek Best Mobile company Hai, Jise aajkal log bahut Hi jada Choose kar rahe hai. Redmi Note 4, Mi A1 Redmi 4, Aur bhi Kuch Smartphones Hai Xiaomi model jo Top Mobile Main aa chuke hai. Jisne Mi Company Best Smartphone selling Company me Aa gayi.To aaj Ham Xiaomi Mi Mobile Forget password Lock Unlock karen.
Forget Xiaomi Redmi Mi Mobile lock unlock karen ?
Yadi Aapka bhi Koi Xiaomi Redmi Mobile hai Jo Lock Ho gya hai aur aap uska Password Bhul gaye hai. To Niche Diye gaye Tutorial ko dhyan se pade aur Apna Mi Mobile Unlock Kar Sakte hai.
Method.-1
Without Data Loss Xiaomi Mi mobile lock Unlock (Mail Method)-
Agar aap chahte hai Aapka Phone lock bhi khul jaye Bina data loss huye, Agar aape lock mobile Main Kuch Important Personal Documents, Pictures, etc hai to Aapko ishi Method Se apne Lock Mobile ko Kholna hai.
1.-First aapko Lock Phone ko 5 Times wrong Password Enter karna hai, 5 bar galat password dalne per, Niche Forget Password ka option milega.
2.-Ab Forget Password per Click karen, ab Back aur Next ka Option milega, Jisme aapko Next per click karna hai.
3.-Ab aapke Mobile main Use kar Rahe Xiaomi Mi Account ya phir Google account Select karke password Dalkar Singin karna hai.
4.-Aur ab New Password/Pin/Pattern Generate karna hai. Aur ok kardena hai.
That’s Ok Ab new Password se Mobile unlock kar sakte hai.
Method.-2
2.-Xiaomi Mi mobile lock Unlock Factory Reset Method-
1.-Is Step Ko Factory Reset Step hai, Jisske dwra Apne mobile Ko Totally Reset kar Sakte hai, aur Aapka password Break hokar Lock khul jayega.
2.-First aapko Apne phone ko Puri tarah se Switch off kar dena hai.
3.-Ab Volume Down Button Ke Sath Sath Power Button ko 5 Se 10 Secend tak Hold Rakhe.
4.-Ab Bootloader mode Option Milega, Jisme Bahut Se option milega. Aapko Bahut Savdhani se Volume Down Button aur Volume Up Button Se Scroll kar sakte hai. aur Power Button se Enter kar sakte hai.
5.-Ab aapko Choose Wipe Data/factory Reset Option per Scroll karke Power Button se Enter ok kar dena hai.
6.-Aapko Factory Reset karne ke liye Ek aur permission Lega. Volume Down Se Yes Karke Power key Se Yes kar dena hai.
7.-Ab System Confirm Reboot Hoga, jisse aapka Phone Puri Tarah se Reboot hoaga, Thoda sa wait karna hai.
That’s Ok
Method -3
3.Unlock Xiaomi Mi moble lock by Google Device Manage Method
Is method Se Locked Smartphone mobile ko Bahut Hi aashani Se Unlocked kar sakte hai. Requirements-But Iske liye aapke Mobile main Google account active Hona chahiye.
Iske liye aapko yadi Mobile use kar rahe hai to Android Device manager App Google play store se Download kar sakte hai. Nahi to Browser ka use karke bhi Kar sakte hai.
1.-Browser ke new page main Google Device Manager Search karna hai.jisme GDM ka Official page open karna hai.
2.-Ab jo Lock mobile main Active Google account hai, Wahi Account Google Device manager main Login karna hai.
3.-Jisme aapko Kayi Option milega, Find my phone- Ring, lock , Erase ka option milega.
4.-Isme aapko Erase option Select karna hai.Aur Apne phone ko Puri tarah Se Online Erase karna hai.
That’s Ok..
Final words– Thanks for Read, Agar aapko Hamari Di gayi jankari pasand Aayi hai to Comment karke Feedback jarur De, aur yese bhi Update Apne email per Pane ke liye. Blog Ko Email Se subscribe kar le Taki hamari New post aapke Email per Update milta Twitter aur Facebook page per bhi Hindihelp4u se Connect ho sakte hai.
Mai apne p.h ka pattern bhul gya ye shirf erase ka option btata. Kuch btao ki pattern khul jaye a
ur data delete na ho
Use Mi Account
Mere mubil me mi account pasword lag gaya jo mujhe yaad ni he k kiya pasword he mi account ka to ab usko kese on kare
Mere mobile ka mice voluam dhire dhire kam ho jati hai.jisase phone karne wale ko awaj sunane me paresani hoti hai .
Mera redmi note 3 ka pattern lock nhi khul rha hai kya kru fastfoot mod aa rha h
Agar aap Lock bhul gaye hai to Usko Hard Reset kar de uske liye is jankari ko padeLock Khole bina Password ke
Mera Mi ka mobile company mese lock kiya gaya hai to use Kaise unlock kiya jaye
Mi ka Kon sa phone hai aapka Details me bataye
Sir mare mi note 5 Ka mobile ka on off Ka battan kame nahi kare Raha hai ji kya kare koi settings me to problem to nahi hai
Hi Sandeep Ye Koi Setting Problom Nahi Ho sakti Ye Hardware Problom hogi, aap Care par Sampark karke Sahi Karwa le.
Mera mi a1 ka gallery privacy ka password bhul gya hu. security question set kiya tha , uska ans bhi wrong aa rha h kaise khulega privacy lock ? Only gallery ki privacy lock h baki koi problem nhi h.
Phone Ka All Backup Create karke Reset Kar dijiye Sahi Ho jayega
mera ph factry rest ni ho rha
Kon sa phone hai aapla aur Factory Reset karne me Error kya aa raha
Yaar redmi a1 nhi ho rha h factory data reset
Volume+ key and Power key 10 tak dabaye uske baad Language English select karen Than Wipe all data bas
agar hard resat kare to data delet ho jayega dusri trik bataye
Google Device manager ka use karke try karen.
mere redmi me mi account google account nahi aa raha
Agar Google Account se nahi khul raha hai to Hard Reset Kar Dijiye.
Mera redmi note 4 hai 5 times wrong password dale lekin forget password ka option ni aa raha hai..
Agar main factry reset marta hun toh mera pura phone erase ho jaega..
Dusra option bataye
Mr.Vishal Redmi note 4 me maine Try Kiya hai forget ka Option aa jata hai, agar nahi ho pa raha to aap Findmyphone Se bhi kar sakte hai.
thanks for thiainformation
Thanks for Feedback