Welcome back Hindihelp4u Up Scholarship Status Check kaise karte hai, Maine apne pichli post me aapko bataya tha Scholarship ke liye Online APPLY kaiss karen. Jisme aapko Online karne ki Puri janakri details me di gyi hai, yadi aapne Online kar liya hai, to aap Scholarship ka status check karna chahte honge. Bahut logo ne Comments karke pucha ki Scholarship ka status check kaise karen. Ishiliye maine aaplogon ko jayda problem Is post ko likhna pada.
For you-
- 2017 up scholarship online Registration kaise kare puri jankari ?
- Up scholarship online Apply kaise kare (Matric ,Prmatric, post-matric) ?
Up Scholarship Status Check kaise kare ?
Scholarship Status check karne ke liye kya kya Chahiye ?
Up Scholarship Status Check karne ke liye aapke pass Registration Number jarur hona chahiye.
Aur Ush student ka Date of birth bhi pata hona chahiye, jo Scholarship Online me dala hua ho.
Scholarship status check karen ?
Scholarship status check karne ke liye Ek official government Website hai, jisper ham apne Scholarship ke liye Matric, pre-matric, post-matric apply Kar sakte hai, aur Renual bhi kar sakte hai. Aur Apne Scholarship ki status Jankari bhi pata kar sakte hai.
1.-Pahle aapko Scholarship ki official website upscholarship.nic.in per jana hai.
2.-Ab Home page per aapko Right side me Ek menu bar dikhega. Jisper aapko tap karna hai.
3.-Menu bar per aap jaise hi tab karnenge bahut sare option mil jayenge.
4.-Option me aapko Status ka option per Click karna hai, jisme Status check karne ka year bhi diya hoga, jaise aap Image me dekh sakte hai.
5.-Ab aapko Usper click karna hai, click karne per New page open ho jayega, jisme 2 Blank Tab milega.
6.-1st wale tab me Scholarship ka Registration number dale aur 2nd wale tab me Student ka Date of birth dalkar submit kar de.
Yadi aapko Jankari sahi se enter ki hai to Aapke Scholarship ka pura Status show hone lagega.
Final words– Thanks u for reading this article , Scholarship Status Check karne main koi problem ho to comment karke puch sakte hai. Jisme aapki puri tarah se help ki jayegi.
No tags for this post.
Sir mera 2018 ka registration number aur capcha code bhool gaye hai use kaise check kare 12th
sir mera acc sbi aligarh me he or mera admition btc 2018 khair me he kya mujhe bahi acc khulbana padega
Nahi Aap Wahi Account Add kar sakte hai.
Sir mera registration number kho gya hi kese pta chlega B.a3rd year
Sir Registration no. Kho gaya 12th scholarship kaise check kare
Aap Is Toolfree Helpline 18004190001 ya 180030100001 Number Call Karke Iski Jankari Prpt kar Sakte hai.
2018 ka scholarship kese check karoo
Pahle aapko Apna Registration Number and DOB dalkar Login kar lena hai, uske baad Scholarship Status Check Kar sakte hai.
mujhe apna 10th to mba tak ka scholarship status chek krna h or registration no. kho gaya h plz help me
Aapko Yaha se Check karna Chahiye
Scholarship Status Check
2017 ka statues kaise dekhe.
Status Option में 2016/17 का ही Scholarship Status Check करने को दिया गया है
Sir me polytechnic 1st year ka student hoo aur sir meri scholarship abhi tak nhi ayi sir mane apna scholarship status check kiya hai to wo pending show kar rha hai sir iske bare me kuch batoo