Telegram Kya Hai, Telegram Massanger ki Puri Jankari ?

Telegram Massanger -Hello Friends Welcome To Hindihelp4u Aaj ham Telegram Massanger app ke bare me janenge aur Telegram me Multiply Account Create kaise karte hai, uske baare me bhi Janenge.

Bahut se Logon ko Ye Confusion hai ki Telegram India ka Massanger Hai, but Yesa nahi hai, Aap Hamri puri post ko dhyan se Pade aapko Iska bhi jawab mil jayega.

Qus. Kya Telegram India Ka App hai ?

Ans.- Bahut Logon Ne Sawal Kiya hai, Kya telegram Massanger India ka Banaya gya hai, To main aapko bata Dun Ye Indian App nahi hai. Telegram Massanger app Kaha ka hai, kisne banaye Iske liye aapko Hamari Puri Post Padni padegi.

Telegram Massanger App kya hai ?

Telegram August 2013 me Release kiy gya Cloud Base instant Social Massaging service hai, ye Ek Russian App hai, jiske Founder Pavel Durov hai, Telegram Ko Launch 2013 me 2 Brother Nikolai and Pavel Durov Ne kiya tha

Telegram Support Language– Telegram Massanger 13 Language ko support karne wala Application hai jisme English, Spanish, German, Dutch, Italian, Arabic, Portuguese, Korean, Russian, Ukrainian, Malay, Indonesian and French hai.

Telegram Massanger Ke Feture Kya kya hai ?

Dostin Telegram me kuch Aise Unquie Feture hai jo aapko Whatsapp Me nahi Mil sakta , Aut Whatsapp ke jo bhi Feture hai vo aapko Tottal Telegram me hai, Jo Telegram Massanger ke Unquie Feture hai vo me aapko Bata de raha hu, aur baaki sab Aapko Whatsapp jaisa hi rahega.

  1. Multiple Account– Agar aap Use Karna chahte hai Telegram ko Kayi Number Se to isme Ye bhi Feture diya Abhi Yesa koi Massanger app nahi hai, jisme aap Multiple Account Create lar sakte hai but Telegram Massanger me 1 se Adhik Account bana kar Use karvsakte hai.
  2. Group Member-Pahli baat to ye hai isme aap, Group me Member Jodne ke liye aapko Apne Contact me Use Member ka Number Save Ho ya na ho, Group ka member ban sakta hai, aur Isme Group member ka Mobile Number bhi Show nahi hoga.
  3. Use- Telegram ko Mobile Or Pc Dono Me use kar sakte hai.
  4. Edit Massange- Edit Any Massanges ya aapka Chat karte time koi Wrong word Send ho gya hai to wapin aap ushe Edit karke Send kar sakte hai.
  5. Chat lock– Agar aap Karte hai, koi Personal chat To aap Telegram Massanger ke dwra Chat ko Lock karke Safe kar sakte hai.
  6. Send Large Media Files– Telegram ke dwra aap Unlimited Size ka data File, Media Share kar sakte hai.
  7. 50000 Group member– yadi Apko Bana hai Ek bada Group to aapko Isme 50000 member Jod sakte ho.
  8. Private Massange ko Encription
  9. Share– Kisi bhi Type ke Documents ko Share kar sakte hai.

Telegram Download Kaise Kare ?

Agar aapko Telegram app Download karna hai to aapko bata de Telegram Android, ios , Windowphone, Windows pc, macos, Linex and Web Browser me bhi Use kar sakte hai. Official Download karne ke liye aap

Mobile app– Mobile Versions ki Baat karen fo Telegram Android phone, Windowphone, iPhone ya iPad ya Firefox Os me Download karke  use kar sakte hai.

Desktop App– Desktop Me bhi Jaise Windows,Mac, Linex Me Easy Download karke Use kar sakte hai. Download karne ke liye Niche Button Par Click karke Download Kar sakte hai.

Web app– web Brows ki Baat kare to aap telegram ko web-version ya Chrome App ke Dwra Browser me Use Kar sakte hai.

DOWNLOAD

Telegram Use Kaise Kare ?

Telegram Massanger ko Use karne ke liye aapko Pahle Account banan Hoga. Chaliye pahle Account bana lete hai.

Step.1- First Aapko Telegram Download Karna hoga aur Download karke Install Kar lena hai.

Step.2- Ab Open kare Ab apna Mobile Number Enter kare aur OTP dwra conferm Kar lena hai,

Step.3- Ab next Aapko Apna Username Enter karke Ok kar dena hai. Bus Account ban gya.ye Step tha Mobile me Telegram Account Banane ka Yadi aapko pC me ya Web Browsers me use karna hai to Uske baare me bhi Jaan lete hai.

Web-Browser me Telegram Use kaise Karte hai ?

Yadi aapke Pass Mobile Nahi hai, ya aapko Apme Browser me Telegram Massanger use karna hai to Bahut EasTarike se Step Follow karke Use kar sakte hai.

Step.1- Sabse pahle aapko Is Niche diye Link par jana hoga.

https://web.telegram.org/

Step.2- Ab Telegram Account Username Login kar lena hai, bus aapka Telegram Web Browser me Ready ho Ho gya Use karen.

Computer Pc me Telegram Use kaise Kare ?

Step.1– Yadi aap Pc me Telegram Software Install karke Use karna chahte hai to Sabse pahle, niche link par jakar Telegram For pC Download karke Install kar lena hai,

Telegram For Windows Pc

Step.2– Install karne ke baad apna Number and Username dalkar Account bana le aur Use karen.

Telegram me Multiple Account Kaise banaye ?

Yes aap Telegram app me 1 se Jada Account Create kar sakte hai,uske liye step follow karen.

Step.1- Sabse pahle Telegram app open kar le.aur Uper left Corner me diye gaye 3 Line (Menu) Par Click karen.

Step.2– Ab Aapko Image me dikhaye anusar 1st Account ke samne Down Menu Icon par click kare, jisse aapko New Account Ka option mil jayega.

Step.3- Ab Add Account par Click kare, jisse aage Mobile number Enter karna hoga, aur OTP ke jariye Varify karna hoga.

Step.4– Varify kar lene ke baad ab Username Enter karke Ok kar de bas aapka Secend Account ban gya hai.

Conclusion– Yadi aapko Hamari jankari Pasand aayi ho to Comment me apna Feedback jarur de, Apne doaton ke pass share karne ke liye niche Button se Share kar sakte hai.

Leave a Comment