Blogger Blogspot Remove karke Godaddy Domain Add – Hello Friends yadi aap Blogger Blogspot Ka Free Domain Use kar rahe the Aur Usme blogspot ko Remove karke Custom Domain Add karna chahte hai to aapko Tention Lene ki Koi Jarurat nahi Bas Hamare diye Gaye Staeps ko Follow karna hai.
Jaisa ki Aapko pata hi hoga Blogger.com Users ko Free Website Banane ki Service De rakhi hai, Aap Blogger par Free Website Create kar sakte hai. But aapko Usme Blogger ka Blogspot Add rahata hai, Jo by default Create hota hai Blogger ki Tarf se. Aur Blogspot Remove Kar sakte hai Jab aap Ek Domain Buy karke Uspar add na kar de.
Domain aap Google ke dwra bhi Buy kar sakte hai, Google apne users ko Blogspot Hatane ke Liye Domain Bhi Dene laga hai, lekin aapko Buy karna hoga.
Yadi aap Godaddy Website se Domain Buy kiye hain To Ye Jankari aapke liye Perfect hai. but Yadi. kahi aur Se kiye hai tab bhi Diye steps ko Follow kar sakte hai.
Blogger Blogspot Remove Godaddy Custom Domain Setup Kaise Karte hai ?
Jaisa ki aapko Pata hai, Domain Lene ke Bahut Se Website Hai Internet par, Domain aap Kahi Se Bhi Book karen Bas aapko Usko Blogger ke Sath Point Karna hota hai.
1.Go To blogger.com
Doston ghabraane ki Jarurat nahi, Ham aapki Pura Full Step Batayenge Bloggrmer Blogspot Me Godaddy Custom Domain Name Add Karne ke baare me. Bas aapko Ye Puri Jankari Dhyan Se Padna Hoga Step By steps.
Step.1 Sabse pahle apne Blogger Blog Ke Dashboard me jaye Jisme aapko Setting Section me Setting Option Par jana hai. jisme aapke Blog Address me Google ka Blogspot Wala Domain Show Ho raha hoga,
Go to blogger
- Sabse pahle aapko Apna Blog Dashboard par aana hai.
- Ab Setting ki Section par click karna hai.
- Iske baad Aap Basic Section par aa jayenge. Jisme aapko Thoda Sa Changing karna hai.
- Ab jise Maine 3 Point Kiya hai Thoda galat ho gya 4th Option hai, +Setup a third party URL For Your Blog uspar Click karen.
Step.2 Ab Jaise hi aap
- +Step To Third party URL for Your Blog par Click karte hai. Jisme aapko Apna Domain Add karan hota hai aur Save par Click karna hai, Domain ko aap www. Lagakar Apne Domain ka Name Likhna hai, Aur Save Button Par Click kar Dena.
- Jaise Hi Save Karenge Aapko Niche Code Show hone lagega. Ist Www ke Niche
- Aur ek ghs.google.com ke niche.
Bas aapko Ishi Dono Code ki Jarurat hai. Ishe kahi Notpad me copy karke Rakh le, Final Step me iski jarurat padegi.
Jaisa ki aap Image me Dekh Sakte hai 2-3 Waale Tab ka Copy karna hai aur Meri Advoice Maane to Ise Notepad Par Copy kar le Sahi rahega, Ab aapko Blogger par Aise rahne de Ab Godaddy, Bigrock jaha se Bhi Domain Book kiye hai Uspar jana hai. Jaise Ham aapko Godaddy ke Example se Baty Rahe hai.
2. Go to your Domain Website
Agar aapne Godaddy Se Donain Name jaise .com, .in, Net, ) Domaun Book kiya hai to Godaddy Website par Jaye. Aur Niche Diye Gaye Steps Follow karen.
Go to Godaddy
Step.1 Isme aapko Pahle Apna Domain Website Account Login karna hai Login karne ke baad ab Aapko My Product Section me jana hai.
Step.2 My product Section me aapko My Domain Me jana hai jisme aapka Domain Show hoga. Jis Bhi Domain ko Blogspot blog me Setup karna hai. Uske DNS Section par Click karna hai.
Step.3 Jaise hi aap DNS par Click karenge To Us domain Pura DNS show Hone lagega. Usko waise Rahne De aapko New DNS Record Add karna hai, Add Option par jana hai.
Step.4 Add record par Click karte hi Aapko New Record Add karna Hai. Jaisa ki aap Image me dekh sajte hai.
- Type – CNAME
- Host- Www
- Point to- ghs.google.com
- TTL- 1 hour
- Save- Ab Save Button par Click karke Save kar de.
Agar aap Image Dekhkar Bhi Steps follow karte hai to aapka Kaam Aur aashan ho jayega.aur aap aashani se Blogspot Remove kar sakte hai.
Step.5 Ab Aapko Add Par Click karke 4 Record Aur Add karna hai. but isne Kuch Alag Karna higa. Type me A Select karna hai. Jisme aapko Host, Point To aur TTL Options Dikhega. Aise aapko 4 bar karna hai 4 Different Point To use karke. niche Dekh sakte ha.
- { Type- A }, {Host- @ }, {Point To- 216.239.32.21 } {TTL- 1Hour }
- {Type- A } { Host- @ }, { Point To- 216.239.34.21 } {TTL- 1Hour }
- {Type- A }, { Host- @ } , { Point To- 216.239.36.21} { TTL- 1Hour }
- { Type- A} , { Host- @} , { Point To- 216.239.38.21 } {TTL- 1Hour}
Point to me bas 2, 4, 6, 8 ka Different hai aap Dekh sakte hai. aise Char Add karke save kar dena hai.Hamne Upar bataya Aise aapko 4 Bar karna hai Point to ke 4 Different Point Address Add karke Imagee dekh sakte hai.
Step.6 Ab Last me Finally 1 Bar Phir se aapko Add Par Click karna hai, Jo hamne Blogger Blogspot Se gaye www ke niche Wala code Host me aur Point To me ghs.google.com ke Niche Wala code Add karna hai.
- Type Me CNAME
- Host Me- blogger www ke Niche Wala Code.
- Point to Me – ghs.google.com ke Niche Wala code.
Add karne ke baad Save Button par Click kar dena hai, Jaisa ki aap Image me Dekh sakte hai.
Ab Aapka Setup Ho gya Ab Sidhe Blogger par jaye Aur Niche Diye gaye Steps Ko Follow karen.
Step.9 Ab Aapka Kam ho gya aapko Phir Se Blogger par jana hai aur Redirect par Check Mark Karke Save Button par Click kar Dena hai.
Jaise Hi Redirect par Check mark Lagakar Save Button par Click karte hai, Save ho jayega aur Image me Dikhaye anusar Show hoga.
Bas aapka Pura kaam Finished Aapne Successfully Blogger Blogspot Remove karke Godaddy ka custom Domain Add Kar Liya hai.
Iske Baad-
Ab aapko Aage Apne Blog ko Pura Setup karna hai, jaise uske liye Niche Diye gaye Kuch Jankari ko Aapko Read karke Unhe Follow karna koga.
- Google Webmaster, Bing Webmaster, me Blog Ko Submit kare.
- Blog ke liye SiteMap Generate karke Webmaster me Submit karen.
Final Word– Jankari Read karne ke Liye Dhanyavad, Kya aapko Hamari Di Gyi janjkari Achhi Lagi Ya is Jankari Se Related aapko Kuch Puchna ho to Comment karke Hame Jarur bataye. Full Help Ki jayegi.
badiya post hai.