Home » Uncategorized » बिना इंटरनेट के Google Map में Location कैसे देखे, Use Googlemap Without internet?

बिना इंटरनेट के Google Map में Location कैसे देखे, Use Googlemap Without internet?

Hello Friends Welcome To HindiHelp4u Google Map aapko Pata hi hoga Smartphone User Ke Sabhi Mobile Me Aapko Google Map install hua Jarur Mil Jayega, Aaj ke is Tutorial Me aap Janenge Without Internet Ke Google Map Me Location Kaise dekhte hai.

Doston Internet Aaj ke Time Me Bahut Important Hai Bina Internet Ke Aap Bahut Se Aise Kaam hai Jo aap Nahi Kar Sakte Hai.

Without internet googlemap me location dekhe 1

Jaisa ki aapko Pata hoga Google Map Bina Internet Ke Work Nahi Karta hai, But Google Ke New Update Me aapko Offline Map Ka Feature De Diya gya hai. Aur ye Map ki Best Update hai, bahut baar Aisa Hota hai jab aap Kisi Aise Location Par Chale Jaate Hai, Jaha Aapke Mobile se Network gayab ho jata hai ya phir Internet Data Khatm Ho jata hai to aapko Google Map Ki Offline Feature ka use Jarur Karna chahiye.

Without Internet GoogleMap Se Location Kaise Dekhe?

Google Map Kya hai?

Google map Google.inc Dwra Banya gyi Ek Web Mapping app hai, jo Satellite Street map 380° and Public Transport, Cycle, Road Map hai, Google Map se Aap duniye ke kisi bhi kone ka location Ghar baithe Apne phone me dekh sakte hai.

Read: Kisi Bhi Sim Ka Number kaise Nikale ?

Yadi aap adhik travel karte hai to aapko Google map jarue use karna chahiye googlemap Ke rahte huye aapko Aakela mahsus nahi karenge. isme aapko Najdiki me Hotal, ATM, Resturent, Bank Railway station, Airport kuch bhi Search karke Ustak aashani se pauch sakte hai

Aur google map se aap Vahan bhi book kar sakte hai. Jaise ki aapko Paise ki jarurat hai aur nakdiki ATM par jana chahte hai, to Aap google map Open karen aur ATM in my Near Type karke search karen ab map me sabhi Najdhiki ATM ka show hone lagega, aur kitni Distance par hai aur kis Direction me Hai.

Jo Bhi ATM sabse Near me ho ho Uspar Click karen aur DIRECTION par Click karke aashani Se Ustak Pahuch Sakte hai.

Google Map Download Kaise Kare?

Basically Google map Sabhi Android Smartphone me Install hua hota hai, but yadi aap Download Karna Chahate hai to Google Playstore Se Google map Search Karke Download kar sakte hai, aur Niche Google map Ka Direct Link Par bhi Click karke Download kar sakte hai.

Read Now: Kisi Bhi Train ka Live Location and Train Ka Status Kaise Jaane ?

Offline GoogleMap me Location Kaise Dekhe?

Google map Me agar aapko Kisi bhi Particular Location Jaise Lucknow ki map ko Offline Bina Internet ke Dekhna hai to to niche diye gye steps ko follow karen.

  • Sabse Pahle aapko Jis Bhi Location Ko Offline Dekhna hai Ushe Google Map Main Search Kar lena hai, Jaise yadi Mujhe Lucknow ka Pura Location Offline Dekhna hai to Main Lucknow Map me Search Karna hai. Aur Niche diye gaye steps follow karna hai.
  • Ab Next Left Lucknow Likhe gye is Section ko aap Upar Scroll karke Le jayenge to Lucknow Location ke baare me sab Details jankari milegi.
  • Ab upar dahine side me dekhenge 3 Dots hoga Uspar Click karna hai jiske baad aap Dekh payenge Download Map Ka Option Dikhayi dega. Uspar click karke map ko Offline Download kar lena hai.
  • Download hone ke baad Yadi aapko Us location par Kuch Dekhna hai to Internet Connection Off karke Ek bar Try kar le.
  • Internet off karen aur Google map App open karen aur Offline Map Section par jaye aur Download huye Location par click karen sab google me Location ko Offline Dekh Sakte hai.
बिना इंटरनेट के Google Map में Location कैसे देखा जाता है?
offline google map me location dekhe

Read Now: TrueCaller Se apna Name And Mobile Number Kaise Hataye ?

Google Map ka Use Kaise Kare?

Google Map Par Location Road, Traffic, Aur kisi Location par Search karke Ustak kaise paucha Jata hai, is post me Ham aapko Sab kuch Hindi Language me batayenge.

  • Sabse Pahle Google Map Open Kar le. Aur Apne Mobile Ka GPS on kar le.
  •  Khulega, Ab Uper Section me aapko Apna Location Search karna hai, Jaise Aapko Delhi Ka Map Traffic Dekhna hai to, usme aapko Delhi Enter karna hai aur Pin Code Enter kar dena hai, pin code Enter Karne par Specific Area Exact Mil jata hai.
  • Bas location mil jaane ke baad Direction par click kare, ab aapko 1 your locaLoca and 2 jaha aap jana chahate hai wo location hai, Upar se aap Bike ya Car, bas jis se Hai wo select kar le aur START buton par Click kar de.
  • Jaise hi aap Chalna Start kar dete hai aapko Map me sab Dikhayi dega, jis traf aapko Turn karna hai wo bhi Google map Batayega.

Ye to hai google map Ko Offline use karne ki jankari Agar aap Google map ke baare me puri jankari Details me janna chhate hai to aapko Hamari Next post ka Wait karna hoga, ushme ham Googlemap use karne ke kuch Behtarin Tips Bhi aapke sath Share karenge.

ReadTop best Android Tools apps Download Now?

Final Word- Thanks for Reading Article yadi aapko Hamari Ye Hindi Jankari achhi lage hai to aapna Feedback jarur Share karen. Taki ham aapke liye Aise jankari Share Karte rahe.

Share on:

Leave a Comment