• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / डिजिटल इंडिया / Digital Locker क्या है DigiLocker App का इस्तेमाल कैसे करें?

Digital Locker क्या है DigiLocker App का इस्तेमाल कैसे करें?

September 22, 2020 by इंद्रजीत राज

Digital Locker app India Government ke dwra launch kiya gya Application hai, jisme aapko 1GB ka Free online storage milta hai. jisme aap apne documents ko aashani de save kar sakte hai. Aur aap apne driving Licence ( DL ) ya koi bhi documents Save karke Safe rakhne ke liye hi banaya gya hai. Aur jarurat padne per print karke use kahi bhi Use kar sakte ho ?

विषय सूची देखे
1 Digital Locker क्या है। DigiLocker का इस्तेमाल कैसे करें ?
2 Digital Locker क्या है ?
3 Digital Locker Account कैसे बनाए ?
3.1 Download Digilocker App
4 Digilocker Use kaise karen ?
4.1 Digital Locker app ke fayde ?
4.1.1 शेयर करें
  • Digital Locker kya hai ?
  • Digtal locker ke fayde ?
  • Digital Locker per Account kaise banaye ?
  • Digtal Locker Use kaise karen ?
  • Digital locker me kya kya kar sakte hai ?

Digilocker ek Government App Hai india Ko paperless karne ke liye Government Ke Dwra Launch kiya gya hai.jo E-paper Document ka kam karta hai, jisme aap apne jaruri Documents Ko Verify karke Rakh sakte hai.

Digital locker app kya hai use kaise karen

Digital Locker क्या है। DigiLocker का इस्तेमाल कैसे करें ?

Narendra modi ke Digital India ko Aage Increase karne ke liye bahut se yojnaye chalayi ja rahi hai, Jisse ham Digitally Work kar sake, jisme UPI app me bhim app bhi Digital India ka ek part hai.

Digital Locker क्या है ?

Digital Locker app ek Online Documents storage app hai jisme Aap apne Documents ko Safely Save kar sakte hai. Iski khas baat ye hai ki ye Indian Government dwra launch kiya gya hai, aur iska Aim hai India ko Cashless banane ke liye. Jisme aap Apna documents Safe security me Rakh sakte hai.

Digital Locker Indian Government ke dwra banayi gayi App hai,jo Narendra Modi ke Digital India ka part hai. Jo aapke personal Documents Jaise Driving License, Passport, Aadhar card, pan card, Education certificate jaise sabhi jarur Documents save karke rakh sakte hai.

Digital Locker Account कैसे बनाए ?

Digilocker app me Facebook account ya Google account use karke Singup kar sakte hai. Ya phir Digilocker me Singup karke new account create kar sakte hai.

Yadi aap Digilocker Me account Banana Chahte hai to aap Niche Diye gaye, Steps ko Follow kare, Jiske Follow Karke Aap Digilocker Account Create kar sakte hai.

Step.1

Sabse pahle apne Mobile me Digilocker App Download kare, DigiLocker App Download karne ke Liye, Google Playstore Ko Open kare aur Search Section me Digilocker Type karke Search kare, Jiske baad Digilocker app Aa jayega, jisko Apne Mobile Me Download kar le.ya phir aap niche Diye gaye Download button par Click karke Download kar le.

Download Digilocker App

Digital-locker-app-kya-hai

Step.2

Digilocker per Account banane ke liye, Signup option par click karen.

Step.3 

Ab  mobile Number Varify karn hi, Mobile number dalne per OTP aayega jise Enter karke Varify kar lena hai.

Step.4

Iske baad Username and New password Create karna hai. User name type karke yaad karle kyuki jab bhi login karnge to username aur password se hi login hoga.

Step.5

Username, password banane ke baad Signup kar de ab aapka account digilocker app per ban gya hai. Ab aap Digilocker me apna Documents Scan karke Upload kar sakte hai.

Digilocker Use kaise karen ?

1.-Issued Documents– Digital locker app use karna bahut hi Easy hai, Jaise aapne apna Documents digilocker me save kar rakkha hai, aur Documents me koi issues hai, jo read nahi ho pa rahi , aise Documents issued Documents section me jakar dekh sakte hai.

2.-Uploaded Documents– Jo bhi Documents aapne Digilocker me save kar rakhi haj wo aap upload Documents option per jakar dekh sakte hai.

Digital locker app kya hai use kaise karen

3.- Scan QR code- Yadi aapko koi bhi QR code scan karke uski details check karn hai. To uska bhi option hai. Scan QR code per click karke scan kar sakte hai, aur save bhi kar sakte hai.

Digital Locker app ke fayde ?

Is app ki madad se aapko apne Documents ko lekar Travel karne ki jarurat nahi hai. Bas is app me Account banakar apne sare Documents save kar lena hai.

Yadi aap Bike ya vehicles chala rahe hI, aur aapke pass License ka Documents nahi hai, go aap aise me Digilocker app me save kiye hue Drivering license ko Dikh sakte hI.

Digital locker me aapko 1GB ka free Storage milta hai, jisme apna Documents safely save kar sakte hai.

  • Read :Internet Search engine kya hai
  • YouTube se paisa kaise kamaye Hindi me jane ( full guide)

Final words- Agar aapko hamari post achhi lagi to share karna na bhule, yadi post me Related kuch puchna hai to comment karke puch sakte hai. Hindihelp4u se Social media Jaise Facebook,Twtter etc per bhi join kar sakte hai, jissse hari New post aap tak pahuchti rahe ! Thank for Read continue visit

 

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. Amarjeet says

    October 23, 2017 at 10:23 pm

    Driving licence scan kar ke uploads karen

    Reply
  2. Avinash Kumar says

    October 24, 2020 at 7:59 am

    Aapne is app ke baare mein kaafi mahatvapurna jaankari di hai.

    Thanks for sharing.

    Reply
    • इंद्रजीत राज says

      October 28, 2020 at 7:24 pm

      Dhanyawad keep visit & support

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

ATM Location And Cash Hai ya Nahi Check Kaise Kare ?

Flipkart Account Kaise Banaye Puri Jankari ?

Oxigen Wallet Account कैसे बनायें ऑक्सीजन वॉलेट अप्प के फीचर्स क्या क्या है?

Paytm Debit Card घर बैठे प्राप्त एवं Activate कैसे करें ?

Without Internet Offline GoogleMap Me Location Kaise Dekhe ?

Online Aadhar Card Download करने की पूरी जानकारी ?

UP Board 10th 12th Result 2018 Check कैसे करें ?

Online Aadhar Card change Name, Address, Mobile no, Gender, DOB change karen ?

Xiaomi Mi Phone MIUI Smart Feature Tips Tricks क्या है

घर बैठे RedBus से Bus Ticket Book कैसे करें ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition