Is baat ko bahut se log jante hai aur paisa kama rahe hai.
Yadi aap YouTube se paisa kamane ke bare me nahi jante . To tention na le aaj main aap ko YouTube se paisa kamane ke bare me puri jankari dunga. Bas step ko follow karte rahe.
Youtube se paisa kamane ke step by step jane Shortcut me...
1-Create YouTube account –
Youtube se paisa kamane ke liye sabse pahle aapko youtube per apna account channel banana padega. Youtube per apna account kaise banaye link per click karke sikha sakte hai.
YouTube channel kaise banaye yaha dekhe
2- Upload videos-
3-Adsense account banaye
4-Channel ko montize kare
5+Channel ko adsense se connect kare.
5-Income start
YouTube se paisa kamane ke liye hame kya chahiye.
1-YouTube account-
2-Camera-
3-Pc ya smartphone-
4-Video editor-
Youtube se paisa kamane ke liye Karna kya hai-
YouTube se paise (income ) kaise kamte hai-
- Sabse pahle aapko YouTube par apna account banaye.
YouTube account kaise banaye yaha dekheaa
- Jab aap apna account bana lenge aapka channel ban jayega.
- Next step me aapko video banakar apne channel par upload karna hai. Dhyan rahe video wahi dale jo aapki kud se banayi hue ho. Kisi ki copy na ho.
- Video uploaded karne ke baad video montize kare.
- Montize karne se pahle Google Adsense aacount bana kar YouTube channel se jode.
YouTube channel adsense se tabhi jode jab aapji video me 1000 se 2000 view ho jaye, isse pahle karne par aapka adsense account approved nahi hogs
- Jab aapki videos montize ho jayegi ,tab us per Google Adsense ka ad aana suru ho jaye ga.
मेरा अकाउंट YouTube पर बना हुआ है और मैंने कई वीडियो भी डाली है मगर मुझे montzine सेटिंग नहीं दिखाई दे रही है कृपा करके आप बता दें कि यह montzine सेटिंग कहां मिलेगी YouTube पर
Montize करने के लिए आपके Youtube account minimum 1000 Subscriber होने चाहिए और 4000 Hour Time videos view. Tab Montize का option दिखेगा