Hello friends paytm account name to suna hi hoga ye ek india ka biggest payment company hai. Aaj ham janege paytm kya hai aur Paytm account kaise banaye.
Aaj kal jaha bhi dekhi news paper, tv, social media sab jagah paytm kare paytm kare. Jab 1000 aur 500 ke note band hua hai tab se aur bhi jada paytm user ho gaye ye desh bahut bada online payment ho gya hai. Aaj kal sabhi dukano me Medical shop , dairy sabhi dukano me paytm account use hone laga hai ,
Aaj ke is Digital india me ye ek bahut hi achhi subidha ho gayi hai. Ab sab cashless ho rahe hai. Aaiye jante hai paytm ke bare me.Paytm account
Doston Paytm account banana bahut simple hai. Aur use karna bhi , like as bill pay, mony receive sab kuch ham easily kar sakte hai.
Paytm important question
- Paytm kya hai.
- Paytm account kaise banaye.
- Paytm kaise use kare
- Paytm wallet me paisa kaise add kare.
- Paytm se mobile recharge kaise kare.
- Paytm wallet se paisa bank me kaise transfer kare.( click here )
Paytm kya hai ?
Paytm App features
- Online shopping.
- UPI
- Pay money
- Transfer/send money
- Add and Receive Money
- Check balance
- Debit card
- Credit Card
- Fixed Deposit
- Mobile recharge
- Electricity Bill payment.
- DTH recharge
- Metro card recharge
- Data card recharge.
- Gas bill pay.
- Water
- Insurance
- Landline/Broadband
- Cable TV
- Education
- Bus ticket
- Hotels.
- Petrol
- Train tickets
- PNR status
- Flights ticket
- Dairy products
- Food delivery
- Etc.
Paytm Application Download
Download Paytm App
Paytm account kaise banaye ?
Paytm Account 2 Tarah Se Bana Sakte hai.
- Paytm App Download Karke
- Paytm Official Website Se
Paytm App Se New Account Register Kaise kare ?
Step.1 Sabse Pahle Yadi aapke Smartphone Me Paytm App Nahi hai To Niche Diye gaye link Se Paytm Official App Download karke Install Karna hai.
Step.2 Uske baad ab App Ko Open karen hai. open karne par Aapko pahle Language Choose kar le uske baad Login ka Option Mil jata hai. Login Options Par Click Kare.
Step.3 Login Options par Create New Account Par Click Karna hai.
Step.4 Jaise Hi Create New Account par Click Karte hai, Image me Dikahye jaisa Page Milega, Jisme aapko Apna Mobile Number, New password aur Email id Dalkar Create a new account par Click kar dena hai.
Note: Password 6 Digit Se Kam Nhi hona Chahiye, Aur Password ke Andar Number Jarur hona chahiye.
Step.5 Ab next Number Verify ke liye Registered Mobile Number par OTP aayega, OTP ko Enter Karke Confirm kar dena hai.
Step.6 OTP Confirm hone ke baad Aapka Account Successfully Create ho jata hai.
Step.7 Ab aapke Samne Documents Verification ka Options aata hai, Ye abhi ke liye Koi jaruri to nhi Yadi aapke pass hai To Verify kar le nhi to Do it later kar de.
To ye hua Paytm Mobile app Ke Dwra Paytm Account banane ka tarika, yadi aap Computer Desktop ya Laptop ke Dwra Paytm Account Banane ke baare me soch rahe hai to Niche diye gaye Step ko Follow kare.
Paytm Official Website se New Account Kaise banaye ?


Sahi h
Mera paytm.account login nahi ho raha kya karu.
Password reset karo do.
I hame done
pc main kaise kare