Update aadhar se Mobile number link kaise karte hai. Kya aapke aadhar card me mobile number ya email registered nahi hai. Aagar aapka jawab nahi hai to, aaj is article ki madat se apne aadhar me apna mobile number register kar sakte hai.
Yadi aapke aadhar card me abhi tak mobile number Register nahi hai ya phir Register mobile number chori ya kho gya hai, ya phir aadhar se juda hua number band ho chuka hai, to tention lene ki koi jarurat nahi ham aapko puri step batayenge, bas aapko follow karna hoga.
Q .1 Kya aapke aadhar card se aapka number link nahi hai ?
Q .2 kya aap apne aadhar card se mobile number register karna chahte hai.
Q .3 Kya aap apne aadhar se registered number ko change karna chahte hai.
Q .4 Kya aadhar card se link number new update karna chahte hai.
Q. 5 kya aapka mobile number chori ya kho gya hai ?
Q.6 kya aapka mobile number bank ho chuka hai ?
Aadhar service me abbi aisa service nahi diya gya hai, ki Online apne aadhar me number link kar sakte but ham offline apne aadhar me apna new number jod sakte hai. Aadhar se mobile number link kar sakte hai
Aadhar se mobile number link karen ?
Uper ke diye hue quitions me se koi problem hai to is article ko jarur read kare. Sabse pahle to ham jan lete hai ki aadhar card se apna mobile number add , link or register kaise kare.
you may also like–
- Aadhar Date of Birth (DOB) kaise change (currect ) kare Online/Offline
- Adhar card URN number kya hai,what is urn no
- Mobile phone hanging kya hai,phone hang kyu hota hai.
How to link mobile number in aadhar card in hindi ?
Aap Agar mere diye gaye step ko follow karke aadhar se mobile number link karna chahte hai to aapko aadhar center per jaane ki jarurat nahi hogi. But agar aapke pas koi aadhar center hai, to aap waha se se aadhar se mobile number link kar sakte hai.
Kuch logo ke by mistek Aadhar card me apna mobile number register nahi hua hai. To ham kaise add kare. Ise ham aaj step by step janenge.- Sabse pahle aap yaha se aadhar card currection form ko download kar le.
- Download aadhar currection form here
- Form Download hone ke baad form ko print kar le.
- Â Ab aapka pura form fill larna hai. aadhar number, mobile number,etc.
- Attach photo copy documents prof identity.
- last me apne finger print thumb kar de.
- Ek bar phir se apne form ko check kar le.
- Ab najdeeki post office se niche diye gaye address per post kar de.
Address 1: Box No.10, Chhindwara, Madhya Pradesh â 480001.
or
Address 2: UIDAI Post Box No.99, Banjara Hills, Hyderabad â 500034.
Send karne ke baat aapko wait karna hoga. jab tak aapka mobile number, aapke aadhar se anthroid verifi nahi ho jata. aapko mobile number ya phir Email se aapke aadhar update massage
(that your registered mobile number has been successfully linked with your Aadhaar Card.)
Mera no aadhar se link krna h
http://hindihelp4u.com/link-update-mobile-number-in-aadhar-card/
Is post ko pade
aadhar card kaise check kare mobile num. nahi add hai
Asgar ji aadhar enrollment number aur date time se bhi check kar sakte hai.
https://resident.uidai.gov.in/check-aadhaar-status
URN no kha she pata karu
mobile no link update form post se bhejne k baad kitne din me mobile no link hoga plz tell me sir.
15 days
Mobile no band ho gaya hai new no update kerna hai or emai kese hoga sir
Kushal Ye post pade
http://hindihelp4u.com/link-update-mobile-number-in-aadhar-card/
Sir muje online mobile number link kaise kare
agar pahle koi number add hai ,tab online mobile number change kar sakte hai,but number regiter karne ke liye documents post karna padega ?
Aadahar card me konsa number add hai wo kaise jane plxzzz tell me
Aap apnr aadhar ka status check kar lo
http://hindihelp4u.com/aadhar-status-check-and-download-kaise-kare/
Aadhaar card mobile number lik kerna
Aap Online link karne ka option nahi hai kyuki urn number aur otp aapke link mobile number per bheja jata hai, Online mobile number change kar sakte hai. Offline se kar sakte hai.
Mene adhaar correction karvane ke liye update request bheji thi by post lekin abhi tak koi message nahi aya 15 din ho gaye ab kaya kare
Mr.Vijay kumar ek bar Online status check kar lijiye.
http://hindihelp4u.com/aadhar-status-check-and-download-kaise-kare/
mera purana wala mobile number kho gaya hai jiske sath adhar card mera link tha, ab naye mobile number se adhar card kaise link karu ?
Agar Aapk aadhar se linked Mobile Number kho gya hai to New Number link karne ke liye app najdiki Aadhar Center se Karwa sakti hai, Agar apne aap se karna Chahti hai to
Is Jankari ko Read karen
यदि पुराना नंबर बंद हो जाए
तो नया नंबर केसे जोड़े
Uske liye Aadhar Seva kendra Par Jana hoga, Physical Verification se New Mobile Number Registration ho jayega