Home » Uncategorized » Mobile phone hanging kya hai,phone hang kyu hota hai.

Mobile phone hanging kya hai,phone hang kyu hota hai.

Dosto kayi bar yesa hota hai, jab ham apna phone lagatar ( Continue) use karte hai, To hamare phone ki speed kam ho jati hai,phone hanging hone lagta hai. Yaani ki Phone Me Jada Function ya App Hone par Phone ki Speed kam Ho jaati hai. kabhi socha hai aisa kyu hota hai. To doston aaj ham isi topic par baat karenge,

Why hang your smartphone

Phone Hanging Ki Problem Kam Ram aur Kam Space Waale mobile me jada hoti hai, aur Phone hang Hone ka Sabse Bada Karan Bhi Yehi hai. Ab Ye Problem Kam ho gayi hai Kyuki Ab Market me Powerful Smartphone Aane lage hai. But yadi aapka Smartphone ab bhi Hang karta hai to Niche diye gaye Step ko Follow kar sakte hai.

Mobile phone hanging kya hai

Doston jab aapka phone chalte-chalte Stop matlb ruk ruk kar chalta hai to use device hanging ya phone bugs bhi kahate hai. Yaani Ki aapka Phone Work Karna Stop kar deta hai.

Aaiye jante hai phone hang kyu hota hai.

Phone hang kyu hota hai-

Phone hang tabhi hota hai jab uske capacity ( apechha se jada ) fullfil ho jata hai, Phone tabhi hang karta hai. ya appke phone me virus aa gya ho. Like as.
  • Phone me virus aa jane par.
  • Phone RAM Memory Full ( bhar ) gya ho Matlab kam ho gya ho.
  • Phone ki internal memory full ho gyi ho.
  • Ya phir aapne jada app installed aur open kar rakhha ho.
  • Phone me cache ( Temp ) file jada ho gya ho.

Phone hang hone se kaise bachaye, phone fast kaise kare-

Yadi aap bhi apne phone ki slow speed ya hanging se paresan hai to kuch chijo ko follow kar ke is se phone hanging se nijat pa sakte hai.

Tips-1– Phone chalate samya dhyan rakhe aapka phone heat na hone paye. Kabhi kabhi aisa hota hai. phone chalatae time phone heat garam ho jata hai, Tab phone ke sare app ko close kar de. Ya phone ko Restart kar de.

Tips-2-Phone me baar bar cache ya temp jaise faltu ke folder delete karte rahe. Phone me jab ham app ka use karte hai matb chalate hai, to unke chalane par jitna ham proccesing karenge, uska backup phone ki memory me banta rahta hai. Ise clear karte rahe.

Tips-3-Phone me jada app use na kare, jo kam ke app ho unhe hi installed rakhhe aur sab ko unstall kar de, Jin apps ka use aap nahi kar rahe unhe turant unistall kar de.

Tips 4. Phone ki internal memory me contant na rakhe jaise- video ,mp3 gane ya koi file .phone internal memory khali rakhhe. Phone me contant rakhne par phone memory bhar jati hai jis se aapka phone hang ho jata hai.

Tips 5. Phone ki Setting me jaye storage me jaye niche cache file hoga use delete karte rahe.

Tips 6.  phone me jo bhi antivirus, battery saver Ram saver jaise jo bhi app ho unhe turant uninstall kar de. Is prakar ke jo app hote hai , unke sathe bahut se feature wale app bhi aa jate hai,jaise aapne ek antivirus install kiya aur uske sath ram cleaner,phone cleaner jaise app bhi sath me intall karna padta hai. Isi liye ye app jada proccesing lete hai. aur phone ki speed kam kar dete hai.Dosto ye tips use karke aap phone hanging se hi nahi balki Phone ki Battry bhi increase ho jayegi.

Aggar aapko artical se related kuch puchna ho to comment box me comment karke puch sakte hai.

Share on:

2 thoughts on “Mobile phone hanging kya hai,phone hang kyu hota hai.”

Leave a Comment