Home » Uncategorized » Android Mobile Me Windows App Kaise Chalaye ?

Android Mobile Me Windows App Kaise Chalaye ?

Windows Ek Populer Platform hai, Jaisa ki aap jante hai, Windows Software Mobile me Work Nahi karta, Kyuki Android operating System ek Mobile Device Platform hai, aur Windows PC ( Computer and Laptop) ke liye hota hai. Aur aaj ke is Tutorial me Ham Windows Software Mobile Device yani ki Android Operating System me Use kar sakte hai.

Android Platform Word me Sabse Jada Use Hone Wala Oprating System hai, yadi aap Bhi Chahate hai, Apne Android mobile me Windows Software ko Run karna To Aap Bahut Easy Tarike Se kar Sakte. Jiske Liye aapko Karna Hoga apne Android Phone Me Ek Apk Apps ko Install.

ReadTrueCaller Se अपना नाम and Number कैसे हटायें ?

Android Mobile Me Windows Software Use kaise Kare ?

Android Mobile me Windows Apps Run Karne ke liye Sabse pahle aapko Apne Android Device me Wine App ya ExaGear aap Ko Download karke Install kar lena hai.

By Wine app Android Mobile me Windows App Chalaye ?

  • Wine App download karne ke liye Aapko Wine Ki Official Website par Jana hoga, aur Wine apk ka Latest Version Download karke Install kar lena hai.
  • Ab Wine app ko Open karen Aapko Screen par Windows 7 jaisa Interface Dikhega.
  • Ab Niche Start Wine Ka Menu par Click karen Jisme aapko Run Ka Option Milega Uspar click karen.
  • Ab aapko Windows exe Download software ko Search Karna hai.iske liye Browser Option Par Click karna Hai.
  • Ab kisi bhi Computer Exe Software par Click karen aur Open Option par Click karna hai.

Aapko bata de ki Wine ke dwra aap 32bit wale Software ko hi Use kar sakte hai, kuch Software hai aise hai jo ki Wine app me Work Nahi karte hai.

ReadUlrtaSound क्या है कब किया जाता है।

By ExaGear Android me Windows App Use kare ?

ExaGear aap Bhi Windows exe Software ko Android me Run karne ke liye Banaye gya hai, ExaGear app ko aap Android Playstore Se Aashani Se Download karke Install Kar Le.

DOWNLOAD EXAGEAR

  • Sabse pahle aapko Playstore se ExaGear Application ko Install karke open karna hai.
  • Ab aapke Memory me File me ExaGear Name ka Ek Folder Automatically Create ho jayega.
  • Ab aap jo bhi Computer software ko Run karana chahate hai use ExaGear ke Foldee Copy karke Paste Kar dena hai.
  • Ab ExaGear app Open karen aur aapke saamne Exe app Show hone Lagega. Just Ushi par Click Karke Install kar lena hai.

Bas aap Open karke Chala sakte hai.

Share on:

3 thoughts on “Android Mobile Me Windows App Kaise Chalaye ?”

    • Ho sakta hai kyuki Usme aapko Ek Android System mil jata hai. Jisme Android app install hokar Run karta hai.

      Reply

Leave a Comment