• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / Passport Size Photo Kaise Banaye photoshop Se ?

Passport Size Photo Kaise Banaye photoshop Se ?

April 7, 2018 by इंद्रजीत राज

Doston Adobe Photoshop se passport Size Photo banaa bahut aasan hai. Aap ise bas kuch hi minute me bana kar print kar sakte hai to chaliye jaan lete hai. Passport Size Photo banane ke baare me.

विषय सूची देखे
1 Passport size photo kyu banate hai-
2 Passport size photo ki size kya hoti hai-
3 Passport size photo banane ka tarika ?
3.1 Method :-
3.2 Method 2:-
3.2.1 शेयर करें

Passport Size Photo kaise banaye

Yadi Aapne Computer ya Laptop par Photo Edit Kiya hai to Aapko Jarur pata hoga, Photoshop ke baare me, Kyuki Photoshop Pc ka Photo Editing Best Software hai. Ye hamara pura Method Photoshop Ka hai. Jisse ki aap Apne photo Ko Passport Size Bana Payenge.

Read:- Ultrasound क्या है। kyu kiya jata hai (Ultrasound information details in Hindi )

Passport size photo kyu banate hai-

Friends passport size photo isliye banate hai jab koi Form ya kisi bhi Documents. Like as- passport, Id Card adhar card bank passbook aadi jagah aapko passports size ka istemal hota hai.

Passport size photo ki size kya hoti hai-

Passport Photo Size:

2 x 2 inch, 35 x 45 mm

35 x 35 mm (5 x 5 cm, 3.5 x 4.5 cm, 3.5 x 3.5 cm)

Photo Background: Plain Color
Face: Aapka chehar tik tarah se dikhayi dena chahiye. (Front Face should be Visible)
Mai aapko 2 procedure bataunga aapko jo acchi lage aap wo try kar sakate hai.

Passport size photo banane ka tarika ?

Method :-

Step 1:
Photoshop  start kare aur file menu me se open pe click kare aur image open karle jiska aapko passport size banavana hai.

Step 2:
Image open karane ke baad image pe right click kare aur size pe click kare.

Step 3:
Ab niche Document size me
Width: 5 cm
Height: 5 cm
Resolution: 300 pixels/inch
Ok pe click kare.

Step 4:
File pe click kare. Aur new pe click karke Ab niche A4 size Preset Size select karke ok pe click kare.

Step 5:
Ab Move tool pe click kare phir image pe click kare.

Step 6:
Image par click ka button dabakar us photo ko new background pe move karle.

Step 7:
Ab Move tool ko click kare image pe click kare. Sath me keyboard se Alt key sath me press kare aur image ko drag kare. Ab usi image ka duplicate layer ban jayega.

Step 8:
Is tarah hume 1 by 1 image ko Alt key ki help se duplicate image ka layer create kare.

Step 9:
Aapke 15 image ban jayenge aapko un layers ko combine karana hai.
Layers pe click kare. Keyboard se “Ctrl+ E” press kare aur layers ko combine kare.

Step 10:
File save karane ke liye File -> Save -> pe click kare. Ab file ko koi name de aur nich format me jpeg pe click karke Save pe click karde.
Ab aap save kiye gayi image ko pen drive ya memory card me lakar aap kisi bhi lab se print karavakar la sakate hai.

Read more–

  • Free android app kaise banaye , create a free apps (full guide)
  • 15- Top Best popular Whatsapp tips and tricks hindi me ?

Method 2:-

Step 1:
Photoshop 7 start kare file menu me se open pe click kare aur image open karle jiska aapko passport size bananaa hai.

Step 2:
Image open karane ke baad image pe right click kare aur size pe click kare.

Step 3:
Ab niche Document size me
Width: 5 cm
Height: 5 cm
Resolution: 300 pixels/inch
Ok pe click kare.

Step 4:
Ab File ko save karna hai.

Step 5:
File -> Automate -> Picture Package pe click kare.

Step 6:
Ab Browser pe click kare humane jo image save ki hi usse select kare.
Niche Page size: 8.0 100 inches
Layout: (16)2
2.05
Resolution: 300 pixel/inches
Ok pe click kare.

Step 7:
File save karane ke liye File -> Save -> pe click kare. Ab file ko koi name de aur nich format me jpeg pe click karke Save pe click karde.
Is prakar hum 2 prakar se passport size photo bana sakate hai. New user ke liye method 2 sabse behatar hai kyon ki isme aapko sirf image ko browse karke size select karani.

Passport Size Photo Banane Me koi Problem ho to Hame Comment kar Sakte hai ?

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. sultan singh says

    April 8, 2018 at 9:52 pm

    kamaal ka post share kara hai bhy

    Reply
    • Hindihelp4u says

      April 13, 2018 at 7:42 am

      Thanks Suptan Singh aapko jankari achchi Lagi Continue Visit karte rahe.

      Reply
  2. Sujata shah says

    September 11, 2018 at 1:28 pm

    Hello
    Such a great and informative article. Thanks for sharing

    Reply
    • Indrajeet raj says

      September 19, 2018 at 12:04 pm

      Thanks you

      Reply
  3. Pushpa says

    December 1, 2020 at 11:23 am

    Apne bahut hi achchi post sheyar ki hai

    Reply
    • इंद्रजीत राज says

      December 3, 2020 at 12:55 pm

      Thanks pushpa ji

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Apne Sim Ka Number Nikalne Ke USSD Code ?

WordPress post me Related post add kaise kare ?

Credit Score क्या है CIBIL Score Check कैसे करें ?

Instagram Par Followers Likes and Comments Kaise Badaye Simple Basic Tips ?

Up Scholarship Status Check कैसे करें ?

Vigo Video Paisa Bank Me Transfer Kaise Kare ?

Hindi Logical Questions-हिंदी पहेलियां बताओ तो जाने ?

Search Console Google Me SiteMap Submit Kaise Karte hai ?

Android ya IOS me whatsapp custom ringtones kaise set kare ?

Blogger Blog Se Quickedit icon Remove kaise kare ?

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition