Paypal Kya hai, Hello Aapko Paypal Me Account Create karna hai, Yadi aapka Answer Haa hai, to Aaj Is jankari Me hum Aapko Batayenge Paypal Kya hai aur Paypal Account Kaise Banate hai.
Yadi aap Online Work Karte hai Ya aapko International ONLINE Payment Karna ya International Payment Recive karna hai Jo Ki Alag alag Country Ki Alag alag Currencies Hoti hai, To aapko Paypal Me account Create Karke Payment Send aur Recive kar sakte hai.
PayPal Kya hai?
PayPal Ek International Payment Len Dem Karne Ki Suvidha hai, Jis Prakar Aap Paytm Se Apne Bank Ko add Karke India Me Paise ka Len Den karte hai, Ushi Prakar Paypal Se ( International) India Ke Bahar Se Bbi aap Paise ka Len Den Bahut aashani Se kar sakte hai, Different Bas Itna hai Ki Paytm Only India tak hai Aur Paypal International level tak.
Paypal Ek Bahut Badi Company hai, Jiske Dwra Daily Lakhon aur Caroron Rupay ka Translation hota hai, Paypal Use karne ke bahut Se fayde hai, aap Ghar Baithe Online Paypal Account Banakar Kisi Bhi Country Se Paise ka len den kar sakte hai.
PayPal Par Account Banane Ke Liya Kya Kya Hona Chahiye?
Jaise Ki Ye Online Payment Method hai To Iske liye aapke Pass Bank Account Ya International Debit and Credit Card Hona Jaruri hai, International Debit And Credit Card matlb Visa, Master Card, Ya American Express Jaise International Card hona Chahiye Tabhi aap Paypal se Payment Send Aur Recive kar sakte hai.
Kaise Banaye Paypal Account in Hindi?
Paypal Account Banana Hua Aur Aashan, Ab Bas 5 Minutes Me Apna Paypal Account Create Kar Sakte hai,
1. Sign Up
Step.1 First aapko Paypal ki Official Website Par jana hai Jisme aapko Ek SignUp Ka Option Mil jata hai, Just aapko Signup Par Click karna hai.
Step.2 Ab Next aapko Jis Purpose Ke liye Account banana Chahte hai Ushe Select Karna hai.
- For Shoper– Agar aap International Online Shopping karte hai, ya aap Blogger Ya Youtuber hai to aapko Uska Payment Lena hai To For Shoper Par Mark karna hai.
- For Business– Yadi Aapke pass Koi Company hai, aur Uske Purpose Ke liye aap Online Paise ka Len Den karna Chahate hai to For business Option Select karen.
- For Freelancer– Freelancer ek Online Kaam karne Waali Company hai jisme yadi aap Online Work karte hai, aur Aapko Usse Payment Lena hai to For Freelancer OprOpt mark karen.
Step.3 Ab Jaise hi Account Type Select Kar Lete hai to aapko uske baad Account Gmail and Password Create karna hai.
- Country– Country Agar aap Indian hai To Yahan aapko India Select kar lena hai.
- Email– Ab Aapko Apna Email Dalna hai.
- Password– Password me aap Paypal Account Login Password Banana hai, jise aap Dhyan Se Bana Kar kahi Note kar le.
- Re-enter Password– yahan par Phir Se Dubara Wahi Password Type kar de jo Dono Me Same hona Chahiye.
E-mail Password Fill up karne ke baad Next Step aata hai Yourself Details Information Fill karne ke liye.
2. Step Your Personal Details
Yahan aapko Apne Baare me Pura Details Information Fill Up karna hai.
Step.4 Yahan aapko Image Me ek Form Diya jata hai Jise aapkk Dhyan Se Fill up karna hota hai.
- First name and middle name type kijiye.
- last name type kare.
- Ab apni janm date dale.
- Apni country select kijiye.
- Apna address fill kijiye.
- Ek bar fir se address daliye.
- Aapka state konsa hai wo dale example- rajsthan
- Apni city ke zip code dale.
- Yaha par apne mobile number daliye.
- Agree policy par tik kare.
Sab Jankari Ek Baar Phir Se Check kar le Sahi hai ya nahi Uske baad Agree and Create Account Par Click Kar dena hai.
3. Link Debit And Credit Card
Step.5 Ab Aage aapko Apne ATM Card Jaise Credit And Debit Card Ko add karna hai. Aap Ye Process Baad me bhi kar sakte hai, Agar Abhi Apne Card Ko Link Nahi karna Chahte hai to I’ll link My Card Later Par Click Kar De.
Ye sab Karne ke baad Aapka Paypal Account Create ho jata hai ab aage aapko Kuch aur Information Verify karna hota hai uske liye Niche Diye Steps Follow karen.
Step.4 Verify Personal Information
Jab bhi Aapka Paypal Create Ho jata hai to Yese Interface me Aapko Ek Notification Massage Dega Jisme kaha Jata hai Ki aapki full Information Verify karne ke Liye, jaise pan Card, Bank Add jaise Information aap Yahan Se add kar sakte hai.
Step.6 aapko Notification Ke Ok Par Click karna hai.
Step.7 Jaise hi Aap Notification Ke Ok Button par Click karte hai To ek Popup Massage Show Hone lagta hai jisme Please Verify Your information Likhkar aata hai aapko Just Get Start Par Click Karna hai.
Step.8 Ab Jaise Hi aap Get Start Par Click karte hai Next Personal Information Ko Fill karna hai.
1. Personal Information–
Name– Name Fill Automatically Ho jayega Kyuki aapne pahle Fill Kiya hai.
Pan Number- Ab Yahan Apne Pan Card ka Number Ender karna hai.
Resident Address– Yahan par aapko Address Select kar lena hai. jo aapke Pan Card me Diya gya hai.
2. Purpose Code–
Purpose Code Ye Aapke Payment Karne Ka Indicat Code hota hai, Internationaly Isme Business Ke Category kiye gaye Hai, Jiske liye Alag alag Type ke Code bhi Diya gaya hai, Yadi aap Online Work Karte hai, Jaise Blogger, YouTuber, Apps, Etc Ke liye P1006 Code hota hai, Select Kar lena hai.
3. Add Bank–
Add Bank Section Me Jaane ke Baad Aapko Yahan Len Den karne ke liye Apne Bank Ko Add karna hoga, Jiske liye aap Credit and Debit card ka Use kar sakte hai.
- Paypal Wallet– First Aapko Yahan Paypal Wallet Dekh Sakte hai, Jisme Aapke Paypal ke balance hoga.
- Bank Account For Withdraw– Yahan Aap Us Bank Account Ko Add karenge Jis Account Me aapko Paisa Paypal Ke Dwra Accept karna hai.
- Credit and Debit Card For Payment– Agar aapko International Payment karna hai Jaise Aap Kuch Online Kharidna Chahte hai, To uske Liye aapko Debit and Credit Card add karna hai.
Ye sab Karne ke Baad Aapka Paypal Account Full Complete ho jaata hai, Ab aap Paypal Ke Dwra Online Paise Ka Len Den kar sakte hai.
Read More-
- Facebook me Color Comment, Post, Page, Group Bold Text kaise Use Kare ?
- AMD vs INTEL Procesor Me Diffrent क्या क्या है ?
- UPI Pin kya hai, UPI pin Generate kaise Karen ?
PayPal Account Banane Ke Fayde ?
Yadi aap Koi Online Work karte hai, Jiska Paisa Aapko Dollor Ya India ke Other Currencies me Milta hai to Normally Koi bhi Bank Dollor ya Other Currencies ko Accept nahi karta Kyuki India me To Rupay Currency Use hoti hai, To Paypal Ki Suvidha ko aapko Choose karna hoga.
- Yadi aap Paypal Se other Currencies ke Rupaye ko Accept karte hai, aur Indian Rupaye Me Convert kar kar Deta hai, jiske baad aap Ushe apne Bank Account Me Transfer Kar sakte hai.
- PayPal Ekdam Secure hai, Kyuki Ye International Payment Suvidha hai Ishse Security Fill up Diya gya hai.
- Paypal Se Paise ki Len Den Se aapke Bank ya Debit, Credit card ki Koi Details Nahi deni hoti hai, jisse aapka Account Safe rahta hai.