• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / Bhim App Register and Use Kaise Kare ?

Bhim App Register and Use Kaise Kare ?

January 4, 2019 by इंद्रजीत राज

Hello friends bhim app narendra modi dwra lanch kiya gya app hai.ye offline bhi work karta hai.bhim app kya hai Account kaise banaye, aaj ham ham ishi topic per baat karenge.

विषय सूची देखे
1 Bhim app kya hai Account kaise banaye ?
1.1 Bhim app kya hai.
1.1.1 Download Bhim app
2 Bhim app account banakar bank Add Kaise kare ?
2.1 Lets Get Starded With bhm App
3 Bhim app ki kuch important jankari
3.1 Q.1 Bhim app se 1 Din me kitna paisa transfer kar sakte hai.
3.2 Q.2 Bhim app use karne ke liye kon sa verification chahiye.
3.2.1 Bhim app supported bank list.
3.2.1.1 शेयर करें
bhim-app-kya-hai-app-use

Aaj kal sab kuch digital ho raha hai, Digital hone ke liye aapko bhi digital hona padega tabhi sab kam digital ho sakta hai.India me sabse jada problem ho rahi. isliye ki koi kam digital tarike se nahi karta hai. Anya desh ke mukable india bahut pichhe hai.

Bhim app kya hai Account kaise banaye ?

Bhim app kya hai.

BHIM ka fullform hota hai BHARAT INTERFACE OF MONEY .Is app ko (NPCI)  NATIONAL PAYMENT CORPORATION OF INDIA ne banaya hai.Bhim app se online paisa transfer aur sari feturs hai. Yeh app direct bank se connect ho jata hai. jis se app ghar baidhe Bank ke sabhi kam kar sakte hai.kisi bank to bank paisa transfer kar sakte hai.

Download Bhim app

Bhim app account banakar bank Add Kaise kare ?

Lets Get Starded With bhm App

Step.1 Bhim Application par Account banane ke liye Sabse pahale aapko bhim app download karna hoga

Step.2 Download karne ke baad open kare aur .apna language chune. Yadi aap English me Comfortable hai to Hindi Select kare nahi to Hindi select kar le.

Allow Bhim App Send and View SMS message Ko Allow kar dean hai.

Step.3 Ab Next step me aapke jis Mobile number par bank account Register hai, usko Select kar lena hai, jis se aapke number par massage OTP Code Aayega.

Note- Aapke Register mobile number me kam se kam 1.5 rupay hona chahiye kyuki Sms send hone ke liye 1.5 rs Charge lagta hai.

Step.4 Ab 4 Digit ka passcode yaani ki BHim app Par password add karna hai, uske liye aap koi bhi 4 number daal sakte hai.

bhim app kya hai app use

Step.5 4 digit Passcode Enter karne ke baad Welcom to bhim ka massage aayega.

Step.6 Ab next aapko apna bank account select kar lena hai, jo nhi bank account ho aapak select kar le.

select your bank in to bhim app

Step.7 Bank select karne ke bad aapko apne ATM ka Last 6 digit aur expired date dalkar UPI pin Create karna hai, UpI PIN 4 YA 6 digit ka hota hai. UPI pin ke baare me adhik jankari ke liye hamari pichli post read kar sakte hai.

  • READ: UPI pin kya hai, Kaise banaye ?


bhim-app-kya-hai-app-use

Step.7 upi bin banane ke baad aapka bhim app account register ho jata hai. ab aap apne bank se paisa Send aur Recive kar sakte hai. Payment sent aur receive kar sakte hai.QR code se bhi kar sakte hai.

NOTE- SBI ke kuch ATM card me expire date nahi hai. Unke liye experie date me 01/49 dale.

Bhim app ki kuch important jankari

Q.1 Bhim app se 1 Din me kitna paisa transfer kar sakte hai.

Bhim app se ham 1din me 20000 rs transfer kar sakte hai.
1 bar me 10000 rs.

Q.2 Bhim app use karne ke liye kon sa verification chahiye.

Bhim app use karne ke liye UPI payment support hona chahiye.

Bhim app supported bank list.

  • Allahabad Bank
  • Andhra Bank
  • Axis Bank
  • Bank of Baroda
  • Bank of Maharashtra
  • Canara Bank
  • Catholic Syrian Bank
  • Central Bank of India
  • DCB Bank
  • Dena Bank
  • Federal Bank
  • HDFC Bank
  • ICICI Bank
  • IDBI Bank
  • IDFC Bank
  • Indian Bank
  • Indian Overseas Bank
  • IndusInd Bank
  • Karnataka Bank
  • Karur Vysya Bank
  • Kotak Mahindra Bank
  • Oriental Bank of Commerce
  • Punjab National Bank
  • RBL Bank
  • South Indian Bank
  • Standard Chartered Bank
  • State Bank of India
  • Syndicate Bank
  • Union Bank of India
  • United Bank of India
  • Vijaya Bank
Is article se releted kuch puchna ho to comment jarur kare.taki ham aapki help kar sake.
READ More:
Thank you for reading my article aur new jankari pane ke liye email dalkar subscribed kare.
शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. JAGAT SARKI says

    June 30, 2017 at 3:11 pm

    HELLO KYA BHIM APP SE NEPAL BHI PAISA TANSFER KAR SAKTE HAI

    Reply
    • indrajeetraj says

      June 30, 2017 at 10:52 pm

      Nahi,, aboard other nations,

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Blogger Website Copy Text Selection Disable कैसे करें (Html Css code)

FB Par Block कैसे करें-फेसबुक पर किसी को ब्लॉक कैसे करते है?

पैसा कमाने के All Mobile Apps ?

GST Registration के लिए Apply कैसे करें ?

बिना नंबर सेव किए WhatsApp Par Chatting कैसे करें

SEO Blogging ke Liye Kyu Jaruri hai ?

Vigo Video Se Paisa Kaise Kamaye ?

Paytm Se Shopping कैसे करें Step By Step जाने ?

Google PlayStore से Uc Browser Remove (Delete) क्यों हुआ था ?

Onlinr Bus Ticket Booking करने के लिए Best 11 Apps

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition