• Skip to primary navigation
  • Skip to main content
  • Skip to primary sidebar
Hindihelp4u-logo

Hindihelp4u

टेक्नोलॉजी टिप्स और ट्रिक्स

  • My Best India
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
You are here: Home / Uncategorized / इंटरनेट क्या है -Internet की खोज कब और किसने किया ?

इंटरनेट क्या है -Internet की खोज कब और किसने किया ?

November 18, 2017 by इंद्रजीत राज

Internet kya hai -Hello Friends Kya aapko Pata hai Internet Kya hai, aur Internet ke Use and Internet ke Importance Kya kya hai. Internet ki Khoj Kisne aur Kab Kiya gya. Internet World ka Sabse Bada Network hai, jise Hindi Me Antrjaal Kahte hai.

विषय सूची देखे
1 Internet Kya hai, (What is Internet) ?
1.1 Internet kya hai Internet Ki Khoj?
1.2 Internet ka Itihas-
1.2.1 Internet ka Use (Use of Internet) ?
1.2.2 Internet ke Fayde-
1.2.3 Internet ke Nukasan-
1.2.3.1 शेयर करें

Internet kya hai kisne banaya

Aap to jante hi honge Internet ka to har jagah use hone laga hai, kuch bhi agar aapko samajh nahi aa raha hai to use aap Online Dekhkar sikh sakte hai, Google Internet ka Sabse Bada search Engine hai, pure world me Sabse Jada Search Google par Hi kiya jata hai

Internet Kya hai, (What is Internet) ?

Internet puri Duniya Me Use hone wala ek Jaal hai, Jiske Madhyam se Log Ek Dusre se Door Hokar Bhi Connect Rahte hai, Live Baten karte hai, aur to aur Video call face to face Online Baat kar sakte hai.

Internet kya hai Internet Ki Khoj?

Internet ki khoj me bahut logon ka hath hai. Jisme sabse pahle Leonard Kleinrock ne Internet banane ki yojna banayi aur 1962 me J.C.R. Licklider ne us yojna ke sath, Robert Taylor ki madat se ek Network banaya jiska name Mr.ARPANET Hai. ARPANET ko TELNET name se 1974 me व्यवसायीक rup se upyog me laya gya.

Internet ka Itihas-

Sabse pahle1969 me American ke Raksha Vibhag Me Advance Research Project Agency (ARPA) Name ka Network Launch kiya gya Jiska Use Secret Massag ko Send karne ke Use me Kiya gya and 1971 me Sabse Pahla Email Ray Tomlinson Ne Send kiya aur Dhire dhire Iska use badta gya aur Puri Dunia Iska Use karne lage. India me Internet 1980 me aaya tha.

Internet kya hai kisne banaya

Internet ka Use (Use of Internet) ?

Internet ka Use Aaj Har jagah hota hai, agar aapko kuch bhi like as Study karne ke liye Ya phir aapko Kuch sikhna hai to Internet ke dwra aap Online Uske baare me sikh sakte hai. Sikhne ke liye Aap Videos Dekh and Text pad sakte hai.

  • Aajkal Log Ghar baithe Hi log Online Study, kar sakte hai.Ab Bahut Se Aise Course jaise Ccc jiski Exam Aapko Online Dena hota hai, aur Aage Chalkar Sabbi Exam Aapko Online hi hoga.
  • Internet ke dwra hi Log Dunia Bhar daily News apne Computer ya Mobile ke Madhyam se Online pad sakte hai.
  • Aur aaj kal Online ghar baithe Aap Kuch bhi shoping kar sakte, Kuch bhi Like Medicine, intrument, Jaise Sabhi Jarurat ki chije aap Internet ke dwra hi apne ghar Mangwa sakte hai.

Read: Blood Hemoglobin क्या है ?

Internet ke Fayde-

Internet ke bahut fayde, Internet ke dwra aap kisi bhi kaam ko Bahut kam Time me kar sakte hai. Jaise koi Massange Kisi ko bhejna ho, aur aap ghar baithe baithe online banking, Electric Bill paymet, online tv, movie, game, Shopping, aur Study Kar sakte hai.

Internet ke Nukasan-

Jaha Aapko Internet Ke Fayde hai, wahi aapko Internet ke Kuch Nuksan bhi hai, kuch log Internet ko Apne jivan ka Aadhar bana lete hai, aur apne Mind ka use bahut kam karte hai, Sab Internet par Nirbhar rahte hai, aur Aaj kal Sab Internet par Sabse jada Time Social Media Facebook, whatsapp, hike Jaise Social Massanger par jada Time kharch karte hai.

शेयर करें
TwitterFacebookWhatsappBufferLinkedInPin It

About इंद्रजीत राज

हमने ये ब्लॉग हिंदी भाषा में जानकारी शेयर करने के लिए बनाए है। मेरा मकसद है लोगो की Help करना। नयी पोस्ट अपडेट पाने के लिए Email subscribe & Social Media Join करे !

Reader Interactions

Comments

  1. rovin singh chauhan says

    May 2, 2018 at 4:11 pm

    sir ap konsi theme use karte hai blog par.

    • Hindihelp4u says

      May 4, 2018 at 1:46 pm

      Ye Abhi Themeforset ka Voice theme Tha But Abhi Change kar raha hu.

  2. ikku says

    June 11, 2018 at 1:43 pm

    internet ki bahut achchhi jankari aapne di hai

Primary Sidebar

कुछ भी खोजें

ब्लॉक को सब्सक्राइब करें

Enter your Email Address join with us
:

महत्वपूर्ण जानकारी

Facebook Email Change कैसे करें How to change FB mail Account

Driving Licence Download कैसे करें How to Download DL Online?

Blogger Blog Se Quickedit icon Remove kaise kare ?

ये है Mobile Dangerous Apps इन्हें Remove कर दे?

SEO Blogging ke Liye Kyu Jaruri hai ?

Dream11 Kaise Khele Dream 11 Download and Account Register ?

Permanently Twitter Account Delete कैसे करें ?

BiharMasti-New Bhojpuri Full Movie,Videos, Mp3 Download

Paytm se Bank me paisa transfer kaise kare ?

Onlinr Bus Ticket Booking करने के लिए Best 11 Apps

सभी कैटेगरी

  • Uncategorized
  • Youtube
  • इंटरनेट
  • ऐप्स और गेम
  • कंप्यूटर जानकारी
  • गूगल एडसेंस
  • टेक्नोलॉजी टिप्स
  • डिजिटल इंडिया
  • बैंकिंग
  • ब्लॉगर
  • मोबाइल टिप्स
  • वर्डप्रेस
  • वेब सीईओ
  • शॉपिंग टिप्स
  • सिक्यूरिटी टिप्स
  • सोशल मीडिया

Copyright © 2021 · Hindihelp4u on Genesis Framework · WordPress · Log in

  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • Comment policy
  • Privacy policy
  • Term and condition